captcha entry VS forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    well bhai jaan aap kis kaam ko kis k sath compare kar rhe ho captcha coding ka kaam nehayat fazool hai us main aap ko bht zyada mehnat karni parti hai jab k forex tarding main utni mehnat nhi karni aprti or pese bhi us se zyada mity hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      gi bhai jaaan forex trading busines k ilawa es duniya me bohat zayada online business hain lakin forex trading sab se best hay kyu kay es business me hum asani se learning aur practice ki madad se unlimited profit earn kar sakte hain aur yeah aik asan online world wide profitable business ha
      • #153 Collapse

        dono kam hi thak ha b or treading b but ager humya treadinh karni aa jaya to pher humya k kam ko time nahi da gaya q k us per timr zayda lagat han
        • #154 Collapse

          i think mery khayal se forex trading sab se best hay kyu kay es business me hum asani se learning aur practice ki madad se unlimited profit earn kar sakte hain......
          • #155 Collapse

            bhai captach entry forex ke samne kuch bhi nahi hai sab kuch bekar hai forex ke siwa koi business net per real nahi hai kiun ke forex aik aisa business hai jis ko koi scam ya fraud nahi keh sakta hai .
            • #156 Collapse

              yes dear es duniya me bohat zayada online business hain lakin forex trading sab se best hay kyu kay es business me hum asani se learning aur practice ki madad se unlimited profit earn kar sakte hain aur yeah aik asan online world wide profitable business hay.
              • #157 Collapse

                captcha entry job sy bohat best business hai forex trading mai bohat faida hai q k es sy hmain bohat faida hasil sy thory sy kaam mai e captcha mai mehnat bohat ziada hai es mai nae
                • #158 Collapse

                  Dosto mainy bhi captcha entryha job ki hai aur mera zati experience k mutabik Forex captcha entry sai kahi gana zyada acha hai captcha entry aik tw bht hi slow kaam hai aur us mai typing speed bhi bht chaheye hoti hai uper sai income bhi bht kam hoti hai us satw achi Forex trading hai is mai koi burdern nhi hota + koi typing speed ki zarurat nhi and earning bhi achi ho jati hai......
                  • #159 Collapse

                    bhai apnay acha sawal kia hay ji mene kia hay captch entry ka work us per bohot mehnat surf hoti hay or profit bohot kam milta hay.jab k forex per captcha k mukablay bohot kam time mein ziada profit mil jata hay.
                    • #160 Collapse

                      bhai captcha ko forex se tou nahi milao yar captcha ke kaam mai khuware kitne hote hai aur upar se iss kaam mai koi bhi ache earning nahi hai.forex mai atleast earning tou ache hai.
                      • #161 Collapse

                        jee han wobahut muskil kam hai us main bahut zad amehnat hai or payment bhi kam hai forex main mehnat kam hai or profit zada foex is best online job
                        • #162 Collapse

                          bhi captcha entry work to kafi mushkil hy aur us main paise bhi baht hi km hain lekin forex aik business hay aur is main proft aur loss unlimit hy aur yeh mary khial main captcha sy asan bhi hy
                          • #163 Collapse

                            sir a online business hain lakin forex trading sab se best hay kyu kay es business me hum asani se learning aur practice ki madad se unlimited profit earn kar sakte hain '''''
                            • #164 Collapse

                              o yaar main ny kia hy ya kam b. yaar us main to hum coades enter kr k r k thak jaty hin or paisy boht kam bnty hian. or to or usy phly khreeda jata hy phir us py am kia jata hy or earing b boht kam hoti hy yahan hi theek hy yaar
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Capcha entry forex k muqabla ma bahut mushkil or bahut thaka dana wala kaam ha, or us ma aap ki typing speed bhi bahut achi honi chahia or us ma aap ki earning ratio bhi bahut kum hoti ha, us ki nisbat yeh kaam bahut asaan ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X