Forex learning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex learning
    Forex trading men kitni qisam kay indicators use hotay hen?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    indicators to bohat qism k hote hian aap kisi aik ahce indicator ko select kar lain aor us pe achi tarah practice kare aap ko trading ki samajh aa jaae gi
    • #3 Collapse

      forex trading mien bohat ziyada indicators hote hian lekin ab ye apke uper depend karta hai ke ap kaunse indicators ko us ekarte hian aur unse kis tarah faida uthate hian.
      • #4 Collapse

        Ye sab trader pe depend karta hai k wo forex me trading karty huy kon sa indicator ko use karta hai kyoun k indicator se hum market ki trend ko achi tarha se analyze kar skhty han islye is ki best leaning karen
        • #5 Collapse

          forex trading karne kliye bohat sare indicators use kar skte hein,jab tak apko kisi bhi indicator ka pata nahi k ye work kaise karta hai jab tak ap os indicator ko chalana nahi seekhein gay tan tak ap kisi bhi indicator say earning nahi kar skte
          • #6 Collapse

            forex trading mien hamko chahiye ke ham iski proepr learning karen aur is business ko ham khoob mehnat ke sath karen aur isko theek se seekhen taake hamare andra trading skill develop hon.
            • #7 Collapse

              gee bhai forex trading mein boht qisam ke indicators hmein die jate hein hm ko in mein learning krne hote he aur agr hmein in ka experience sahih tarh se ho jae to hm phr apne trading se acha profit earn kr lete hein aur hmein success milte he
               
              • #8 Collapse

                forex learning har traders k ley zarori hay traders ko learning k baghir es business me kabi b investment nahi karni chaye es business me app ki learning hi sab koch hota hay
                • #9 Collapse

                  gee bhai forex trading mein boht sare indicators hein aur hm ko in mein learning krne he aur hm jb sahih trah se indicators mein experience hasil kr lete hien phr hmare trading ache hote he aur hm apne trading mein market ke trend ke sath chl kr ache trading krte hien
                   
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Mt4 k oper to brother humery pass kafi incdicators hain but hum sab ko use ker nahe sagty hain our faida bhe nahe hai app k pass jes ka knowledge hai usi ko use karein

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X