experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    experience
    Dear friends it is very useful to reduce the risks that would happen if we incorrectly analyzed, usually beginners very spirit using a large risk. their purpose is to seek as much profit as possible. our little mistake can be cause for loss. Specially beginners do practice and learn in demo account and apply the terms and get experience for that.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear experience huna bht zada zarori hai tab hi hum ache trader ban sakte hain hume lazmi demo per practice karni chahiye taa k hum achi tarhan iss business ko samjh saken.
    • #3 Collapse

      My dear friends forex trading main experience ki boha ziada importance ha. forex trading market main sab se ziada experienced traders earning karte hain. or wo apne experience se apne risk ko reduce kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        yes dear ap ki baat sahi forex mein best earning k liye experience b ahmrole ada krta hai isi teah new traders buht km time mein buht big earning i koshish krte hain jis se un ko loss ho sakta hai is liye har trader ko soch samj k or anlysis k sath trading krni chaiye
        • #5 Collapse

          forex trading mein hamko chahiye ke ham is mien apni tradingmein experience ko gain karen aur is business ko bohat deeply seekhen taake ham is mein kamiyab hosakewn ye bohat acha business hai.
          • #6 Collapse

            han dear is buiness ka ap ko jitna bhi zaiyada experince ho ga km hai is liye akgfi mehnt krni ho gi ye aik acha buiness hai si koo koi bhi kr s,ta hai ye aik good buiness hai is ko koi bhi kr s,ta hai
            • #7 Collapse

              jha bat experinace ki ha agr hamra pass aucha experince ha tu ham lazmi kamyab tredr ban skhtya ha agr ak experinace wsala trder karta ha tu usa loss bhut hi kam hota ha agr ho bi loss tu wo next trd ma apna loss ko profit ma badl lyta ha ya ak auchy trder ki phchana ha,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
              • #8 Collapse

                Experience is most important for every field ...if you want experience for Forex business you can batter choice you can practice on Demo and Got experience than you can choice your firm you think batter for you...
                • #9 Collapse

                  jee bilkul janab ap theek keh rahay hain agar hum Forex trading k iss business main kamyaab hona chahtay hain tou uskay liye yeh buhat zada zaruri hae k apkay pass expereince ho or ap yeh experience demo account se gain kar saktay hain kynk demo account best hae trading seekhnay k liye..
                  • #10 Collapse

                    forex trading mein apko chahiye ke ap is mein pehle market ka theek se experience haasil karen aur phir is mien ap mehnat karke is mein kamiyab hojayen.
                    • #11 Collapse

                      gee han experince ko acha krna hmari zmadari hote he aur jaisy es mein expeirnce bhtr ho ga aur kam krne ka experince ho jae ga to apni bhtr trading kr pain ge aur demo mein experince acha gain kr skte hien to learn kia krein
                      • #12 Collapse

                        Forex aik risky business hy aur jab tak aap ko trading ka experience nahi ho jata, aap ziada risk sey trading na kia karain. Learning ko ziada ziada barhayen aur demo account main ziada sey ziada practice krain. Without experience aap ziada risk na lain aur jab aap ko trading ki achi tarah samjh aa jaye to aap high risk sey trading kr saktey hain.
                        • #13 Collapse

                          dear ksi bhi kam main experince ka acha khasa daromadar hota hai jitna hamen experince hoga utna hi behtreen trading ham kr skty hain is liey jitna ho sky trading krny k liye experince hasil kren demo acunt is helpful
                          • #14 Collapse

                            dear forex business mai acha earn karne kl iye ap ko no doubt boht kch seekhne aur smjhne ki zarort hy jo k ap ki life ko set kar skta hy soo ap ko chahiye k smjh k aaur sakooon se kam karo aaur apnii life ko b set karo...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Expert or professional level ka trader bnnay k liye time or patience required hotay hai or time k sath,sath hi trader ko kafi kuch trading say deekhnay ko b milta hai or jiski wja say trader ka trading knowledge increase hota hai or achi knowledge ko use krtay huway trader profitable trading krnay mai kamyab ho pata hai.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X