money management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management
    Dear friends there is only one way to minimize you risk in the forex trading that is only possible with the help of the money management because this is the only way you can protect your money from the loss.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear member folrex business mein risk to hota he rahta hay bas eak treading kartay waqt andaza hota chaheye kay market ki movememnt kahan par hogi our kis trhan say movement hogi forex business bohat acha business hay forex my faverate business.
    • #3 Collapse

      yes my dear money management bht zada zarori hai agar hum achi money management karain tu forex me bht achi trading kar sakte hain ye best business hai humare liye i just love forex it can make our life good.
      • #4 Collapse

        dear bahut sy trader hain jo management bhi krty hain ye aik good buines shai lekin new member bahut mushkl sy success hoty hain un ko bahut ziyada mehnt ki jati hai ye aik real buiness hai
        • #5 Collapse

          gee haan bhia money management krna lazme ha aur apne trading mein risk ko to kam hamesha rkhna hota he aur kabhe bhe apne trading mein risky work na kia krien aur shaih trading krein ta keh apne account balance mehfooz rhe aur apne trade se profit ho aur loss na ae
          • #6 Collapse

            g han app ne sahi kaha ha is business me money mangement se kam karna chahe kyun kyun k agr hm is tarah se kam karty hain is business me tu hm is business me asan ise acha earn kr skaty hain or is business me success b tb hi hm ho skaty hain
            • #7 Collapse

              Account ko wash honay say btchanay k liye hmesha money management ko use krna chahiye Q k trading mai koi b strategy esi nhi hai jo k 100% correct ho isi wja say trading mai profit or loss dono hi hotay hai lakin agr stop ko use krtay huway loss ho jaye to trader apnay loss ko recover krnay mai kamyab b ho skta hai.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                G haan bilkul thank you so much for sharing information aur ye baat bilkul theek hai k agar forex trading main kamiyaab hona chatay hain to apko chayea k money ko manage zaroor karein aur proper planning aur strategy se kaam karein ta k loss na ho.
                • #9 Collapse

                  yes dear ap ki baat sahi hai jo traders risk ko achi trah se manage kr sakte hain un k liye forex se earning buht asan ho jaati hai but money management k liye sab se ahm forex learning hai q k bina learning k risk ko minimize krna asaan nahi
                  • #10 Collapse

                    jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain agar hum Forex trading k iss business main risk ko minimize karna chahtay hain tou uskay liye zaruri hae k hum money management seekhen .. is se hamen buhat help milegi loss ko roknay ki..
                    • #11 Collapse

                      jee haam mary dost aap ki baat bilkul sahi hai acha tradir risk ko asani sy manage kar lata hai un tradrs ky liya forex main profit kmana aasan kaam hai but money managment ky liye learning zarori hai .
                      • #12 Collapse

                        forex trading mien apko chahiye ke ap proepr money management ke sath trading karen aur is business ko theek se seekhen aur pane capital ko bhi safe rakhna seekhen.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          forex trading mien apko chahiye ke ap is mien proepr money management ke sath is mien trading karen aur is mien ap kabhi bhi had se ziyada ka risk nahi len warna apko is mien phir just loss hi hoga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X