Gold par trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    dear g han app bilkul thek keh rahay hen gold per trading karna easy nai hai balkay ye hamare liye bohat he difficult ha aur humen is par loss b ho sakta ha is liye humen is per kam karne se pehle achay knowledge ki zarort hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      Janab gold per trading koi Itna moshkil bhi nahi he aap sirf us dollars ke price per nazar rakhin agar us dollar barh raha he tu.gold giray ga agar gir raha he tu gold barhnay ke chances hain.
      • #393 Collapse

        i think gold pr trading krny ka boht maza ata hai or ye pair kafi risky b hai ye pair kafi teezi say move krta hai or is main hamesha dehan say trade krni chahiye
        • #394 Collapse

          gold pay trading bahi karni b ne cheya or karni b chaeya kaun k gold ke movemint kise time taiz ho jati hai or kise time slow ho jati hai jab movemint slow ho jay to us waqat ap ko is pay kam karna cheya
          • #395 Collapse

            hello and salam to all gold pe trading kerna mere sunne k mutabik to khternak aur risky hai qk is mein market zyada tez move kerti hai.
            • #396 Collapse

              yes bro theek kah rahe hen ap me be yhi samjti hun ke gold par trade karna koi asaan kaam nahi he jese gold kuch hi minuts me 100 plus pips movement kar raha hota he toh aese me hamko loss be boht ho sakta he is lie me toh pairs me hi trading karti hun or uski ko hi prefr be karti hun
              • #397 Collapse

                gold pr trading kr skty hian aor jb is main practice achi kr lain gy aor is main demo pr gold ki trading kr kay is ka result dakha krain us ka bad jb smjh main a jae keh ab forex main trading krna asan ha aor gold trading krna asan ha is main koi bat mushkl nhi ha jo na kr skain
                • #398 Collapse

                  dear brother........yeh baat thek hai k gold per trading bukhat hi zayada riski ho jati hai ......kyo k gold may market ki movement bukhat tezi say hoti hai jis say kaafi mushkil ho jati hai .
                  • #399 Collapse

                    Forex trading min humin chance hota he k hum jis currency min chahin trading kar k profit bhi earn kar sakte weise aik bat he jo maza gold min trading karne min wo kisi aur currency min nahi he es ki wajah hi es ka highest level ka profit jo buhat hi jaldi mil jata he.
                    • #400 Collapse

                      It is not good to open a trade of gold for newbie trader,because gold is much more risky and without good experience it is too difficult to trade in Forex market.The spread is too high in gold,moreover small invest is not perfect to open a trade of gold.
                      • #401 Collapse

                        gold pa trade nai karni chahya lakin is pa trader karta han log jo k bohat zayada is kam ko ahcha trhan sa janta han, or wo expert hota ha lakin new ko nai karna chahya or is ma thora time spend karna k bad hi un ko gold ma karna chahya
                        • #402 Collapse

                          jnab,,,is main kaam kar k kafi acha lagta hay jnab...or ye jo gold ki tarding hay na janb...is main hum ko kafi zyada bhi dar lagta hay jnab...tarding is a very good on line business for evry one jnab/..
                          • #403 Collapse

                            Ge ap theek keh rhe gold ki trading thori mushkil he is ki market amoman up down hoti rehti he is se behtar he ke ap eru/usd pe trading karen.
                            • #404 Collapse

                              gold per trading karna bhut hi fit hota ha ku k is ma trading bhut taz ho rahi hoti ha market ma jo trading karta ha us ko pata hota ha k gold par trading kaise ki jati ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                mein abhi forex main new hun aur mein gold par trading nahin karta hun because gold par trading karna bohot hi bara risk hota hey newbie keliye isliye hamen chahiye keh jab acha capital na ho aur acha knoweldge na ho hamen gold par trade nahin karni chahiye.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X