successfull traders
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    successfull traders
    Dear friends brother jitny bhee successfull traders hain wo technical analysis se hee profit gain krty hain orr market bhee trchnical analysis ki base py hee chalti hai orr sab se achi technical trading ki stratigy price action hai jisko support and resistance bhee khty hain is se entry and exit points achy se visible ho jaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear forex me wo hi successful hai jo iss me mehnat karta hai ye bht hi acha business hai iss me hume work hard k baad sab kuch mil sakta hai forex jesa koi nahi.ye humari life change kar sakta hai bus hum iss ki puri knowledge huni chahiye.
    • #3 Collapse

      My dear friends forex trading market main jin forex traders ko market ka technical analysis karna ata ha or jo log forex trading market ki news par nazar rakhte hain wo forex main kamyab trading karte hain. or forex main trading kar ke profit earn karte hain.
      • #4 Collapse

        forex trading mien hamko agar is mien successful trader banna hia to is mien phir hamko bohta ziyada mehnat karni paregi aur ham is mien mehnat karke hi kamiyab hosakte hian.
        • #5 Collapse

          gee haan bhai successful traders wohe hote hien jo apne trading mein ache trah se market ko analysis krte hein aur trading mein support aur resistance ko smjh kr trading krte hein woh apne trading ache krte hien aur trading mein un ko entry aur exit points ka shaih pta hota he
           
          • #6 Collapse

            hamy ye manna ho ga k jo traders mehnat karty hey wo successful b ho jaty hey agar traders mehnat or learning nahi karen gey to wo kabi b kamyab nahi ho paty
            • #7 Collapse

              gee haan bhai forex trading mein successful trading woh krte hien jo apne forex trading mein sahih tareeqe se apne trading market ko technical aur fundamental analsis krte hien aur apne trading mein sahih time pr enter aur exit hote hein
               
              • #8 Collapse

                Haan g app ki baat kisi had tak theek hai k maximum jo traders successful ya professional trader hain wo technical base k oepr he trading karty hain
                • #9 Collapse

                  Jo hardworker hai wohi kamyab treder hai chahe chote level e hi kun na ho iss main kamyabi k lia apko meha t ki lagan ki zarorat hoti haikisi b kam ko sekhne k lia aapko us main time nahi balke apki lagan darkar hoti hai aap jis kam ko jitna sekh k karana vhahte hain aap ka interest us main jitna hota hai apko us main utni hi kamyabi milti hai apko iss main demo pe lazmi practice karni hoti hai ta k real mai. Apko ziada loss na ho
                  • #10 Collapse

                    Sab se best aur successful strategy Price Acton he hai. Lakin Price Action strategy main support aur resistance k sath sath candles ko bhi dekhna hota hai k candles ki shape kesi hai. Chart patterns bhi dekhny hoty hain. Price Action ki sab se khaas bat yeh hai k is main kisi indicator ki zarorat nahi prti aur aap plain chart ko dekhty howay trading krty hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      ji bhi aap ka buhat buhat shukria aap successfull traders k baray mein bataya jis se hume pata chlta hain k technical analysis se se hume buhat faida huta hai aur trading mein hume profit humari gain hu jati hai thanks.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X