emotions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotions
    Dear friends trading risks ko low krny kiy ap ko sb sy pehly to market ki achy sy smjh honi chahiy and dosra ap ko market ko achy sy analyze krna ana chahiy ta k ap ziyada sy ziyada benefit hasil kr skain.
    and ap ko apny emotions ko control krna prta ha ap agr ziyada greedy bnain gy to ko nuqsan ho skta ha....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    emotion 1 esi cheez hay jo trading me agar app karty ho to app kabi b kamyab nahi ho sakty all emotions ko door rakna zarori hay achi trading karny k ley.
    • #3 Collapse

      g han forex ma trading karne k leye market analysis karna bhot zarori hota ha..real trading start karne se pehlee target set karne chayhe aur us k mutabeq trading karna chayhe ..greed nai karna chayhe kyu k greed ki wajah se aksar loss hojata ha ..aur apne emotions ko control karna chayhe tabi ap forex ma profit earn kar sakte han
      • #4 Collapse

        yes dear ap ki baat sahi hai forex ek best business hai or koi b business greed ya emotion k sath nahi chal sakta is liye agar ap forex mein best earning krna chahte ho to ap forex knowledge gain kro
        • #5 Collapse

          G han humen emotion me trading nahe karni chaye kyoun k emotion me trader se kuch galat ho jata hai jis ki waja se wo had se ziada loss kar bethta hai or pher siwa pechtawy k kuch nahe rehta is lye emotion me trade na karo
          • #6 Collapse

            my dear forex me emotions ki koi jaga nahi hoti kiun k emotion hi loss ki bari waja hai hume jitna ho sake emotions se door rehna chahiye tab hi profit earn akr sakte ahin hum iss me.
            • #7 Collapse

              Yes my dear friends forex trading market main sab se pehle to forex traders ko market ke bare main information honi chahiye. forex trading market main forex traders ko apne emotions par bhi control rakhna chahiye.
              • #8 Collapse

                Forex aik risky business hy aur is main emotional ho kar koi decision lena khatarnak ho sakta hy. Is leye emotions ko control main rakhna buhat zarori hota hy. Jo log trading key doran emotional ho kar aggressive ho jatey hain ya phir over trading shuroo kr detay hain, unhain big loss ka samna karna parta hy.
                • #9 Collapse

                  forex trading mien hamko chahiye ke ham is mien apne emotions ko control karna seekhen aur is business mien ham kabhi bhi panic nahi hon warna hamko is mien loss hoga.
                   
                  • #10 Collapse

                    forex trading mein apko chahiye ke ap is mien apne emotions pe control rakhen aur is business ko ap theek se seekhen taake apke andar trading skills bhi develop hon.
                     
                    • #11 Collapse

                      dear ap ne boht achii baat ki hy learning he best way hy es business mai achii eanring karne kl iye ap ko forex mai emotions ki zarort nhn hotii agar ap es business mai emotions pe control nhn karo gy tu ap ko loss he ho ga aur ap aage chal kar apnii life ko b enjoy nhn kar sako gy soo ap mehnat karo aur acha earn karo...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        gee haan bhia forex trading mein emotion ki koi jaga nhi ha jo trader emotional ho kar work krty hian un ke trading mein loss hota he trader ko hamasha active rhte howe kam krna hota he phir trading ache hote he aur success asan hoti he to emotion forex mein na rkhein

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X