limit of post in same catagry

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    nhi aisa nhi hy ap aik categary per musalsal posting ker sakte hyn shart sirf itni si hy keh dobara usi post ko phr se postig nhi kerni chahiye is se na sirf account ban ho ga waqt bh zaya ho ga...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      ayray bhai log yahan pay just learning ki jaty hai is ly janty mery post kiya karo idr
      • #543 Collapse

        hamen aik post ko aik he thread pr likna ha aik thread pr bar bar posting sa hmara account bi block ho sakta ha or hamen apni posting ki limit 200$ month sa zyada nhi krna chahiya otherwise account will disabled
        • #544 Collapse

          Nahi is tarah sey koi limit nahi hogi agar hoti to yeh forum key rules mien zaroor mention hota ya pir yeh hota key ap ko jab wo limit jaisey he reached hoti ap ki us category mien posting he ruk jati jaisey key abhi timing ki limit hai to hamari posting hoti hey nahi hai.
          • #545 Collapse

            Assalam o alaikum bhai agar app ek hi jaga post karty rahy gy tu aap block bhi kiye ja sakty hu comment chenge kar k kara karo ta k aap ko pareshani na ho ek post par ek comment kiya karo is sy problum nahi ho gi
            • #546 Collapse

              bhai g ap kisi b specific post par jain gy or usi par he post karny ka sochty rahin gy tu bhai g ye apki galt fehmi hai apki k ap forex main reh jain gy, apko different post par jana hoga or try karin k ap 1 threads par 1he post karin
              • #547 Collapse

                jee maray khyal man hum aik hi catagory man posting musalsal ker sakitay han aur forex forum ki taraf say koi pabandy nai ha aur na hi koi limit mention ki gai ha han aap kaby aik catagory aur kaby doosary catagory man posting ker sakitay han .....
                • #548 Collapse

                  Dear ge han meray khyal me forum hume dailye ke hisab se 30 post per day ke hisab se post karne parte hai is se zyada nahi aur agar aap monthly ka hisab lagaye to aap ko monthle ke hisab se 1000 posts karne parte hai is se zyada nah i kar sako ge .forum me....
                  • #549 Collapse

                    mera bah iham forum ka ek catageory ma to latadad oposting kar skahta han leken ek threa par ek post se zaida nah ikar sakhta han agar karen ga to apko uska bonus nahi mila ga and apki mehnat bhi zaya hogi
                    • #550 Collapse

                      nai meray khayal se to limit koi nahi hay haan magar app ko categary chang kartay rehna chhey hay q k her forum mai appnay posting karni hooti hay
                      • #551 Collapse

                        forex kaam kartay howay 35 se 50 post karay ap k liye behter ho ga aur es mein kam se kam 2 lines ke post karay aur es mein copy aur paste na karay ap k liye behter hoga thankful for question
                        • #552 Collapse

                          Limited of the posting ap ko har month only just 1200 posting karni chaiya agar ap paksitan forex forum trading
                          • #553 Collapse

                            dear aap ki marzi par hay kay aap aik hi par post kartay ho ya change kar rahay ho quen kay may to taqraban sab ko hi check karta rahta hoon or in may posting karta rahta hoon laykin quen kay pahlay may thread kam time may hal hotay hane to yahan par ziyada hota hoon.
                            • #554 Collapse

                              dear mare khyal main to hum same category main aik post ko only aik bar he write ker sektay hain aur kuch limit k bad us ko change kerna hota hay aur i think k aik he category main aik he post ko bar bar kernay se ap ko is ka bonus ni milta.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                Brother ap 1 cetagry me musalsal posting kar saktey hai me aam forex ki guftugu me karta hoon is me bohat threads hai or kafi knowledge bhi mil jata hai ap 1 post ko 2 par comment nai day saktey 1 thread ko 1 bar hi comment kia jaa sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X