trade without indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade without indicators
    My dear friend Well i m afraid i dont agree with your opinion dude, indicators are our best friends in trading and we have to trust 100% on them. but the condition is to know how the indicators work and what are its pros and cons. Even the best and the most successful traders will fail if they trade without indicators or dont trust the indicators
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ye aik real buiness hai is ko kisi time bhi kiajaskyta hai ye aik acha buiness hai is ko kisi timebhi kiajamskta hai ye aika cha buiness hai si ko bhaut sy loog kr rahy hain ye aik real buiness hai
    • #3 Collapse

      dear without indicators k kabi b trading achi nahi ho sakti hay, indicators ki waja se hamy torda sa idea mil jata hay jes ki waja se hamary ley asani ho jati hay.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan111 پيغام ديکھيے
        My dear friend Well i m afraid i dont agree with your opinion dude, indicators are our best friends in trading and we have to trust 100% on them. but the condition is to know how the indicators work and what are its pros and cons. Even the best and the most successful traders will fail if they trade without indicators or dont trust the indicators
        no my dear brother ham ne ager forex k business mein aik kamiyaab trader ban'na hai to ham hamesha indicators ki base par apni trading jaari nahi rakh sakty hein aur na hi ziyada earning kar sakty hein kiun k aksar trading mein indicators late trend karty hein
        • #5 Collapse

          Forex main indicators is leye use keye jatey hain keh aap ziada loss sey bach sakain aur profit bana sakain. Market analysis buhat zarori hoti hy aur trading sey pehlay market ko judge krain aur phir us key mutabiq lot size lagayen aur patience key sath wait krain. Indicators ka sahara lain gey to aap safe trading kr saktey hain.
          • #6 Collapse

            shukriya indicator glat nhi lakin wo theak be nhi ha ma indicator ko just trend k path dakna k lya use krta ho na k signal hasal krna k lya wo trader be hn jo indicator ko use krna k seekha trick jnta hn or wo earn krta ha is jega sa trading aik easy cheez ha learning k sehta
            Best Rule of Trading Ever
            ----------->Never Loss Money<----------------
            --------->Believe In :o I Can and I Will<---------
            Never Forget The Rule
            • #7 Collapse

              indicator k begair ap market may inter na ho ye ak type ka ap ko ak rasta bata ta ha k ap nany kab kesy or kis hisab say market may trade lagani ha or ap ko is k aginst kya fadida ho ga ye ak auchi batt ha ap k lye
              • #8 Collapse

                gee bhai indicators se help lana thek rhta he aur trader ko in se pta chlta he keh ab market kes side pr jae ge aur trader in indicators se ache trading kr skta he aur without indicators se bhe trading kr skte hein phr market ko ache trah se smjh kr trade krein ge
                • #9 Collapse

                  Dekhey forex trading main kuch bhi fazool nahi hai is main kuch cheezey hai jo ke kafi behter hai jaise ke indicators ki ek pori list hai jo ke kuch achche indicators per mushtamil hai lekin kuch is main kafi bekarr bhi hai jo ke market ke trend ko sahi nahi bata sakte hai or wrong direction bhi dete hai lekin ap kuch indicators ke sath kam ker sakte hahi RSI, Moving Average, etc
                  • #10 Collapse

                    Dear jahn tak mera khiyal hy aur mera knowledge hy ap ko forex business mai trading es koi fadia nhn ho ga jo k ap indicator ki madad se karte ho es liye ap ko sekh aur smjh k kam karna ho ga jaise jaise ap acha learn karo gy seeekho gy smjho gy ap ko apne aap manual trading karne ka maza aa jaye ga....
                    • #11 Collapse

                      g bhai indicator hmari trading ma boht aham role ada krty hain lakin bat ye ha kay humy indicator use krny ka pta nhe ha hm un kay point ko achi trah se learn nhe kr paty jis wja se hm fail ho jaty hain aur ma khud ye he kahu ga kay humy indicator ko zror add krna chahye apni trading ma kyu kay en se b humy kafi help hasil hoti ha aur hmari trading power b barhti ha.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        forex tradiung mien apko chahiye ke ap is mien hamesha wo hi indicators ka combination banayen ke jo ke apko is mien achi trade entries de saken aur is mein ap ache trade points talash kar saken.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X