USDCHF ka halat kuch samajhna mushkil hai kyunki yahan kaafi kuch clear nahi hai. Ek taraf, main keh sakta hoon ke main downtrend abhi tak toota nahi hai. Lekin doosri taraf, jab price 0.8755 se neeche gayi to usne wahaan kuch waqt nahi guzara, is...