Successful traders
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Successful traders
    My dear friend in developed countries. Successful traders are retirees. they use the pension money for forex trading. but before they learn to create your trading system is good. and the results of the forex can for their living expenses
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai forex trading mein hr koi kam krta he chahe woh retire ho ya waise koi person ho woh apne trading kr skta he aur us ko es business se boht faida ho jata he aur trading mein learn krna to important he us ke bad trading se ache income hote he
     
    • #3 Collapse

      dear jesa k apne ney title dya successful trader ka to mein yeh kehna chahta hoon k forex mein success hasil krne k liye ap ko mehnat krni ho gi forex knowledge gain krna ho or forex learn krni ho gi
      • #4 Collapse

        gee bhai forex trading mein successful trading ke lie hmein apne trading mein market ko sahih smjhne ke zarort hote he aur hr trader apne forex trading mein acha kam kr skta he aur ache earning hasil kr skta he jb woh trading market ke system ko ache trah se smjh kr trading krta he
           
        • #5 Collapse

          Hum bhi is business me aik successful trader ban sakty han lekin is k liye humy chahye k is business ko achi trha se learn kary is ka zyada se zyada knowledge aur experience get kary isi trha hi hun aik successful trader ban sakty han aur Forex business me daily acha profit bhi take kar sakty han.
          • #6 Collapse

            successful traders ko ye knowledge asani se ho jata hay k next hur forex ki market me kia hony wala hay es se trading un k key easy ho jati hay or wo hamesha kamyab b rehty hey
            • #7 Collapse

              paksitan man tu koi beri umer ka trader mujhay aaj tuk nazar nae aya ju bhi daikha ha young age ka hi daikha ha paksitan man trader ki tadad buhut kum ha abroad buhut zyada loog forex man deal kerty han
              • #8 Collapse

                G bilkul agar hum Forex me aik successful trader bana chahty han to is k liye humy chahye k is business ka acha knowledge aur experience gain kary aur market me koi bhi position ko leny se paahly kisi expert trader se zaror helplye isi trha hi hum riskfree trading kar sakty han Forex business me.
                • #9 Collapse

                  han g forex main ham kahi se b money invest kar skaty hai per jaisa ap na kahan k ap ka freind developed countries main rahty hai to un ko to forex traidng k hawaly se bhat training b available hoty hia. or hamaray country main ap ko pta hai k yah atna zydda amm nahe hai. simply is tareeky se wo after retirment good eanning kar skty hai .
                  • #10 Collapse

                    gee bhai sb countries ke traders successful trading krte hein aur hmein apne trading mein kam sahih leanring se krna he aur hm apne trading mein ache experience se jb kam krein ge to hmein apne trading ke system ke sahh smjh ae ge aur hm apne trading se acha profit le skein ge
                     
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Gee bhai mery mutabiq to successfull traders wo hoty hain jo pruy dhyan se kaam karty hain aur investment se zayada forex pe time lagaty hain stategies banaty hain aur un pe amal karty hain to is se wo kamyaab tareen loog ban jaty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X