Dear aap jitna bi time do iss say koi faraq nahi parta faraq hota hay market ki moving say agar aap market ki moving ko sahi daykh laytay ho to us kay baad hi aap achi trading kar saktay ho or agar aap ko ya janna hay kay Pakistani currency may aap ko kitna profit mila to iss kay liya aap ko money exchange say check kar na hoga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим