new trader kiasy profit kamae .....?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    New traders ko chaheye keh woh forex ko join krney sey pehlay learning kr lain aur demo account main practice kr lain, takeh big loss sey bacha ja sakay. Jo log without knowledge key forex main enter ho jatey hain, woh apni personal equity ko zaya kar detay hain aur apna time barbad krtey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      New traders ko profit kamaney sey pehlay apni trading ko behtar banana chaheye takeh profit kamatey kamatey kaheen loss na ho jaye. Jab un ki trading perfect ho jaye gi to profit automatically hasil hona shuroo ho jaye ga. Lekan agar woh knowledge aur experience key baghair profit ka sochain gey to yeh mumkin nahi ho ga aur un ko loss ho jaye ga.
      • #18 Collapse

        han yeh baat tu hai hum kabhi b torey profit say zaida earn nahi kar sakty es ki waja yeh hai k jab hum bari lot laga daity tu humry pass bilkul torey say point rehty jis say loss k chance kafi bar jaty hain humary leyeh
        • #19 Collapse

          New traders forex main learning ache ker k us ka proper our complete knowledge hasil ker k he us main acha profit earn ker sagty haen
          • #20 Collapse

            ji sahi kaha hy ye ak risky business to hai new comer ko candle stick chart pattern ya kisi tool ki help se trading krne chahiye ye humain behter direction daitay hain is se hum faida utha sktay hain lekin is se pehle in tamam baton ko seekhna zaroori hai
            • #21 Collapse

              Aslam o alikoum dear brother new trader apni mahnat aur hardwork say trading ko bhtr kr sakty hain y aik acha business hai ess main aap ke hard work jitni hai aap earn kr sakty hoo
              • #22 Collapse

                Forex market mai jo new trader hai. Es ko chaheay k wo shoro msi srif low profit ko he earn kray. Tk es ka confidernce built ho aur wo forex market msi zada say zada profit ko bhe target kr skay. Aur new trader ko forex market mai trade krtay waqat lalach nahi krna chaheay.
                • #23 Collapse

                  G forex trading business mein new trader agr profit earn karna cahty han tu un k liye zaroori hy k wo forex trading business mein mehnat aur hardwork karain mehnat aur hardwork kar k forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil karain achi learning knewledge aur experience hasil kar k hi forex trading business mein acha profit earn kar saktay han
                  • #24 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rascal_King پيغام ديکھيے
                    Ye aik bohat bara profit target hay jis main risk bhi bohat hay to ap logo ko ehtiyat karni chahye.
                    Waisy is qisam k profit k lye ap k account main 1000$ hona chahye tb j k ap is qabil hoon gy k
                    daily 30$ kma skain. Yad rakhain k thori investment sy hm big profit hasil nai kar sakty.
                    Agar new traders Forex trading battery add Karke profit banana Chahte Hain Tumko trading karne ke tarike ko Jarur sikhna chahiye King hammad reading karne ke liye Kis Kis cheez Ki Zaroorat hoti hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      profit acha kamanay kay liye achi investment chaiye jasa kay aap ney thread mei bataya hay magar mai ye kahunga achi investment apni jaga best hay not bad lakin sath khud ko bhi dekhna chaiye kay khud mei kitni abilities kitni skills hain mean kay kya aap best trading jantay hain skills experience ka bohat involvement hay jab best skills hongi best investment se achi earning ki jaa sakti hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X