Achanak loss ki reason .......?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Achanak loss ki reason .......?
    achanak loss ki reason banti hay. Hm log hr waqt apny profit ko double krny k chakkar main apni trade ko continue rakhty hain aur
    achanak market hamary against chali jati hy aur hamara profit loss main convert ho jata hay, to hamesha positive thinking k sath
    trading krni chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun hum har time apne profit ko doble krne ke chakar main jo hamare hath lagta hai wo hum sara loss kr dyte hain trader ko esa nhe krna chahye jo hath main profit lag jaye wo take krna lyna chahye
    • #3 Collapse

      Jb hm forex trading me knowledge hasil kr lay gain . to hume loss or porfit ka pta chal jaey ga to phr ko pta chal jaey ga k loss ki reasons kya ha . so marketing me kafi experience hona chahey takey pta chal sake k kya krna ha
      • #4 Collapse

        hai jana is mein achanak koi bhi loss nahi hota is mien jb bi loss hota hai to wo apki marzi se aur apki ghalti se hota hia is liye apko chahiye ke ap mehnat karen.
        • #5 Collapse

          My dear friends forex trading market main forex traders ko lalach nai karni chahiye. kiyun ke jab app apne profit wali trade ko open rakhte hain to agar market achank app ki trade ke against ho jati ha to app ka profit sab loss main chala jata ha.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: tygp پيغام ديکھيے
            My dear friends forex trading market main forex traders ko lalach nai karni chahiye. kiyun ke jab app apne profit wali trade ko open rakhte hain to agar market achank app ki trade ke against ho jati ha to app ka profit sab loss main chala jata ha.
            ge han bhai forex trading mein hmein lalch nhe krne chahe aur hm apne business mein experience se kam krein aur hm apne trading mein achank loss na krein aur hm apne business mein market ke trend ko smjh kr apne trading krein aur apne trading mein kabhe ghlte na krein phr hmare trading acha profit dete he
            • #7 Collapse

              Mery opinion us barey main ye hai k achanak loss kisi ko nahe hota hai us main app ko loss ya to greed ki wja say ya pher emotional control na kerny ki wja say hta hai
              • #8 Collapse

                loss hamesha achanak hi hota hay agar app forex news ko follow nahi karty to mery khayal me yahi reason hota hay k app ko achanak hi loss ho jata hay
                • #9 Collapse

                  ayk to ham us taime forex ko ya samaj rahy hoty hy k ham ko forex ah gai hy ham ko is my ab loss nia hoga ham jo mrzi trade lga dy our is my ham k loss nai ho sgta hy ham achy trader ban gye hy jb ehsa lgta hy to phr hamara mind trading py itna zead nai rhta hy our phr jab ham ny trade lgai hoti hy to break out ho jata hy to ham ko phr loss ho jata hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    mairy khayal mai to achanak loss ki reason yehi hoti hai k jab ham koi news achanak aa jaey aur hamari trading market ki news ki waja sy opposite direction mai chali jaey to us sy achanak loss ho sakta hai. ham ko achanak loss sy bachnay k liye take profit aur stop loss ki option ko lazmi apni trade py lagana chahiye.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X