trade only one pair first?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade only one pair first?
    I like 3 to 4 major currency pairs , in mein mujhy achi market move milti hai to kisi aik mein trading kar k kuch na kuch earn kar leta hoon .
    I think regular profit taking hoti rahy to currency trading hi best hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han forex trading mein apko chahiye ke ap is mein bs kisi bhi ek pair ko pakar len aur is mien phir ap us hi pair pe proepr trading karen to ap is mein kamiyab honge.
    • #3 Collapse

      Aik hi pair main trading karna best hy aur is tarah aap us pair key baray main kafi kuch jan jatey hain aur aap ki trading safe rehti hy. Multiple pairs main us waqt trading karain jab aap ka trading key baray main experience barh jaye. Yeh aik risky market hy aur is main profit lenay key leye buhat careful ho kar trading krni chaheye.
      • #4 Collapse

        jee haan bhaii shab app nyy bilkul theek kaha hai humy akk time pyy akk he pair per trading kerni chahiya ta k hum uss ko asani syy smjh sekty aur uss main loss ki koe surat baqi na rahy ager hum akk syy zyada pair per trading keryn to hum confuse be hoo sektyn hain :)
        • #5 Collapse

          g han sahi kaha apne ke pehle hamko chahiye ke ham koi bhi ek pair pe sahi se trading karke apne apko perfect karlen taake ham is mien apni trading ko behtar bana saken aur isko sahi se seekhen.
          • #6 Collapse

            no dear aysii koi restriction nhn hy ap aik se zyda pair pe b trade kar skte ho jitne zyda pair pe ap ko abooor hasil ho jaye ga wo ap k liye faida mand ho sktii hain es liye ap ko try karni chaiye jis pair pe b ap kam kar rahe ho ya karna cha rahe ho os se related data ka wait karo aur os k mutabik kam karo..
            • #7 Collapse

              G ap ki baat theek hy k hum ko sab se pehly jo forex trading mein new trader han wo pehly kise bhi currency pair par aik par trading karen aur us currency pair par trading kar k apni skills ko acha karen aur knowledge hasil karen tu acha profit earn kar sakty han aur jab knowledge aur experience hasil ho jaye tu ziada currency pair par trading kar sakty han
              • #8 Collapse

                trading aap jitne cahahe pair per ker sakte ho is koi limit nahi hoti lkekin is ke liye aap ke paas amount ka hona bhi buhat laazmi he lekin aap ko ye hi mashwara donga ke aap agara aik pair per trading kerte ho tu buhata behter he...
                • #9 Collapse

                  yes dear ap ki baat sahi hai agar ap kisi ek pair k sath trading krte hain to is trah ap achi earning kr sakte ho q k jb ap ek hi time mein buht c trades open krte ho to ap k liye risk ko manage krna mushkal ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    g han 1 hi pair me trading karny ka bahot hi faida hota hay, expernice me b ezafa or earning b achi ho sakti hay me to gold me hi start se trading karta hon
                    • #11 Collapse

                      gee haan bhai forex trading mein jb kise aik currency pair ko choose krte hien aur es mein experience aur us pair kay bary mein update rhte howe us ko trade krte hein to trading ka woh pair sahih profit deta he aur hmein loss nhi hota he to ap ki bat sahih he
                      • #12 Collapse

                        G haan teak kaha ap na ager ap forex main new trader haan or ap ka pass experience or knowledge nhe ha forex trading ka tu ap ko sub sa phila forex main ek he pair per work karna chaye kyeo ka zada pair pee work karna sa loss zada hu sakta ha.
                        • #13 Collapse

                          G forex trading mein new trader ko Sab se pehly aik currency par hi trading karni cahaiye aur us currency pair ko samjna cahaiye is tarha ap currency ko bhi samjh sakty han aur forex trading se profit bhi earn kar sakty han aur jab knowledge aur learning ho jaye tu ziada trade bhi open kar sakty han
                          • #14 Collapse

                            bhai bilkul theak ha agr hum aik pair ko achi terhn study kr k tarding krna taab hum achi trading kr sakta hn lakin agr hum aik he waqt ma bhot sara pair pr trading krna or bina analysis or study kya taab y aik full time risk ha capital pr har cheez dakni k baad trading krni chiya kyu k loss krna easy lakin profit bnana muskil ha
                            Best Rule of Trading Ever
                            ----------->Never Loss Money<----------------
                            --------->Believe In :o I Can and I Will<---------
                            Never Forget The Rule
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ham ko start mai forex trading mai one pair py he trade karni chahiye kyu k is trha sy ham ko trading ka experience milta ha. jab ham ko achi practice ho jaey to phir ham 2 ya 3 ya is sy b zayada pairs py trading kar sakty hian.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X