Forex trading K bare main islam main koi solid proof
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading K bare main islam main koi solid proof
    g han tijarat islam me halal he.aap ne padha bhi hoga kay Holy Profit (pbuh) kay zamanay say tijarat ka silsila
    chalta chala arha he aur aap s.a.w.w nay khud tijarat ko pasand farmaya he.bus cheating na ki jaye aur mehnat say kamaya jaye is kaam me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g mjhe bhi ye hi lagta hai ek ye halala hai aur is mien apko chahiye ke ap mehnat ek zariye is mien kamiyab hon aur isko theek se seekh kar is mien mehnat akren taake apki achi earning hosaken.
    • #3 Collapse

      gee bhai hmein apne trading mein islam ijazat deta he aur jahan tk mein ne suna he aur agr ap ko koi shk he to ap khod ke kese se is ke bare mein pta kr lein aur yeh business he es mein kam krna jaiz he aur es se profit jo milta he woh jaiz hota he
       
      • #4 Collapse

        G agr hum forex trading business mein mehnat aur hardwork karain gay aur forex trading mein knowledge experience hisal kar k forex trading mein profit earn karty han tu ye profit halal hy kiok js kaam mein mehnat aur hardwork kia jaye wo halal hi hota hy is liye mehnat aur hardwork se hi profit earn karna cahaiye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          gee bhai solid proof to mere pass nhe he lakin jahan tk mein ne suna he to hm ko forex trading mein kam krna sahih he aur es mein hm apne investment se kam krte hien aur hm apne forex trading mein mhnt krte hein aur apne trading ke business mein wqt dete hien tb ja kr hm ko profit hota he
           

          اب آن لائن

          Working...
          X