it trading halal or haram is islam.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Mari pyare dost jase ke ap jante ho ke islam mein tijarat halal hai tu ye be aik tijarat hai jaah pe ap paise kaama sakhte ho lekhan is ke sath be mein ap ko aik mubti ka mashwara dungaa ke mashwara karlo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading mere hisab se to halal hai is business mein waise mian koi mufti to nahi lekin is mein ham simple tijarat kar rahe hain aur tijarat to islam mein halal hia.
      • #18 Collapse

        Yeh thread kafi bar aa chuki hy. Is baray main forum admin ko chaheye keh woh bhi apni opinion dain keh kia yeh haram hy ya halal hy. Agar kisi ko is baray main pata hy to woh zaroor sub ko bataye. Jaisey gold ya stock exchange ka business hy to forex main bhi aisey hyi kam kia jata hy. Is leye koi haraj to nahi hona chaheye.
        • #19 Collapse

          Dear ye business aik halal business ha ye business aik asa business ha jis se hm acha earn kr skaty hain or is business se halal business or koi nahi ha ye business hi sb se acha business ha or aik sb se profitable business ha all world ka jis se hm success ho skaty hain
          • #20 Collapse

            i think jes kaam main profit our loss dono hoon wo halaal hoty hain our forex main jahan profit hota hy wahan dosarii traf humean loss bhe ho raha hota hy to hard work bhe kerty hain knowledge k oper earning hoti hy acha business hy
            • #21 Collapse

              G is k barye mein tu koi aalam hi bethr bata sakta hy aur hum kehty han k js kaam mein mehnat aur hardwork kia jaye wo halal hi hora hy aur Islam mein halal hota hy kiok forex trading mein mehnat aur hardwork kia jata hy aur buht ziada mehnat karna parti hy is liye halal hi ho ga
              • #22 Collapse

                G js kaam mein mehnat aur hardwork kia jaye WO halal hota hy aur forex trading mein profit earn karne k liye buht ziada mehnat aur hardwork Karna parta hy aur forex trading mein knowledge learning aur experience k liye mehnat aur hardwork karna parta tab forex trading se profit hota hy is liye halal hi ho ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Forex trading Islam mein halal q k tijart krna ko haram nhi hai aur him tijarat krty hain aur yeh humein rozi deta hai humein ameer binata hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X