demo man profit
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    demo man profit
    My dear friend forex trading mein ziada ar losses fear ki waja se hi hite hain , demo trading mein hmein buaht sa profit hta hy lekin real trading mein hum loss face krte hain , kyun k real trading mein hum fear k sath trading krte hain jbhi hum loss uthate hain,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee ap ki baat kisi hade tak sahiee hay kay demo account chukay aik practice account hay tu ise main humain fear nahin hota kay ager loss main behi trade jai tu nuksaan nahin hay ise liye hum trade open kartey jatey hain different aik buy tu dosri sell ki etc lakin I think asal waja yeh hay kay demo account ap k $5000 sey open kartey hain aur aik strong account hota hay jab kay real account main hum trading general $200 balance sey open kar tey hain ise liye weak account balance ki waja sey loss main chaley jatey hain jab kay strong balance account demo honey ki waja sey demo main loss bear ho jata hay ta waqtia kay ap ki trade phir sey profit main ajai.
    • #3 Collapse

      forex ki treading main demo account ksi fear k beghar hum work kartay hain jub k real account main hum nuqsan k dar se hum treading confidance se nai kar patay jis se nuqsan ka zayada chance hota ha
      • #4 Collapse

        forex trading mein bohat se logn ke sath aisa hota hai ke wo demo mein trading karke profit banate hiana ur phir wo real trading account mien fail hojate hian.
        • #5 Collapse

          jee aap kl baat tu darust ha ka forex trading ka demo account per jub hum trading kertay han tu hum profit hasil ker latay han jub ka hum forex real account per jub trading kertay han tu fear ka saath trading kertay jis ki waja say hum loss ker jatay han ......
          • #6 Collapse

            forex trading mein aisa bohat dafa hota hia ke ham demo mien practice karte hian aur hamko profit hota hia aur real trading mien hamko loss hjata hai jiski wajah emotions hain.
            • #7 Collapse

              yes my dear demo me hum bina kisi dar k trading karte hain iss liye hume profit hi profit hota hai jb k real account me hume fear hota hai k kahin loss na hojaye so hum dar dar k trading karte hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                gee bhai ap ki bat kuch had tk thek he keh trader ko apni trading mein best kam krne ke zaroart hote he aur trading mein learning must hote he jb trader demo account mein learning krta he to woh success lata he

                اب آن لائن

                Working...
                X