Koe waja to zaror he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    jee haan insaan k pas jb zaroorat k mutabiq dolat hoty hy to wo zaroor shukar krta hy for example aik mazdoor insaan jo kam dolat mein time pas krta hy lekin shukar krta hy .ur jo ziada hasil krta us ka lalach ziada ho jata hy
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      lalach karta hy trader bhut zyada or mazdor bichahra is se zyada lalach nhi kar sakta
      kiyun ke oska tate fix hota hy jab ke trader ka nhi wo jitna marzi kama sakta hy magar mazdor aisa nhi kar sakta
       
      • #168 Collapse

        sb se pehle me ye kehna cahun ga k insan boht hi ziad naa shukra hai khas tor par jo ghar bethe kaam krte hain.... or koi khas waja mje nhi pta is ki!!! plz gor kren!!
        • #169 Collapse

          Actully ye us per depand karta ha agar wo kafi harworking kar raha ha ur us ke expectation ke mutabiq us ko result nahi mil rrha hota ha to wo un happy hota ha ....lekin meri observation ye ha ke agar hamri hardworking ka result humhe 50% bhi mil raha hota ha to log khush hi hote ha .....aur jaha tak mazdure ki baat ha wo mehnat to hum se double kar rah hota ha lekin us ke paass lack of education hoti ha ..................aur hum education hasil kar ke better result ki ummed karte ha....tabhi islam me bhi education ko bhot important di howi ha
           
          • #170 Collapse

            yea dear apki bat bilkul thek hay lekin me yaahn ye kehna chaho ga kay ap forex trading me all time profit me nai jaty balky apko loss bhi to hota he na is business me forex business ko understand karna koi asan kam nai hay or yahan pe takrebn sab logo ko loss hi hota hay.
            • #171 Collapse

              Har bndy ki ye khawhish hoti hai k wo pehly se zyada kamay insan kisi hal mein khush nhe reh sakta hmara sb se bura dushman hai. Jab hum forex se profit lety hain tou ye khyal aata hai k kash thora sa aur profit mil jata. Isi lalach mein khushi nhe milti
              • #172 Collapse

                apki bat bilkul drust hay.insan k andar unlimited income dekh kar lalach ajaya hay.jab k kamyab trader ka tarika kar yeh hona chaye k apko jab apki marzi jasay per day k 800 ya 1000 rupes mil jaye to ap mazeed trding say guraz karen.or us pe shukar karen.
                • #173 Collapse

                  insta account ki agar aap nay first level ki verification kar li hai to he aap second level ki verification kay liey apply kar sakty hain.is kaam kay liey aap ko apnay utility bill ye bank statement upload karna hai,jo kay 3 month say purana na ho.
                  • #174 Collapse

                    bro jin logo k dil mien lalach na ho wo log kam milne pey bhi Allah ka shukar ada karte hain lakin jin k dil mien lalaach ho wo log ziada milne pey bhi khush nahi hote tabhi sakoon mien bhi nahi rehte
                    • #175 Collapse

                      forex ki trading ki tarf har koi ana cahta hy is ki akhir koi na koi waja to zaroor hy to friends is ki waja ye hay k forex aik aisa online business hya jo k hamain ghar bethy bhot ziada earning deta hay ham is say aik month myn itna kama lety hyn jinta ham aik job say bhi nh kama skty aur forex ki yehi waja ho skti hy k har koi forex ki traf a rha hy
                      • #176 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
                        Aik mazdoor admi suba se le kr shaam tk dhop me jal kr mazdori krta he aur sham ko 3,4 sao rupy le k khushi khushi ghr ata he,jb k aik forex tradr sara din ghr pankhy k neechy beath k 1000 kamata he to b khush nazar ni ata,akhir koe waja to zaror he,ya to forex se ki hoe kamai me barkat ni he ya phr us bandy ka lalach usko khush ni hony deta.
                        Apka kia khiyal he?
                        dear jab aik trader forex pay trading karta hai to us k liye b wo mehnat karta hai tb hi usay kuch earning ian hoti hai jab , k tradr ko jab profit milta hai to wo is say mutmayin is liye nai hota hai q k usay greed hota hai ,
                         
                        • #177 Collapse

                          mera khayal yh hai k risk tu her kam mein shamil huta hai forex k bat karein tu hamein yahan pe loss ka risk kum krne k liye kuch limit banani chahye jis ko sath le kr chalein ge tu kabi loss ka risk nhe aye ga like pips ki limit volume ki limit
                          • #178 Collapse

                            g forex trading main risk involve hota hai aur forex main achi earning hasil karnay k lieye tamam forex traders ko ziada se ziada patience ki zarurat parti hai aur forex main ap ache earning kar saktay hai magar yeh ap per depend karta hai k ap kitna risk laitay hai.
                            • #179 Collapse

                              ji ha bhi mujhy februry ka bonnuvce mil gya hai mai nai is pr trading bi shoro ki hai mujhy is mai profit bi with draw kurwaya hai mujhy mil gya hai ap ko yae kisi nai ghalt kha hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                yada nhi mel skate e aur wo la kar ghr ata hy jab k trader ja forex market pe kam kar raha hota hy to us k dimag ma lalach hoti hy ma ye sara profit ko aj he la lo aur rat ma amer ho jayw is chakar ma wo apna account wash karwa k beth jata hy aur is liya ya hona chaya..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X