Koe waja to zaror he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    bhai jab ek aadmi sham tak mehnat karta hai aur mazdoree se din me 200 pkr kamata hai to os ke 200 me barkat ziada hota hai . aur os ke baraks forex trader kam waqt me ziada kamata hai leken os ke paiso me barkat nahi hotee kio ke wo paseene ka paisa nahi hota .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      asslam o alikum dear's brother har ak he apne apne soch hote ha forex ma zaida tar log 2 numbre kar ky kamaty ha as liye ya khush nazar nhe aty hum muslim ha humy haram nhe balky halal ka khana chaye.
       
      • #78 Collapse

        asslam o alikum dear's yes dear ahar ak ke apne apne soch hote ha koye kam ly kar be khush ho jata ha our koye zaid aly kar be khish nhe hota har bandy ka apna apna zahan hota ha.
         
        • #79 Collapse

          mare kahayl main waja ye hai ky jab ap study ker ky aik officer ban jate hai tu per be ap aik sigin aka hazaro rupy lyte hai isi tra forex main jo kesi waqat hardwork ker ly tu us ko be us ka phal lazmi melta hai
          • #80 Collapse

            han g is main wajha to zaror hy is main ap nuqsan karty hou matlab loss karty hpou top phr bhi apki apni ghalti hoti par is main apko agr aisy kam karny hjoty ke is main ap experince hasil kar lo phr ismain ap asani ke sath agy ja sakty hou
            • #81 Collapse

              Jee bhai meri nazar me is ki waja ye hai ke mazdoor ki mazdoori bandhi hoyi hoti hai us ko pata hota hai ke mujhe apni mazdoori 500 ya 600 mile gi jab us ko wo paise mil jaate hain to wo khush ho jaata hai lekin forex me logo ko pata nahi hota ke hum kitni earni kar sakte hain forex se wo samajhte hain ke hum daily lakho rupe kama sakte hain forex se to jab us ko 1000 profit hota hai to wo mayoos ho jata hai lekin hume esa nahi karna chayye hume jitna bhi mile khush hona chayye aur Allah ka shukar aada karna chayye......
               
              • #82 Collapse

                Dear friend ye koi tehsna wali bat nahi ye gentle men ka business hai is mein ap profit earn karty ho kafi high speed sy lekin apko loss b os hisaab sy he ho jata hai lekin agar ap is mein sy logn time k liye profit earn karna chahyt ho to apko learn karna pary ga k ye kis kind ka business hai.
                • #83 Collapse

                  mere dost jase jase app ki income bharti hai app ki khwahshaat b bharna shoro hoo jati hai es leyee insan ko jitna b mil jaye wo us koo kam lagta hai yee he hal humara treader ka b hai k yar chalo es week thora ziada kama lete hai or bad main loss krwa k beth jate hain jub k mazor ko pata hai mere pass jo 300,400 hai main ny us sy he apna or apne bacho ka peet palna hai es leyee wo us sy khush hota hai us ko mazeed lalch nae hoti koi,,,
                  • #84 Collapse

                    forex men earing karna kon sa easy he app ko agar loss ho jaey to phir kia hoga, mazdoor to ye dar to nai he k sara din kam kar k sham ko loss ho or apny pesy bhi deny paren,
                    • #85 Collapse

                      ap ki bat sy main mutfq hon lakin is bat ko final yeh nhi keh skty hian keh mazdoor khosh rhta ha aor trader nhi hota ha agr aisa hota ha to is ka mtlb ha trader acha trader nhi ha aor woh kam nhi janta ha.
                      • #86 Collapse

                        Apni apni soch hay agar sary log parh lik jaen to phr mazdori kon kar ga Allah taly nay har insan ko rizaq kamny kay moqy diy huwy hain aur har kise ko apni mehnat ka ajar milta hay bus apni mehnat karni chay baqi us pak zat par chor dena chay
                        • #87 Collapse

                          apki bat darust hain kam kam ki bat hain woh bnda mazdori krta han ham bi kam krty hain bat sirf lalach ki hain woh chahta hai ziada ziada pasa mere pas ajae aur me ameer admi ban jau aur mer koi kam na kru
                          • #88 Collapse

                            yes aap ki baat theek hai k aik mzdoor daily 300 ya 400 kmai ly k khush ho jata hai.lakin trader 1000 kma k bhi khush nhi hota.iss ki wja lalch bhi no skti hai.agr hm isy positive point sy dekhy tou mzdoor janta hai k wh iss sy ziada kmaa nhi skta us ki limit yha tk hi hai,so wh usi mai khush ho jata hai.but trader k pass opportunity hoti hai ko wh unlimited earn kr skta hai.jasy usy loss ziada hota hai asy hi profit bhi ziada kmaa skta hai.iss liy wh kum kmaai khush nhi hota.
                            • #89 Collapse

                              I do believe sibling people are planning on this using lower patience each speculator is content within forex yet he has only tiny tens concerning this that he is dread to try and do the investing of which investing is usually a dangerous and some moment most of us consider revenue but some moment we have to experience losing, yet virtually any toil get the pay which is repaired soon after the work.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                friends it is depend on the thinking point of view ,friends i take the example ,that in the bank the manager do not do any thing and take the salary more the 1 lack and the labour take the month salary 8000 the point is this is the knowledge the manager having the knowledge
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X