mere insta account k 2nd level ki verification

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Re: mere insta account k 2nd level ki verification

    market main nsi k sary level ko clear kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur jab tak is ko verfiy nai karien gay tab tak hamain is forex main kuch faida nai ho saky ga ta k earn ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      Re: mere insta account k 2nd level ki verification

      اصل پيغام ارسال کردہ از: rakshanda sadiq پيغام ديکھيے
      mere insta account k 2nd level ki verification kasay ho gi plz ans me all
      Agar aap apna insta Forex ke account ki second level ko verification karvana Chahte Hain To uske liye aap ko Apne residential address Kovai 51 Hoga Jis Ke liye aap apne utility bill use kar sakte hain
      • #348 Collapse

        Re: mere insta account k 2nd level ki verification

        dekho bhai aghar apke pehle leval ki veryfiy ok ho gaey hai to apko apne dosre leval mein bhi apne dacomet uplod karne hain maslan passport drewinge lasans ya pher koi bank stemp baghera uplod karni hain jis tarhan frst leval mein uplod ki thi or apka dosra leval bhi veryfiy ho jayega
        • #349 Collapse

          Re: mere insta account k 2nd level ki verification

          account ko verfiy kar k hi hum sucess ho sakty hain aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade lga skaty hain aur market main kamyab trader banany k liye learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain market main greed ko avoid kar k hi hum sucess ho sakty hain
          • #350 Collapse

            Re: mere insta account k 2nd level ki verification

            is forex main aha trader banany k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain aur account ko verify kar k hi um sucess ho sakty haina ur hamain market main emotion ko kabo main rakh k hi hum perform karny k kabil ho sakty hain aur is forex main real main profit hasil karein gay
            • #351 Collapse

              Re: mere insta account k 2nd level ki verification

              is main sary level ko clear kar k hi trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur account ko verify kar k hi hum achy say trade kar skaty hai aur hamain market main information hasil kar k hi hum real main trade kar k hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi
              • #352 Collapse

                Re: mere insta account k 2nd level ki verification

                is forex main account ko verify kra k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forex main kam kar k hi hum apni har zarorat ko pora kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forex main knowldge hasil kar k hi hum run karein gay tba hi hum real main trade kar k hi hum run karein gay
                • #353 Collapse

                  Re: mere insta account k 2nd level ki verification

                  hamain market main is k bary main rules ko mind main rakh k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain is k bary main planig kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main trade kar k hi hum real main trade karein gay tab hi hum run karein gay ta k loss km ho sakty hain
                  • #354 Collapse

                    Re: mere insta account k 2nd level ki verification

                    account k bary main practice kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main trade karein gay aur account ko verify kar k hi hum real main trade kar k hi hum sucess ho sakty ain aur hamain market main rules ko mind main rakh k hi hum trend ko use kar k hi hum sucess ho sakty hain
                    • #355 Collapse

                      Re: mere insta account k 2nd level ki verification

                      Agar aapka Yahan Par first 12 level verify hogaya to aapko Yahan Par uske baad second level wala hai ko verify karna hoga second level Wi-Fi karne ke liye aapko yahan par hai domicile ki helpline aaogi Agar Apke Pas domicile Nahin Hai To Aap Yahan Par Apne utility bills ki Humse Bhi Apne account ko verify kar sakte hain aur bahut jyada Apne account Ko song bana sakte hain Pehle Se Bhi Zyada
                      • #356 Collapse

                        Re: mere insta account k 2nd level ki verification

                        Instaforex account ki 2nd level verification k lye apko apnay address ka proof dena hota hai. Us k lye ap bank statement ya koi bill jesy bijli ya gas ka bill jis per apka address likha hota hai wo upload karna hota hai. Agar apka bank account hai to bank statement upload karen to 1,2 din men apka account verify ho jaye ga warna bill ki tasveer upload karen.
                        • #357 Collapse

                          Re: mere insta account k 2nd level ki verification

                          account k sary level ko clear kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kar skaty hain aru is ko verfiy kar k hi hum cahi trade kar k hi hum run karin gay aur hamain is forex main analyse kar k hi hum cahi trade karny k kabil ho skaty hain aur hamain market main bi profit hasil karna hog a
                          • #358 Collapse

                            Re: mere insta account k 2nd level ki verification

                            pahlay aap nay is ma apna ide card de ha our is ma ab aap ko apnay ghr ka bil dana ho ga jo aap kay name our address par ho our agr nhe ha to aap ko is kay liay domesell dana ho ga is ma aap ko verfication karwnay kay liay boht zada knowlged sa kaam karna ho ga nhe to aap kay docmintes rejact kar deay jaty ha
                            • #359 Collapse

                              Re: mere insta account k 2nd level ki verification

                              aap ko is ma apnay ide card our apnay derving lesioness ki pic sand karna ho ge is sa aap kay 2and leavel pass ho jay gay our aap is ma insta our forum ko attch kar kay kaam kar sakty ha bonus milany par aap insta ma trad kar kay withdraw kar sakty ha is ma aap ko mind sa kaam karna cahay ya aik best business ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                Instagram Account ki 2nd Level Verification: Ek Comprehensive Guide

                                1. Instagram ki Ahmiyat


                                Aaj kal Instagram sirf ek social media platform nahi, balki ek business tool bhi ban gaya hai. Log apne products, services aur personal brand ko promote karne ke liye is platform ka istemal karte hain. Lekin is safar mein, account ki security bohat ahmiyat rakhti hai.
                                2. Verification ki Zaroorat


                                Instagram verification se aapke account ki authenticity barhti hai. Ye aapke followers ko ye dikhaata hai ke aap ek asli aur maqbool account hain. Ye aam tor par celebrities, brands, aur influencers ke liye hoti hai, lekin har koi iski zaroorat mehsoos karta hai.
                                3. 2nd Level Verification ka Kya Matlab hai?


                                2nd level verification ka matlab hai ke aap apne account ko ek extra layer of security provide karte hain. Is se na sirf aapka account secure rehta hai, balki aapki identity bhi protect hoti hai. Ye ek tarah se aapki online presence ko strong karta hai.
                                4. 2nd Level Verification ka Process


                                Is process mein aapko kuch steps follow karne hote hain. Pehle aapko Instagram ke settings mein jaana hoga, wahan se "Security" ka option select karna hoga. Iske baad "Two-Factor Authentication" ka option dhoondhna hoga. Ye step aapke account ki security ko badhata hai.
                                5. Two-Factor Authentication Kya Hai?


                                Two-Factor Authentication (2FA) ek security feature hai jo aapke account ko hack hone se bachaata hai. Is feature ke zariye, jab bhi aap login karte hain, aapko ek additional code ya OTP (One-Time Password) receive hota hai jo aapko enter karna hota hai.
                                6. OTP Kaise Milta Hai?


                                Jab aap 2FA enable karte hain, aapko apne phone number ya email address ko verify karna hota hai. Jab aap login karte hain, Instagram aapko ek OTP bhejta hai jo aapko apne account mein access karne ke liye enter karna hota hai.
                                7. 2FA Kaise Enable Karein?


                                2FA enable karne ke liye, Instagram app mein settings mein jaakar "Security" option select karein. Phir "Two-Factor Authentication" ko dhoondhein aur usay enable karein. Aapko apna phone number ya authentication app ka istemal karna hoga.
                                8. Authentication Apps Kya Hain?


                                Authentication apps jaise Google Authenticator ya Authy aapko security codes generate karte hain. Ye codes har kuch seconds baad badalte hain, isliye ye bohot secure hote hain. In apps ka istemal karna aapki security ko mazeed barhata hai.
                                9. Account Recovery Options


                                Agar aap apna password bhool jaate hain ya aapka account hack ho jata hai, to Instagram aapko recovery options provide karta hai. Aapko apna email address ya phone number enter karna hoga taake aap apne account ko recover kar sakein.
                                10. Phishing Se Bachne Ke Tips


                                Phishing ek aam masla hai jisme hackers aapki personal information chura lete hain. Isse bachne ke liye, kabhi bhi unknown links par click na karein aur apne login details kisi bhi anjaane source se na share karein.
                                11. Strong Password Ka Istemal


                                Aapke account ka password bohot strong hona chahiye. Aapko alphanumeric characters, special symbols aur upper-lower case letters ka istemal karna chahiye. Is tarah aap apne account ko secure rakh sakte hain.
                                12. Regularly Account Ki Security Check Karein


                                Apne account ki security ko regular intervals par check karna zaroori hai. Agar aap kisi suspicious activity ka shikaar hote hain, to turant apne password ko change karein aur 2FA enable karein.
                                13. Social Media Privacy Settings


                                Instagram ki privacy settings ko adjust karna bhi zaroori hai. Aap apne posts ko sirf apne followers tak simit kar sakte hain. Isse aapki personal information ko public access se bacha sakte hain.
                                14. Aakhri Khayalat


                                2nd level verification ka istemal karna aapke Instagram account ki security ke liye bohot zaroori hai. Ye aapki identity aur data ko secure rakhta hai. Is process ko follow karke, aap apne account ko unauthorized access se bacha sakte hain. Is liye, apne account ki security ko hamesha pehle rakhein aur apne social media presence ko strong banayein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X