ak din ki pehli trade ki preparation (tiari ) achi kro dosto
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear example for all of us a demo trading account and I really need to learn a lot more you have, the more I learn from trading Forex trading demo trading business increasing your chances of success will be.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Aslamuelaikum, bhai jaan ap sahi keh rahay ho becoz forex mein patience to lamzi cheez hai. meray sath kafi dafa ho chuka hai aesa k market slow ho jati hai becoz of the high impact news. to sara din boor hi guzarta hai. mujay to ek dafa pora 3 say 4 days wait karna para apni trade ko loss say profit mein lanay me.
      • #18 Collapse

        hahahaa ye achi baat likhi apnay wakai hi hota tu asa hi ha k ager new new trade lagyo suba fresh fresh aur us main hi loss hojye tu us k bad sara din ki trading per b kafi asaer parta ha but mere kiyal say tayaari say kuch nahi hota her koi achi tara soch samaj ker hi trade lagta ha buss kismat ki baat ha aur market k behviour ki :D
        • #19 Collapse

          trade jb bhi krtni he sooch smjh k krni he chahy pehli ho ya akhri sub ahma hoti hain isi laly hr dafa pori preparatin k sath trading krni chahy ta keh kisi bhi waqt kisi qism ki preshani na krni pre aru profit he ho loss ka chance hi kam ho.
          • #20 Collapse

            ji bilkul din ki pehli trade aram sakoon sy krni chaheay q k wo din ki pehli start hoti hai agr wo achi ho to mind ban jata hai insan ka k kch acha hi ho ga ziada msla nai ho ga ......
            • #21 Collapse

              na sirf aik din ki pahli trade ki balkay har tarah kay trade ki pehli trade ki achi tarah tiari karni chahiey ta kay ap ki trade approfitable rahe kyon kay agar trade profitable ho gi to ap ki motivation barhe gi aur ap confidence kar sath doosri trade main jao ge
              • #22 Collapse

                men ap ke is bat bilkul agree karta hun ke kuch log jo sub ha trade agate gain or UN ke usu wake trade loss me jana horror hotplate hain to un ka dil uth jato hai us trade we all need to learn much more about demo trading account and i think that that the more you will learn from forex trading demo trading the more
                • #23 Collapse

                  preperation lafz ka koi matlab nahi banta foex mein forex cheez he aesi hai mere bhaiyo preperad cheez kaam nahi aati on the spot jo ho rah aho wohi sahi hai baaki sb galat hai ku k forex mein jo b hota hai kise ko us k baarey mein kuch nahi pata hota or na he pata lag sakt ahai
                  • #24 Collapse

                    yes bahi ap ny sahi kaha hy lekin mein abhi forex trading mein learner hun bahi is mein hum ko sekh kar hi trading karni chahye kio k is sy earning karny k leye hum ko trading mein experienc ki zarorat hoti hy is k bna trading nahi karni chahye.
                    • #25 Collapse

                      yes you right, first trade open krny sy pehly achi tarah analysis kr lena chahiye phr trade open krni chahiye. demo account hamein boht madad krta hai trading mey.. :)
                      • #26 Collapse

                        yes dear ap tek suahsdcguiasd asdyufasid casydycashdvvcasdaasdcasmd,jchasdvuia syvsauidv hyasuydvfosaiudvh yasdvyouytiufyittr ytrt ty tir itr yittyr yrt urtutr u tfrturtyurt ur yuiyagefiuasdf asuydfgsaasiud fasuyfasoifd asgsgfsagsagd sdffsdfgsfgdfssdbsdfsfgs sddfgsdfssvsdsdfgfgsf dgsfdsfsdfgsdfnjth
                        • #27 Collapse

                          Kahin New traders Aese hote hein Jo Aik Lot lagate hein aur uss pe nuksan mile to sara din us ko recover kerne mein lage rehte hein. subha first time trading nahi kerna chahiye. mein ziyada tar new york session ka wait kerta hoon.
                          • #28 Collapse

                            ye nahi karna chahiye k agar apka trad loss mai jaraha he aur ap pareshan hote he aur ap himmat harte he so please himmat nahi harni chahiye balke trade karte chale jaye aur kaam se dilchas pi rake pir p loss b nahi karoge ye yaqeen k sat keh sakta hun so please think aboutnthat
                            • #29 Collapse

                              g haaan main ap se mutafiq hoo k ek trader ko trade lagnany se phely full tayari karni chahyeh yani k sab analysis karni chayeh market ki news ki chart ko dekhana chayeh us k baad hi trend k mutabiq trade lagani chayeh ta k wo trade acha profit karey na k lose...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g brother jab ap forex main trading karnay lagain to ap market ko check kar lo kay market kes taraf jay ge us kay bad ap trade karain ta kay ap ko trading kay doran loss na ho /

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X