har opening trade ak lesson de jati ha trader k lie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    man ap ki bat say agreed hun. trader ka experience waqt k sath sath increase hota rehta hai. or ager trader sath hi sath trade kerta rehay tu oc ka experience buhut jald increae hu jata hai kun k forex aik samndar hai ic man kudna perta hai tub ic ki gehrai k apata chalta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      Forex trading key doran hamain kafi lessons bhi miltay rehtay hain keh hamain emotional nahi hona chaheye aur patience sey kam karna chaheye. Is ky elawa trading key doran greedy hona ya over confident hona bhi buhat dangerous ho sakta hy.
      • #453 Collapse

        han g mujhy trading karty huy 2 ya 3 sall ho gy hai or yah bat theak hai k her trade ham ko aik lesson day jaty hai q her bar hamain lagata hai k order theak side per jay ga lakin baz okat aisa hota hai or baz okat nahe hota . per ham us se zroor aik lesson day jaty hia or agr ham successful trader banana chahty hai k apni mistake se ap ko learn karna ho ga taky ham next main koi loss na ho
        • #454 Collapse

          Forex trading main aap ko hr step pr aik lesson milta hy aur hamain in lessons par amal krna hy. Trading key doran emotional nahi hona aur greed sey door rehna hy. Is ky elawa jald bazi main koi decision nahi lenay aur na hi over confident aur over smart ho kar kam krna hy. Yeh aik risky business hy aur ahtiat ki buhat zarorat hy.
          • #455 Collapse

            Hamain is main knowledge hadil kar k kam karna ho ga t k hamain is main achy say faida ho ga aur is main lesson tab hi mily ga jab him is main learn karein gay aur ilmain experience kam karna ho ga
            • #456 Collapse

              jab b hum trade main kam karty hain to humain is main learning kar kay kam karna ho ga ta kay humain maloom ho saky kay trade main kis tara kam kia ja sakata hay learning zarori hay
              • #457 Collapse

                je aisa he ha har open ki gai trade ham ko aik lesson deti ha even voh win ho ya phir loose ho agar trade win ho ya loose ap must trading journal me trade ki winning/ loosing reasons ko mentions kiya karen furure men kaam ati han yeh.
                • #458 Collapse

                  G agree krat jn ap ke bat hr market or hr open day of trr ap ko lessons data hy kuh new learning point data hy,,kun k Forex buth lager.bu hy ap is ko kbai b kuch time ma learn nae kr sakty ap ko buth time chya ap ko day b day learning krni ho forex am earnings k leya or strong career k leya learning must hy
                  • #459 Collapse

                    apki baat theak hay hum jo bhi trade open karty hay us say humay sabaq milta hay so humay chahiey keh theak say learn karen aur daikhy kahan galtia ho rahi hay unko theak karen
                    • #460 Collapse

                      je brother aisa he ha har open krda trae chahy voh trae winning ho ya loosing ho ham ko aim acha lesson lazmi dy kar jati ha jo trader ziada achy hoty han voh apni trade se mily hovy lesson ko yad rakhty han aur mistake ko next trading men dohraty nhe han .
                      • #461 Collapse

                        Yes her trade jo ap forex trading main kerty hain apko zarur koi lesson deta hai agar apko profit hasil hota hai tou phir bhi apko pata chalta hai ky apny jo technique use ki hai again ap same technique use ker ky profit hasil ker sakty hain aur agar loss hota hai tou apko apni ghalti ka ehsas delata hai
                        • #462 Collapse

                          je brother open ki gai har trade even that is in loss or profit jab voh close ho jay to us k andar se ham ko acha lesson miltaha agar ko follow karna wala ho aur khud se sencere ho to is lesson se future trading ko behtar kar sakta ha
                          • #463 Collapse

                            jab hum trade karty hain to humain har work kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakta hay humain demo ko use karna ho ga ta kay humain loss km ho saky
                            • #464 Collapse

                              Ap ki baat theak hai k him es market mai Jo bhe tradecopen krta hsi tou hum es mai ak lesson milta hai. Likan him ko es market mai mai proper planning ky sath kam kray gy tou hum es market MSI acha kam kr sakty hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                her ik trade ko krny say hum ko is say profit milta hai ya nahi laikin is say humy ik lesson zaror milta hai jis say next trade ko krny mian is ko use krna hum ko is say kum risk say trade ko krny main madad daita hai or faida hota hai humy
                                I LOVE PAK FORUM

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X