har opening trade ak lesson de jati ha trader k lie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
    forex trading me kam krte hue mje 2 saal se ziada ho gayy hen forex ki learning bohat wusat rakhti ha or me ne in 2 saalu me ye seekha ha g k ap ki har trade ap ko ak new lesson de jati ha g or ager ap forex ki hr trade se losson lo ge to ap ki trading imprve ho jay gi do you agree with me friends???
    yup i mean this is totollay true i mean if you have profit then you can understand that what is the reason behind your winning and if you loss then you can learn from this.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      yes forex main hum ko roz kuch na kuch learn karne ka moka milta hain hum ko apni trade sa loos sa bohat kuch new samaj main ayta hain aur ayse he daily learn karne sa he hum ko forex main experince ho raha hain aur hum forex main ache expert trade ban rahe hain
      • #318 Collapse

        I agree with you ham jo bhi trader Kartay hain us ke profit ya Los ke sath ak sabak chapa hua hota he agar hum is se Kuch sikhnay lain tu kamyab ho saktay hain.
        • #319 Collapse

          Assalam O Alaikum, G han bhai aap ne sahi kaha hai aur agar ghaur kia jaey to forex trading main jo analysis hotay hain wo bhi market ke past ke hisab se hi hotay hain. Issi liay hum ko bhi apni her past wali trade se lesson seekhna chahiey aur apni tarde ko pehlay se behtar kernay ki koshish kerna chahiey.
          • #320 Collapse

            yes you are right every trade gives you a lesson and this lesson gives you great knowledge and experince and you can work a lot in this business
            • #321 Collapse

              i am agree with you dear
              muje ap ki bat psnd ai ku k men dubara is forum pr kaam krne lga hun is se pehle b men is pr bra kaam kr chuka hun esa ku hota he k hum hr dfa is men se kuch earn krte hen or jb loss hota he to hum ise chor dete hen
              mtlb ye k ye hamari kmzori he hamen chaiye k aphni galtiyon se seekhen or ache se acha kaam krne ki koshish kren
              • #322 Collapse

                session se itna frak nahi pr raha hota lakin yh baat he ke market me jo movement kuch pairs ki fast hoti he or kuch ki slow hoti he woh aksar hoti he session opning ki waja se jese 5 baje new yark session opn hota he toh usd ki news aati hen or usd kafi strong hota he baki is par achi trade ki jay toh safe rahte hen
                • #323 Collapse

                  Forex trader should know that Forex is hard for the Newcomers, It becomes more simplified as we gain more knowledge and skills. forex trading is the best and most profitable online business in this world. you can start trading in forex using low investment
                  • #324 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum jii han bhai jan ap ney bilkul thek bat ki hay key forex trading key business me her trade aik new lesson hota hey aur her trade key liye ap ko aik new strategy aur planning ki zrorat hoti hey jo key humarey liye new challenge hota hey.
                    • #325 Collapse

                      Apki baat theak hay forex trading aik aisa business hay keh hum esmain jo bhi trade karty hay us trade main profit loss jo bhi ho humay us say kuch na kuch knowledge gain zarur hota hay.
                      • #326 Collapse
                        addictedsoul45 سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

                        ji bilkul esa hy hy jitni bhi trades app open kerta hain woa pko ek lesson zaror de ker jati hy so kpo us pe zaror focus kerna chay hy aur app kafi acha kaam kersakte hian.,.,
                      • #327 Collapse

                        ha g janb,,shai kha hay app nay main app ksi is baat say agree hi hu janb,,,is main ahr aik cheez k liye koi na koi lesson lazmi hi majud hota hay jnab,,,
                         
                        • #328 Collapse

                          han jee brother mai ap ki baat se sehmat hon ke hamari har trade aik lesson de jati hai hamein chahiye ke hum har us lesson ko learn karein take hum agae forex trading mai koi problem na ho
                          • #329 Collapse

                            han opning tradeing ek lesson hota hai ap ko is se buhot kuch sikhne ko milta hai or ap ko sikhna pharta hai or buhot kuch jeet sakte ho or loss se baj sakte ho is m ap ko jeet ne ko buhot moka milta hai oe profit earn karne ko milta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #330 Collapse

                              yar aap ko bohat arsa ho chuka hay trading main , aur aap ka experience bhi bohat zayada hay, aap ki earning bhi bohat zayada ho gi, is liye aap thik hi kehtay hain, keh har trade aik lesson lazmi dati hay main bhi is say agree karta hoon, agar ham apni trading say seekhain to bohat kuch seekh saktay hain aur bohat achay trader ban saktay hain,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X