har opening trade ak lesson de jati ha trader k lie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    duniya ka har kaam insaan k liay sabaq aur taleem lay kar aata hai chahay woh aap k liay faiday mund ho ya nuqsaanday faiday mund ho to aap karo aur seekho sikhao aur nuqsanday ho to sab ko ussay bachao aur khud bhe bacho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      ji ap na bohat acha kaha hama trade kartay hoa apnay ap ko bohat pursakon rakhna chahia or is ko is tarha sikhna chahia ka ya hamari lia ak lesson ho jis par hum trade laga kar kama sakay or har trade hamara lia ak lesson hona chahia
      • #138 Collapse

        In other words it is called staying away from greed. The time when we are done with this, i think is the time we should feel comfortable and must be happy that we are going good in this business. Staying away from greed is the key of success.
        • #139 Collapse

          G Bahi bilkul aisa he hai open trade lesson tou de jati hai par lesson sirf un logon kay liye hota hai jo uss par concentrate karain aur uss ko dakhain kay trade kiya keh rai hai aur hamahin kiya karna hai,.
          • #140 Collapse

            dear ye to he sab tradr ka apnaapna tareeka he forex me mukhtaleef sawalo k jawab b mukhtaleef hote he or sab kalehda alehda mind hota or sab apne mutabik trede karte he.
            • #141 Collapse

              yes bhai is main ap jo bhi tdre akrty ho wo ap ko koi na koi lesson lazmi dyti hai q k hum lofg is trha to is asy kuch sekhty nai hai is liy hum jo trde karty hain usi say hum ko experince ho jat hai kafi
              • #142 Collapse

                i agree sir forex trading mai hum trading karty jaty hain tu humay us trad se lesson milta hain or hum us lesson se experience gain karty rahyte hain jis say hum agay ki trading or improve karty rahyte hain.
                • #143 Collapse

                  kia matlab hai bhai jan trade ki opening mein bhala kia lesson hota hai kisi b insan k liye ye bat meri samjh se zara c bahar hai plz isko ap explain kar do to aap ko sawab hoga help kar k
                  • #144 Collapse

                    trading kerty howe kafi leasson milty han jese ke greed ki waja se loss koi ghalti hojaye to hamen ak naya sabaq seekhne ko milta hai or ham mazeed ghaltiyoon se ke lena ur sirf 2 3 pips se apna tp hit hoty hoty reh jata ha mere sath esa kai dafa howa ha................
                       
                    • #145 Collapse

                      dear i think that t here si not any business that can give so much earning from forex trading busienss ad live forex trading can give you i think that we all can gain more and more money from forex trade and can gain money from forex trading business.........................................
                      • #146 Collapse

                        hatu sahe kaha ap ne k jab be ap koe trade open kartay hai tu ap ko chahay profit ho ya loss wo ap ko kuch na luch zaroor sekha jati hai matlab market ki situation aur pairs ki value ya volume wagera
                        • #147 Collapse

                          hmmm g han ap ny bilkul thek bat ki hai k hum koi b trade open karten hai to to hum us sy bht kuch sekh jaten hai or humey jis chez ki knowlegde nahi hoti wo ho jati hai.
                          • #148 Collapse

                            jee bilkul bhai jaan agr aap ne wait kar k achy point pe entry dali hai to phr aap ki wo trade plus main hi jayte gi minus main nhi jaye gi q k us trade ko enter karne main aap ny wait kiya hoga bilkul excat point pe entry ki hogi
                            • #149 Collapse

                              jee han mere dost aap bilkul sahy baat kar rahe hain, har kisi ko chahye ke woh apne har trade ke baad lesson seekhay aur usko apnay future purposes ke liye dimaagh may yaad rakhe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                chahy profit hasal karin ya pher loss karin har sorat main kuch na kuch to ham log sakhty hyan aur hamin bhe sakhny kie koshish karni chahey, agar ni karin gy to ham kuch bhe ni sekh saktytrade specially in when traders face the loss then they get sure lesson about the trading of the forex and finally the do not will make the trading in wrong way againe laghty han to app ko wo kuch na kuch benifet dy kar dajti ha app ko ager loss hota ha to agli bar app asa nehy karta hoo markeet ko samij kar kam karty han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X