kia ap log reboot pay trust ker sakty ho k wo ap ka sara trade khud kerey ......?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia ap log reboot pay trust ker sakty ho k wo ap ka sara trade khud kerey ......?
    I think k hum unknown cheezoo pay zada jaldi trust nahi kerty foran. or jab pasao ki bat ho to phir to sawal he pada nai ho sakta . per jab 1 umeed ho k reboot jab khud kam kerta hai or profit he deta hai to insan lalach me a he jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee brother aap ki baat darust ha k forex main aisay trader mojood han jo roboot ko istamaal kertay hoon ga kio k jub aap ko yeh umeed ho k robot aap ko khud hy kma ker da ga tu insaan lalich main aa hy jata ha lakin main tu manual trading per yaqeen rakhnay waly hoon ......
    • #3 Collapse

      I was very disappointed with this. And only after that he changed his mind and began to listen. But after a year and a half, he decided that trading is not its theme, so now I'm looking at this forum of like-minded, it helps develop.
      • #4 Collapse

        dear me to esy kesi robot par trust to door ki bat es robot ko demo account me b use karny ka nahi soch sakta hon esa koi b software nahi hay jo app ko loss na de or siraf profit hi de, agar esi bat hoti to big investors ko kia zarorat hay khud trading karny ki.
        • #5 Collapse

          gee bhai robot ke trading mere khyal mein ache nhe hote he aur robot ko istemal na krna he aur apne trading mein shaih dihan se khod manyal trading krne he es se hmein boht profit milta he aur hm kamaybe hasil kr lete hein aur ache earning ho jate he
           
          • #6 Collapse

            Robot b kafi trha k hotay hai jinhay use krtay huway trading kr sktay hai or hr robot ki apni trading strategies hoti hai lakin kisi b robot ko use krnay say phlay us robot ka backtest zroor krna chahiye Q k is say robot mai use honay wali strategy ka idea ho jata hai or profit or loss ratio ka b pta chal jata hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              G forex trading business mein robot bhi kaam karta hy aur buht se trader robot bhi use karty han aur robot se trading karty likn hum ko forex trading mein robot se trading nhi karni cahaiye kiok is se ho sakta hy k profit ho jaye learning likn is se ap forex trading ki learning aur experience hisal nhi kar sakty han is liye khud trading karni cahaiye
              • #8 Collapse

                nahi g main to robot pe trust nahi karti aur apko bhi chahiye ke ap is mien manual hi trading karen is mien ap robots pe bharosa nahi karen.
                • #9 Collapse

                  gee bhai hemin robot pr trading krne se profit ho skta he lakin hmein chahe keh hm robot ka istemal na krein aur apne trading mein experience se kam krein hm ko apne forex trading mein ache experience se he aacha profit hota he robot se hm acha profit ke umeed nhe rkh skte hien
                   
                  • #10 Collapse

                    mai tou es market mai new ho aur mai nay robot ko use nahi kia.likan successful trader ky mutabiq hum ko manual trading ko prefer krna chaheay. kyu k manual trading mai zada earning hai.
                    • #11 Collapse

                      Nahe main to trust nahe ker sgta hoon koin k meray samnay robot nay meray dost ka 3000 usd ka account wash with in second ker deay so main to manual trading ko prefer karoun ga
                      • #12 Collapse

                        nahe robot pe humay yakeen nahe karna chaiye kyun kay ye aik auto working karay ga news time pe ye working kasay theek karay ga esliye humay khud proper kaam ko seekhnay kay baad khud se apnay mind se best kar saktay hain esliye robot ko ignore karna best hay eskay comments achay nahe hain
                        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                        PLEASE VISIT HERE
                        • #13 Collapse

                          Hum robot par trust nahi kr sakty kyu k robot trading mai har bar profit hasil nahi kr sakty. es lye robot trading successful nahi hai. forex market mai manual trading sub say behatr ho gy.
                          • #14 Collapse

                            kafi saray log Forex ke market mai trading kay liye robot software ka istaimal karty hain .robot ke madad say automatic trading ke ja sakti hai, lakin maire khayal say in ka istaimal theek nai hai kion ke robot say reliable earning nai hoti hai ziada loss he hota hai aur dosri baat yeh hai ke iss mai traders ke learning ruk jati hai .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              robot mujhe pasand nahee hai is se trading experience nahee hota agar acha trader banna hai to khud hi trading karna chaye market ko analyze karna chaye taa k future main ache trader ban sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X