Role of Leverage For Scalping in Forex Market.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Role of Leverage For Scalping in Forex Market.
    Dear members, Forex trading k liy account open krty wakt broker aur leverage ki buht zayda importance hai. Forex trading market mein achi trading karna chahte hain, aur is k liy different techniques ko properly utilise chaiy. Otherwise, app successful trading nahin kar sakte hain. Aaj main aapko scalping aur leverage se related kuch important factors ki details batana chahta hun, jo aapke liye helpful ho sakti hain.

    Leverage kiya hai aur is ki importance:

    Dear members, Leverage broker ki taraf se basically ek credit hota hai, Jis ka benefit yah hota hai k ap apni investment say zayda amount say trading kr sakty hain. Is facility ko app properly utilised karke apni trading ko profitable bana sakte hain, iska basic purpose yah hota hai ki agar aap ka account balance aapko yah allow karta hai, jitni zayda leverage broker ki taraf say provide ki jay gi, utna ap ko benefit hota hai. Ap zayda trading kr k zayda profit Hasil kr sakty hain. Is ko hum leverage kahate Hain.

    Scalping kiya hai:

    Scalping, ek Asa trading style ghai, jismein aap maximum lot size use krty howy trading karte hain, aur kuch PIP apni favour mein aane per apni trade ko close kar dete Hain, is Tarah ap kam wakt me zayda profit Hasil kr laity hain. Lekin is strategy ko istemal karne ke liye aapka market mein extra experience aur extra self-confidence Ka hona bahut hi important hota hai. Is strategy, ko aap Forex trading market mein scalping technique kehty Hain.

    Leverage ka Scalping main kirdar:

    Dear members, Agar aap scalping karna chahte hain, to is k liy leverage jitni zayda Hogi, utna benefit Hoga. kyunki, Jab aap apny experience ki basis per entry lete hain, to ismein aapko maximum leverage facility bahut hi help provide karti hai. Agar aap maximum leverage account per scalping krty hain, to definitely is mein aapko bahut jyada advantages ho sakta hain. Lakin ager leverage kam ho gi, to scalping me itna zayda benefit ni Hoga. Scalping technique, ko Hamesha properly well experienced hokar utilise karna chahiy. Ap ko aik asa, broker ki selection krna ho ge, Jo aapko maximum leverage facility karta ho.
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	3
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12601507
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Role of Leverage For Scalping in Forex Market.

    Leverage For Scalping in Forex
    Explanation ;-


    Dear aap nay important question share Kiya Hai is reference main aap ko sab se pahle*leverage*ki definition batana chahta hun or us ke baad Is ke benefits aur disadvantages aapke Samnay indicate karne ki koshish Karun ga or ummid karta hun ki meri post ko study ke baad junior members knowledge gain kar lay gay.

    What is*Leverage*;-

    Aap apne account balance k mutabik trading karte hain or us mein aap ko trading ke liye Kuch amount Di jati hai or us may aap ko aik limit Di jati hai ki aap is limit ke andar Reh Kar apni trading kar sakty hain to use specified limit ko aap*leverage*ka naam Detay Hain for example Agar aap ke account main 1000 US dollars hain or us ki against aap $2,000 ki purchasing kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	1
Size:	21.8 کلوبائٹ
ID:	12461017

    To is ko aap*leverage*ka naam Detay hain different brokers Hum ko different*leverage*provide kar rahay Hote Hain Jo broker Hum ko zeyada*leverage*Deta Hai woh broker Hamare lie sab se best ho sakta hai Kyun k yah aik Aisi facility Hai Jis ko Ham bahut ache tarike se utilise kar sakte hain.

    High*Leverage*Benefits ;-

    App high*leverage*account use kar rahe hain to us main aap ko ya benefit hota hai ki Jab aap Koi trade open Karte Hain To us mein aap maximum lot size select kar saktay hain or aik trade open karne ke baad aap ke pass free margin bhi available hota hai jis se aap koi or Market Mein achi opportunity ko avail kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	7
Size:	20.7 کلوبائٹ
ID:	12461018

    Is liye high*leverage*account ka aap ko ya faaida hota hai ki aap ek hi time per Kafi trades open kar sakte hain or maximum lot size ki selection Kar ke thora se time mein zeyada profit Hasil kar saktay hain.

    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	2
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12461019

    High*leverage*account mein aap ko bahut careful trading Karni chahyie or achi terha soch kar hi decision Lena chahiyee kyun ki is mein aap ki high*leverage*ki wajah se nuksan k chances bhi bahut zeyada hote hain Jab aap maximum lot size ki selection Karenge to us main aap ko account ke Wash hone ke bhi bahut jyada chances ho sakte hain isliye hamesha samajh kar trading Karni chahiye Jab aap ke pass high*leverage*account ho.

    اب آن لائن

    Working...
    X