Ladder Bottom Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ladder Bottom Candlestick Pattern
    Ladder Bottom Candlestick Pattern

    Financial market main ladder Bottom Candlestick Pattern ya chart patterns ko supply aur demand ke darmiyan tawazun ko zahir karti hai. Jab koi stock oopar jata hai to buyers matket par control mein hotay hain. Market ki iss situation main supply se ziyada demand hoti hai. Buyers stock haasil karne ke liye ziada active hote hen, jiss se wo ask price par buy karte hen. Jab koi stock fall kar raha hota hai to uss waqat market ki condition iss se mukhtalif hoti hai. Sellers market ko mojooda qeemat par sell karke uss ki qadar main kami karte hen, jiss wo nechay jata hai. Ladder bottom candlestick pattern prices k bottom par jahan par stock ki supply kam aur demand ziada hoti hai, banta hai, jo k aik bullish trend reversal ka kaam karta hai.


    First Candle: Ladder bottom candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka close open se nechay hota hai. Ye candle long real body majn hoti hai, jiss main pattern ki real body shadow k muqabele main ziada hoti hai. Ye candle prices k mojoda bearish trend ki akasi hoti hai.

    Second Candle: Ladder bottom candlestick pattern ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah real body wali hoti hai, jo k pehli candle se nechay banti hai. Dosri candle ka close apne open point se nechay hona chaheye, jab k shadow ki koi ahmeyat nahi hai. Pattern ki dosri candle umoman pehli candle k lower par banti hai.

    Third Candle: Ladder bottom candlestick pattern ki teesi candle bhi pehli aur dosri candle ki tarah real body main hoti hai. Ye candle dosri candle k lower main banti hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, jab k real body lazmi bearish honi chaheye.

    Click image for larger version

Name:	22.png
Views:	11
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12601498

    Use of Ladder Bottom Candlestick Pattern

    Ladder bottom candlestick pattern prices k bottom ya bearish trend main banta hai. Ye candle akhaz main market par sellers ka control, darmeyan main prices ka pause aur akher main market par buyers ka control dekhaya jata hai. Ye pattern panch candlestick par muheet aik bullish trend reversal pattern hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo market par sellers ka control zahir kia jata hai. Pattern ki agli do candles bhi same long real body main hoti hai. Pattern ki chothi candle aik inverted hammer candle banti hai, jo k aik bearish candle hoti hai, ye candle upper long shadow k sath hoti hai, jiss ka lower side par shadow nahi hota. Pattern ki akhari candle aik bullish candle hoti hai, jo k strong real body main hoti hai. Ye candle k open fourth inverted hammer candle k real body k top par gap main hoti hai, jab k close pehli dosri ya teesri candle k real body k darmeyan main hoti hai.
    Ladder bottom candlestick pattern main strong bearish trend k baad prices buyers k control main a jati hai, jo traders ko buy ka signal deti hai. Ye pattern low prices area main hona chaheye, jab k last bullish candle k baad aik confirmation candle ka hona zarori hai. Confirmation candle real body main bullish honi chaheye. Pattern k baad bearish candle banne par pattern invalid ho jayega. Pattern ki confirmation CCI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jo k oversold area main hone chaheye. Pattern k leye stop loss ka istemal zarori hai. Stop Loss pattern k sab se lower par ya small candles k bottom se two pips below set karen.


    Click image for larger version

Name:	11.jpeg
Views:	3
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12601499
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ladder Bottom Candlestick Pattern

    Ladder Bottom Candlestick pattern

    Financial market main ladder Bottom Candlestick Pattern ya chart patterns ko supply aur demand ke darmiyan tawazun ko zahir karti hai. Jab koi stock oopar jata hai to buyers matket par control mein hotay hain. Market ki iss situation main supply se ziyada demand hoti hai. Buyers stock haasil karne ke liye ziada active hote hen, jiss se wo ask price par buy karte hen. Jab koi stock fall kar raha hota hai to uss waqat market ki condition iss se mukhtalif hoti hai. Sellers market ko mojooda qeemat par sell karke uss ki qadar main kami karte hen, jiss wo nechay jata hai. Ladder bottom candlestick pattern prices k bottom par jahan par stock ki supply kam aur demand ziada hoti hai, banta hai, jo k aik bullish trend reversal ka kaam karta hai.

    Click image for larger version

Name:	download (14).png
Views:	4
Size:	4.2 کلوبائٹ
ID:	12460990

    Use Of Ladder Bottom Candlestick pattern

    Ladder bottom candlestick pattern prices k bottom ya bearish trend main banta hai. Ye candle akhaz main market par sellers ka control, darmeyan main prices ka pause aur akher main market par buyers ka control dekhaya jata hai. Ye pattern panch candlestick par muheet aik bullish trend reversal pattern hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo market par sellers ka control zahir kia jata hai. Pattern ki agli do candles bhi same long real body main hoti hai. Pattern ki chothi candle aik inverted hammer candle banti hai, jo k aik bearish candle hoti hai, ye candle upper long shadow k sath hoti hai, jiss ka lower side par shadow nahi hota. Pattern ki akhari candle aik bullish candle hoti hai, jo k strong real body main hoti hai. Ye candle k open fourth inverted hammer candle k real body k top par gap main hoti hai, jab k close pehli dosri ya teesri candle k real body k darmeyan main hoti hai.
    Ladder bottom candlestick pattern main strong bearish trend k baad prices buyers k control main a jati hai, jo traders ko buy ka signal deti hai. Ye pattern low prices area main hona chaheye, jab k last bullish candle k baad aik confirmation candle ka hona zarori hai. Confirmation candle real body main bullish honi chaheye. Pattern k baad bearish candle banne par pattern invalid ho jayega. Pattern ki confirmation CCI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jo k oversold area main hone chaheye. Pattern k leye stop loss ka istemal zarori hai. Stop Loss pattern k sab se lower par ya small candles k bottom se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	3
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12460991

    First Candle
    Ladder bottom candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka close open se nechay hota hai. Ye candle long real body majn hoti hai, jiss main pattern ki real body shadow k muqabele main ziada hoti hai. Ye candle prices k mojoda bearish trend ki akasi hoti hai.

    Second Candle
    Ladder bottom candlestick pattern ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah real body wali hoti hai, jo k pehli candle se nechay banti hai. Dosri candle ka close apne open point se nechay hona chaheye, jab k shadow ki koi ahmeyat nahi hai. Pattern ki dosri candle umoman pehli candle k lower par banti hai.

    Third Candle
    Ladder bottom candlestick pattern ki teesi candle bhi pehli aur dosri candle ki tarah real body main hoti hai. Ye candle dosri candle k lower main banti hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, jab k real body lazmi bearish honi chaheye.

    اب آن لائن

    Working...
    X