Bullish Abandoned Baby Candlestick Pattern
Bullish abandoned baby candlestick pattern price chart par maojood current trend ko up-trend badalne ka aik strong signal deta hai, jiss se prices k main maojood current bearish trend ka khatma ho jata hai. Forex trading market main jab bhi prices aik khas trend k mutabiq movement kar rahi hoti hai, to trader k leye ye janna bohut zyada mushkil hota hai k kis time prices main trend reversal hone wala hai, lekin jab bhi kuch pattern jaise bullish abandoned baby candlestick pattern prices k bottom ya bearish trend main bante hen, to yahan par traders ko aik signal mel jata hai, k ab yahan se trend reversal hone wala hai. Bullish abandoned baby pattern teen candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jo prices k bottom ya bearish trend k baad banta hai.
First Candle: Bullish abandoned baby candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices k sabeqa bearish trend ki alamat hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, jiss real body shadow ki nisbat ziada hoti hai.
Second Candle: Bullish abandoned baby candlestick pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jo ziada tar doji-star candle hoti hai. Ye candle bagher real body k sath small upper aur lower shadow k sath hoti hai. Ye candle bagher real body na hone ki waja se aik neutral candle hoti hai.
Third Candle: Bullish abandoned baby candlestick pattern ki teesri candle aik bullish candle banti hai, jo k sabeqa trend ka khatema karke new bullish trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle strong bullish candle hoti hai, jiss ka upper ya lower side par small wick ho sakti hai, lekin ye Doji-Star candle se above side par gap main banna chaheye.
Working of Bullish Abandoned Baby Candlestick Pattern
Bullish abandoned baby candlestick pattern prices k bottom main bearish trend ka khatma karta hai, jo teen mukhtalif patterns k candles par mushtamil aik strong bullish trend reversal pattern hai. Pattern ki pehli candle market main maojod sabeqa bearish trend k mutabiq aik bearish candle hoti hai, jo prices ko nechay ki janib push karne ki koshash karti hai. Ye candle aik strong bearish candle hoti hai, jo market ki maojoda bearish trend ki mazboti dekhati hai. Pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jo k umoman aik doji-star candle hoti hai. Ye candle prices ko mazeed nechay jane se rokne ka kaam karti hai. Pattern ki akhari candle aik bullish candle hoti hai, jo k doji candle k top par banti hai. Ye candle trend reversal aur prices ko upward push karti hai, jiss se market ka current trend bullish ho jata hai. Pattern ki pehli aur akhari candle taqreeban parallel hoti hai, jab k center wali candle dono k darmeyan main nechay gap ya gap k bagher ho sakti hai.
Bullish Deserted Child Candle Example Kay liay Kuch general thought ye Hain.Kich brokers brake per enter hotay Hain third bar Kay uper jis Kay liay stop limit request ka istamal krtay Hain.Expection ye roughage Kay cost high move kray gi aur agar aisa ho to third bar Kay uper move krne se ye purchasing opportunity hoti hy.Loss aur untimely out se bachnay Kay liay merchants stop misfortune request ka istamal kr saktay Hain.Stop misfortune bullish deserted Child Doji shadow Kay nichay place kia jata hay.Third bar Kay low Kay nichay stop misfortune place krne se dealers apnay misfortune ko Kam krne ki attempt krtay Hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим