harmonic pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    harmonic pattern
    armonic patterns trading mein usy kiye jany waly chart patterns hoty hn jiny technical analysis k through identify kiya jata hy Ye patterns price movement ko analyze krny k liye istemal kiye jaty hn or traders k liye trade sytups ka indication dety hn
    harmonic pattern ko agar ap dekehn to yeh bar bar apko ups and down nazar ata hy isme apko zyada time trend same direction me nazar nahi atta Harmonic Pattern price action trading mein ek popular technique hy, jisme price charts ki geometry ka usy kiya jata hy. Is technique ke anusar, markets mein repeating price patterns hote hn, jo Fibonacci retracements or extensions ke sath align hote hn.
    Harmonic patterns ka usy market direction or reversal ko predict karny ke liye kiya jata hy. Ye patterns price action ke sath combine kiye jate hn or price levels ko analyze karny ke liye Fibonacci retracements or extensions ka usy kiya jata hy.




    BUTTERFLY PETTREN

    Butterfly pattern ko market ki trend k according identify kiya jata hy or is ka usy future price direction ki prediction krny k liye kiya jata hy es mein traders price k movements ki basyd par trading decisions lety hy Ye pattern bullish ya bearish trend dono mein usy kiya ja sakta hy Butterfly pattern me 3 swings hoty hy jiny XA,B,C orr D points ke nam sy jana jata hy Is pattern me XA swing AB swing or BC swing k bech ratio ka usy kiya jata hy is k basis par trading krney k liye traders ko in swings ki price levels ko identify karna hota hy phir traders buy ya syll positions ko lety hn or target k hisab sy exit points syt krty hn





    TRADE WITH HARMONIC PATTERN

    Kuch or popular techniques or strategies hote hn, jo traders usy karte hn:
    Fibonacci Retracement: Fibonacci retracement ek technical analysis tool hy, jisme price trend ko analyze karke retracement levels ko identify kiya jata hy. Ye levels, traders ko entry or exit points ke liye helpful hote hn.Moving Averages: Moving averages, price trend ko identify karny ke liye usy kiye jate hn. Is technique mein, traders market mein trend ko confirm karny ke liye, short term or long term moving averages ka usy karte hn.Bollinger Bands: Bollinger bands, price volatility ko measure karny ke liye usy kiye jate hn. Ye bands, price ke around ek upper band or lower band ko plot karte hn, jahan sy traders ko entry or exit points ka pata chalta hy.Ichimoku Cloud: Ichimoku cloud ek technical analysis tool hy, jisme price action, trend, or momentum ko analyze kiya jata hy. Is technique mein, traders ko kai signals provide kiye jate hn, jaisy ki trend direction, entry or exit points, or support or resistance levels.In techniques or strategies ke alawa bhi, kai or tools or indicators hote hn, jo traders usy karte hn, jaisy ki RSI, MACD, or ATR. Har ek trader ki trading style alag hoti hy, or unhe alag-alag tools or techniques ka usy karna pasand hota hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: harmonic pattern

    Introduction.

    Harmonic candlestick patterns aik qisam ka takneeki tajzia patteren hai jo maliyati mandiyon mein mumkina rujhan ki tabdeeli ki pishin goi karne ke liye istemaal hota hai. yeh is mafroozay par mabni hai ke market ki naqal o harkat aik qabil qiyaas patteren ki pairwi karti hai aur is ki pishin goi makhsoos qeemat aur shama ki tashkeel ki bunyaad par ki ja sakti hai aur friends aap ko btata chaloon kay basically hormonic candlestick pattern aik takneeki tajzia ka namona hai jo tijarti maliyati mandiyon mein istemaal hota hai, khaas tor par forex, astaks aur fyochrz mein yeh candlestick patteren aur hormonic patteren ka majmoa hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-21T203106.498.png
Views:	3
Size:	17.7 کلوبائٹ
ID:	12460911

    Categories of Hormonic Chart Pattern.

    Hormonic Chart Pattern ki mukhtalif kasmain hain, jaisay
    Gartley pattern, the Butterfly pattern, aur the Bat pattern shamil hean aur doosry patterns ke darmiyan yeh patteren qeematon ki naqal o harkat aur un ke honay mein lagnay walay waqt ke darmiyan makhsoos tanasub se numaya hotay hain.

    How Hormonic Chart Pattern Works.

    Hormonic Chart patteren geometric qeemat ke patteren hain jo market mein mumkina reversal points ki shanakht ke liye fibnoccai retracement levels ko aur extension levels ka istemaal karte hain. doosri taraf, candlestick patteren qeematon ki naqal o harkat ki basri numaindagi hain jinhein tajir market ke rujhanaat aur ulat phair ki shanakht ke liye istemaal karte hain aur jab do qisam ke pattern ko milaya jata hai, to woh taajiron ko market ka ziyada jame tajzia faraham kar satke hain, mumkina tor par un ki tijarat ki durustagi ko barha satke hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-21T203048.469.png
Views:	1
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12460912

    Additional information.

    Hormonic candlestick pattern aik makhsoos qisam ka patteren hai jo apni saakht ke andar candle stuck patteren ko shaamil karta hai. misaal ke tor par, aam tor par istemaal honay wala hormonic candlestick pattern bulliush Gartley pattern pattern hai, jis mein is ki majmoi saakht ke andar makhsoos candlestick formitions ka aik silsila shaamil hai aur yea yeh note karna zaroori hai ke hormonic pattern ke sath tijarat karna mushkil ho sakta hai aur is ke liye takneeki tajzia, rissk managment aur tijarti nafsiat ki mukammal tafheem ki zaroorat hoti hai tijarti faislay karne se pehlay apni tehqeeq karna aur ya kisi pesha war se mahswara karna hamesha aik acha khayaal hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-21T203039.419.jpeg
Views:	2
Size:	27.6 کلوبائٹ
ID:	12460913
    • #3 Collapse

      Re: harmonic pattern

      Harmonic Pattern:

      Introduction.
      Dear traders hum agr market ma patterns ki bat krain tu es ma bhut zeada pattern estmal hoty han harmonic pattern on ma say aik ha aj hum es baat ko janny ki koshish krtay han kay ya pattern kya ha es*pattern*ke andar two bottoms bante Hain ya pher Two top bante hain kin ko dekhty hoy trader apni trade ko ly kar market ma chlty han*harmonic*price ka jo ye chart*pattern ha ye*bullish bhi ho sakta hai aur Barish bhi ho sakta hai. Aur esi trah agr hum bat krain tu ya Barish hai aur Is kay top ke oopar two support banti hai aur pher vahan se market ooper movement karti hoi dekhai deti ha aur esi trah agar bar bullish price chart*pattern*hai to is mein two resistance ooper bnti hain aur phr market os say nichy ki taraf move karti ha. Forex*trading*ki market ke andar bahut zyada candlesticks**hoti hain ya chart*pattern*hote hain agar Ham in*pattern*ko follow kartay ha To is market ke andar ham bahut hi acchi aur munafa buksh trade lga sakty aur bahut hi acha profit hasil kar sakte hain is market ke andar agar hum es cheez ko dekhty kay ham scalping profit Hasil karna chahte hain to hamen is mein chart*pattern*ko follow karna hota ha.
      Click image for larger version

Name:	images (7).png
Views:	7
Size:	38.1 کلوبائٹ
ID:	12460917

      Use in Trading:
      Dostu ma ap ko btata hun kay kay harmonic chart pattern agr koi trader es pattern ko trade ma estmal karna chahta ha tu ya levels, traders ko entry or exit points ke liye helpful hoty han. Moving averages, price trend ko identify karny ke liye aur apni trade ki movement kay liye use kiye jatay han. Is technique mein, traders market mein trend ko confirm karny ke liye, short term or long term moving averages ka usy karte hn Bollinger bands, price volatility ko measure karny ke liye aur market kay trends use kiye jate hn. Ye bands, price ke around ek upper band or lower band ko plot karte han, jahan say traders ko entry or exit points ka pata chalta ha.
      Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	3
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12460918
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        جواب: harmonic pattern

        HARMONIC PATTERNS IN FOREX TRAIDING:

        Harmonic Pattern boht hi important Pattern hai aur bahut hi famous information hai. Jb hm Harmonic Pattern Koi use karte hain To ismein Hamen bahut hi acha advantage hasil hta hy Agr hm more patterns ko learn karna chahte hain aur uske related complete study karna chahte hain Harmonic Baton ko Ham apni Trading per apply karna chahte hain to usmein Hamare liye fabonnaci retracement indicator boht zyda helpful ho sakta hy.
        Harmonic price patterns are those that take geometric price patterns to the next level by utilizing Fibonacci numbers to define precise turning points. Unlike other more common trading methods, harmonic trading attempts to predict future movements.

        INDICATOR IN HARMONIC PATTERNS:

        Dear Harmonic Pattern ma prices ki movement ko measures krny k liye fabonacci Indicators utilize hota ha. Jo hum ko markit ki movement ka bary ma bht achi tarah indicate krta.Market movement with Harmonic Pattern
        Jab Ham Forex trading ko join karte hain to use waqt Hamen market ki movement ka Jaiza Lene ke liye Indicators ki need Hoti Hai market Mein pahunche indicators hote hain ismein Kuchh indicator Jaise hote hain Jin ke jariye se Ham Apne information Mein ijaafa kar sakte hain aur jab ke Kuchh indicator aise Hote Hain Jo ke Jyada acchi information provide Nahin Karte Hain Ham market ki movement ko Harmonica patrons ke jariye se bhi acchi Tarah Se samajh sakte hain Kyunki harmonic patterns Mein price hi movement bahut hi Aasan tarike se Dikhai Jaati Hain.

        IMPORTANCE OF HARMONIC PATTERNS:

        Dear Harmonic Pattern ki bahut zyda Impotance hoti ha agr ap forex trading ma completely kamyabi hasil krna chahty han tu is ma apko lazmi learning krni chahye.
        Harmonic Price Chart action say Ham market mein behtarin earning kar sakte hain ya analysis hamen Forex mein behtarin profit deta hai Ham is business ko join karne ke bad is mein se kam karte hain aur is say acha profit Hasil karte hain hamara strong analysis hamen market mein best entry point deta hai jo log forex market ka acha analysis karna jante Hain woh is behtarin earning ko Hasil kar rahe hain hamesha Forex ko sikhane ki koshish karen is ka acha knowledge aur acha experience Hasil Karen Ham is mein aise hi kamyabi Hasil kar sakte hain is business mein join hone ke bad hamen har tarah ka analysis sikhana chahie is mein chart pattern ka use aur hamen ine ki pahchan Ka hona bhi zaruri hai Ham is mein acche analysis se behtarin trade open kar sakte hain yah business hamare liye behtarin business hai jis mein hamen mehnat se kam karna chahie ham is mein acha profit tab Hasil karenge jab hamare pass acha knowledge hoga aur acha knowledge Ham hard working say Hasil kar sakte hain aap ko Forex trading mein acha time guzar Na hoga aap is mein jitna acha time guzarenge Forex ka acha analysis Sikh payenge qu k Forex mein kamyabi hamare acche knowledge or experience say hi milati hai is liye mehnat Karen aur Fox per behtarin tarike se iska acha experience or knowledge Hasil Karen Ham is business mein kamyabi apni mehnat aur hardworking se Hi Hasil karte hain is mein apna acha time guzarenty hain aur aur is mein daily basic per behtarin earning ko possible Karen yah business hamare liye behtarin business hai hamen is main hamesha mehnat ke sath kam karte rahana chahie.

        ABCD HARMONIC PATTERN" IN FOREX TRADING:

        Harmonic Trading Indicator Chart Pattern me ABC aur D movement ki identification karta hay aur D point es ka market trend reversal point hota hay, Harmonic indicator ko ham ABCD pattren ya three drive pattern ka name be de sakty hey, Bullish Harmonic Pattern me D point par buy aur bearish pattern me sell orders lagna hota hay, Harmonic Indicators me jesy hi A point se market movement start kar leti hay us key bad B aur C point key bad D point es ka last zone hota hay es key bad Indiicators clear buy ya sell signal provide karna start kar deta hay aur Market Mein kaam karne ke liye sabse Pehle Hame harmonic motions Ka Pata hona chahiye kuch movement market ki is zigzag type ki hoti hai kuch movement market ki Harmonic motion type ki hoti hai yeh harmonic motion types Samay market Mein risk level ko Hamare ko kam karti hai aur Hame Hamari account ko Aur Bhi Jyada stronge banati Hai Jis Se main kaam karne mein maza aata hai aur Harmonic Pattern bana hoa hai ais mai ye hai k jab market Harmonic Pattern banati hai to aus k baad ais mai entry jab lety hai to ais mai 2 tp hoty hai agar hum ne ais mai 1.00 ki lot lagai ho aor jaisy hi market apny tp1 par jati hai to hum ko chaye k hum waha par apni half lot close kar dy ta k jab market thora sa wapis jaye to aus mai humra profit zaya na ho jaye aor aus k baad hum ko remaining lot ka tp 2 par laga dena chaye ais tarha hum humra account bhi safe hota hai magar ais mai trade lagany k liay ye zarori hai k hum ko ais mai achi entry ka wait karna chaye aor jab market order autha ley to hum ko ais mai stop loss bhi lazmi lagana chaye aur Harmonic Pattern jib bnata ha to is waqat him log kis bi currency ko buy ya phir sell krty ha to him logo ko is ka fida hota ha or him log achi earning kr skty ha or acha profit bna skty ha. Thanks

        اب آن لائن

        Working...
        X