Forex Market Mai Side Way Moment Ko Kaisy Trade Karty Hain.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Market Mai Side Way Moment Ko Kaisy Trade Karty Hain.....
    Assalamu Alaikum!


    dear member Umaid hai kya aap sab khairiyat se Honge aur Apna Sahi tarike se kam kar rahe Honge Jab aap ismein apni working ko best banana chahte hain aur perfect tarike se experience Hasil karna chahte hain to aapko demo account per experience Hasil karna chahie Aur Is per practis Karni chahie jitni acchi practis ke sath is market mein aap kamyabi Hasil Karenge market Mein different analysis ke sath aap trading kar sakte hain market Mein analysis karna bahut hi important hota hai Kyunki Jo members forex market Mein without analysis ke trading karte hain vah Hamesha nakam Ho Jaate Hain agar aap is market Mein analysis ko strong banana Chahte Hain To aapko demo account use karna hoga.

    Fundamental Analysis:

    Dear friend forex trading mein fundamental analysis ka impact financial market per bahot zyada arsa Tak rehata Hai Jis ki wajah se analysis ki importance bahot hi zyada important Hoti Hai fundamental asraat ki vajah different ho sakti hai jis main political social ya economical V rjuhaat Shamil Hai fundamental analysis ke liye important hai ki market Mein trader zyada arsa Tak Rahe Kyun ki is ki wajah se price aaram se apne adab ki taraf Jaati Hai fundamental ki teen reasons jin ki wajah se financial market bahut zyada main effect hota hai uski details aapke sath discuss karungi.



    Economical:

    Dear friend Forex trading Mein Jaab ap kam kaar rahy hoty hain to us mein fundamental analysis se jo financial market sab sye zyada mutasir hoti hai woh hai economical fundamental effect Se Jaab Bhi Kisi contries Ki economical condition kharab hoti hai to is se use country ki currency ki value Ho Jaati Hai Aur economical crisis Aana start ho Jaate Hain economical crisis Mein 2008 ki lemon brothers ki Bank property hamare pass Ek Badi example Hai lemon brothers ke kharab economical situation ki vajah se Puri Duniya Mein eknami cal crisis start ho gaye the.

    Social:

    Dear friend social fundnamental analysis be financial market ke liye important hai Kun ki is ka Asar bahot zyada Arsy ke liye financial market Mein Hota Hai social economics crisis Mein Corona waba ki situation Hamare Samny hai Jis ny Kuch hi arsy Mein Puri Duniya ko apni lipat mein ly liya carona waba ki example teesre Saal mein dakhil ho gai hai but abhi bhi is Waba per Koi Kabu Nahin Hasil Hua Hai.

    Political:

    Dear friend Forex trading Mein political condition B financial market k bahis banti hai political misal ki tor par Jaise America China trade war America Iran crisis etc Hamare global financial market per bahot bura asraat Karte Hain political condition ke asaraat bahut zyada gehre aur Kafi arsata Hamare financial market mein rahte hain.



    Calender Events:

    Dear friend fundamental analysis or calendar event se market p different asraat murtab hotey hain fundamental analysis ka impact bahot zyada arsa taak Hota Hai Jaab Ke financial events ke asaraat main mehdudh Muddat ke liye hoty hain financial event weekly lehaz se Badalty Rahty Hain Jaab fundamental analysis se market Ek Taraf musalsal trend mein rahata hai.

    ......Forum is a great place for traders talk.......

اب آن لائن

Working...
X