How a hedge works
a k Hedging aik aisa financial concept hai jahan aik investor apni investment ko possible loss sy bachany ke liye kuch measures ya strategy use card hai Yeh investment k risk ko kam karny ke liye use kiya jata hai aik example k tor par agar aik trader ny aik stock ko khraida hai or us k bare mein negative news any ki umeed hai us waqt hedging ka use kar sakta hai jaisy k aik or shares buy kar leta hai jiski price negative news se kam affected ho ge ya phir aik call options buy kar sakta hai jis sy agar drop in stock prices card hai to loss se bacha ja saky isi tarah sy hedging k istmal sy aikk investor apni investments ko safe kar sakta hai lekin is mein kuch extra cost bhi ho sakti hai Hedging aik bohat hi complex concept hai or usmein bohat sy factors hota hain jo aik investor ko samajhna hota hai je kliye aik financial expert ki salah lena bahut zaruri hai
Understanding collateral
Pyary dosto jesa k hum log janty hain k trade krny main hedging ka use hota hai or es ka mtlab yeh hota hai k jaab hum ny aik pair ko sell kiya howa hai to market us k against ja rahi hai or hamen boht zyada loss ho raha hai to hum ny jahan sy sell kiya hota hai wahan sy usi paair ko buy kr lety hain Hedging aik aisi risk management technique hai jis mai koi b trade krny wala ya organization apne financial risks ko kam karny ke liye aik dusry financial instrument ya position ko purchase ya set up card hai Hedging k zariye jaisy k price volatility, interest rate risk currency risk commodity price risk credit risk etc. Jab koi trader yeh organization hedging cards hain to unhy apni soch bichar k through apni position ko lock karna hota hai jis sy woh future i perfect wale loss se bach saky for example company k paas kuchh stock hai or woh stock market mein hony waly khtrat sy bachna chahty hain to woh stock ki short selling ya futures ya option contract ko kharid sakta hai is tarike sy jab akc ie ki price girti hai to stock ko baich kar us k loss ko cover kar sakty hain hedge kisi bhi financial instrument k mutabiq kiya ja sakta hai jaisy k stocks bonds options futures swaps
An important key point
Hedging ek aisa tareeka hai jis sy log financial risk sy apna nuqsaan kam karny ki koshish karty hain is tareeqy mein kuch log apni investments ko kisi or cheez sy match hain jis se unhainkh loss ki sorat mein aik khaas kartasashital amount nanu ki hedging strategy hain jin mein sy kuch common tareeqy niche diye gye hain
examplesNo.1 Futures: is mein aik contract ka istemal kia jata hai jis se parties k buk aik maqsad k liye aik price py transaction kiya jata hai For example agar kisi company ko lagta hai k wo in the future mein aik maal khareedy ga to wo is cheez ko lock karne k liye aik contract contract signing future kar leti hai Ais tarah wo future mein price increase hony ki sorat mein bhi pehly sy hi is maal ko kharidna ki guarantee kar leti haiNo. 2Options: Je tareeqe mein aik taraf ko kisi asset k liye payment karna hota hai jis sy unhain future mein kisi specific date take us asset ko kharidny ka option mil jata hai Agar unhain wo asset khareedna hai to wo option istemal kar k us asset ko kharid skty hain agar nahi khareedna hai to unhain koi nuqsaan nahi hotaNo. 3
Swaps: Je tareeqy mein do parties apny cash flow streams ko exchange kar rahi hoti hain For example aik party apny fixed interest payments ko dusri party k variable interest payments sy swap kar leti hai Is tareeqy mein parties ko apni interest rate risk sy nijat mil jati hai in tamam strategy ka istemal is bat ko samjhty howey kia jata hai k agar kisi investment mein nuqsaan ho k us nuqsaan ko kisi or investment se cover kiya ja skta hai jis tarah investor insurance k liye aik boht paidar or best tarika hai apny financial risk ko kam kar sakty hain
How a hedge works
Hedging aik taqneeq hai jis sy hum apny loss ko kam krny main madad hasil krny k liye istmal krty hain jab hum trade kr rahy hoty hain to humen loss k agr humara account km amount wala ho to hum apny account ko safe rkhny k liye market main trade krty hain k hedging kr flights hain or dono itraf main tp ka istmal krty hain jis sy humara account kisi bars khatry sy bach jata hai hedging ke liye humen apni investment ki opposite position liya jata hai Jaise ki aik stock market main hum apny shares k downside risk se bachny ke liye US stocks ki sell position letay hain jise short sell kaha jata hai agar stock price nichy chali jati hai toh loss us short sell positions are offset ho jati hai agar stock ke price bharti hai toh humen es ki actual stock holding se profit milta hai is tarah sy hedging humen market volatility k effects sy bača leta hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим