et main patterns ko follow kerty huey trade open kerty hain bullish harami pattern in traders ky liay bahot zaruri hai ky iska complete knowledge hony per jab market main aesa pattern creat hota hai tou market main hundred percent market ki movement upward start ho jati hai aur aesy time per market main buy ki trade enter kerny per acha profit hasil ho sakta hai tou ham is post main sab sy pehly yeh discuss kerain gy ky bullish harami pattern Kia terha ka hota hai aur is sy related patterns ko bhi Ham discuss kerain gy lekin sab sy pehly pure bullish harami pattern Kia hota hai yeh hamain pata hona chahiaye.Jab market long time sy continue down trend main movement ker rehi ho tou same Trend main jab market main aesi bearish candle creat ho ky usky bahd next bullish candle kuch gap ky sath uptrend main open ho aur isterha sy close ho ky bearish candle ka yeh fourth part tak ho lekin jahan per bearish candle close hui ho us sy kuch upside gap ky sath yeh bullish candle creat ho tou aesy pattern ko bullish harami pattern ka name dia gia hai tou jab aesa pattern complete hota hai tou wahan sy hamain buy main trade open ker leni chahiay ky aesy time per buy main trade open kerny sy hamain bahot acha profit hasil ho sakta hai.Bullish harami pattern ky jesa bullish harami cross bhi hota hai ky jab down trend main continue movement kerty huey aik bari Bearish candle ky bahd aik aesi doji candle creat ho jo bearish candle ky centre main cross ki sign creat kery tou aesy pattern ko bullish harami cross kehty hain aur is per market ka trend change hona confirm hota hai ky wahan sy uptrend start ho jata hai.Jis terha bullish harami pattern hai isi terha agar market continuously uptrend main movement kerty huey bullish candle ky bahd same pattern main bearish candle creat kery tou yeh bearish harami pattern hota hai aur isi terha agar 2nd candle Doji ho tou bearish harami cross banta hai aur market wahan sy apna trend change kerty huey downtrend main chalna start ker deti hai tou aesy jab bhi pattern create ho tou hamain isi ky hisab sy trade open kerny per bahot acha profit hasil ho sakta hai.
STRATEGY:
Friends,Bullish Harami Candlesticks pattern k sath trade kern k liye khuch points ko mind man zaror rukhen.Is k liye hamasha long downtrend ka wait karen. Stochastic Oscilator sa zaror check karen k Market ka Momentum slow ya reverse howa ha k nahe aur bearish long body candle k bad bullish candle ka chota banna lazmi ha to tab he confirmation hogi. Bullish candle ka size long bearish candle k sirf 25% tak he hona chaheye. Pori bullish candle lazmi bearish candle k ander ae, to he confirmation ha. Bullish Harami candlesticks pattern ko lazmi baqi indicator ya support level sa start hon ko confirm kerna zarori ha.Ager oper wala sara points confirm ha to ab trader ko Buy ki Trade Entry le leni chaheye.Is trade entry man trader apna Stop Loss lazmi bullish small body candle k low per set kara.Is entry man trader apna liye different Take Profit set ker sakta han. For example first resistance ko TP-1 aur baqiyon ko TP-2 aur TP-3 respectively rukh sakta han.
CONCLUSION:
Bullish harami pattern hamare liye bahut impotant hota hai aur is sy bahut acha fayda uthaya ja sakta hai bullish harami pattern hamare liye bahut faydemand hote hain aur agar Ham inke bare mein jaan lete hain aur ham inko samajh lete hain to market mein Ham bahut achcha kam kar sakte hain aur market mein kam karna hamare liye bahut hi aasan ho jata hai.market mein jab bhi Jay pattern banega to is patron se hamen bahut achcha munafa mil sakta hai aur ham bahut hi achcha Kama sakte hain isliye hamen is patron ko jarur samajhna chahie kyon kijiye hamare liye bahut kimti hai hai aur is market mein accha munafa kamaya ja sakta hai.is patron ke banne ki sabse badi nishani ji hai ki pahle ek chhoti si candle banti hai jo ki ek shooting star hota hai aur iske sath jab Koi badi candle banti hai aur vah is ko break kar ke upar ki taraf chali jaati hai to is tab harami pattern banta hai aur is harami pattern se aam signal lekar market mein acchi trade Le sakte hain aur aur aasani ke sath apni trade ko Chala sakte hain.good luck.