apne apko strong kaise banaya jae while on forex trading ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    forex trading main kis tara say khud ko is main successful kr saqty hain ye kafi zada zarori hota hai ik traders kay liay jin say ye money ko earn krna is main easy say mumkin kr saqta hai nahi to loss milta hai or is main kaam ko kafi zada planning say krna zarori hota ahi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      is main strong bn kar kam karna ho ga jis say market main achi earning hasil ho sakti hay low risk main kam karna ho ga jis say trade main loss lo w ho ga is main ups and down ko dykhty hoye kam karna hota hay
      • #978 Collapse

        forex mai ager app nay apny apny app ko strong bnana hai tu iss leay app ko hard work karny ki zrort hogi app k pas phir experince ayga aur app success hon gy ager app k pas acha experince nahihai tu kabhi bhi iss field mai success nahi ho sakty hain..
         
        • #979 Collapse

          Dear apny apko strong banay k liye zaroori ha k ap zayada se zayada study kryn knowledge gain kryn aur practice kryn.demo account p kam kr k bhi practice kryn is se bhi apny ap ko strong bana sakty hain.
          • #980 Collapse

            is main hamain strong karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur trend ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k achi trade karny main asani ho
            • #981 Collapse

              hum forex mn mazbot hungy tu he hum achy trade ban skty hain q k forex aik risky job hai or es mn lose hota rahata hai or hmain lose ko cover karna chahye na k oski trnion le kar mazid galtian karen
              • #982 Collapse

                is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur rules ko follow kar k hi hum sucess hon gay aur experience ho ga tab hi hum market main trade kar k run karein gay aur is say loss kam ho saky ga
                • #983 Collapse

                  hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur weak point ko strong banany k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is say hamain koi faida bi ho saky
                  • #984 Collapse

                    bhai mera khyal hai k jub hum trading karty hain or bohjat pareshan ho jaty hain har trador pareshan hota hai chahy osy forex k bary main bohat ilm bhi ho wo bhi ghbra jata hai tu bhai mera khyal hai yha hmary mind ki bat hoti haio es main aghr tu hum apny mind ko postive rakh kar sichenb tu hmain es main kbhi bhi ghbrahat na ho or aik bat agr yah bhi sochi jay k hmari fikar se kuj nahi milna hmain tu bhi kafi relex ho jati hai
                    • #985 Collapse

                      Forex trading main ap ko agar iska mokaml knowledge aur experience hy to sp forex trading main strong ho apko trading k doran kou preshani ni honi chahiy ap preshan tab hoty ho forex trading main jab apko loss ka dar ho to aur jab apko sara knowledge ho ga trade ka aur ap ghlt trade ni lagao gy to phr forex trading sy drna kaisa
                      • #986 Collapse

                        is ma rahnay kay liay hum ko is ma mahnat karne ho ge our knowlged hasil karne ho ga our jab hum ko is ma acha profit ho ga to hum kad he is ko nhe corh saky gay our is ma kam kartyt rahy gay
                        • #987 Collapse

                          hamain forex main trade karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main apny weak point ko strong karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky ig aur market main movemnet ko dekh k hi hum sucess hon gay aur earn ho gi
                          • #988 Collapse

                            Ham forex main reh kr apnayvapko strong aisay bna skty hain k hamain jab loss hoto hum dil.na harain blky or ziada mehnat sy kam krain or ziada achy triky sy market ko analysis krna sewkhain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • #989 Collapse

                              bhai agar ap apna ap ko strong bana chta hain tab ap ko forex learning karni hoge jab ap learning complete kar lata hain tab ap apna ap ko kafi had tak strong feel karta hain q k is ke waja hai kah ap ka pas confidence hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                Ap apny mind my ya bat set kr ly k ao ko is binses my hi sab sy zeada pesy bhi mulny our is sy hi ap kamyab bhi ho sgty hg is k bina kamyab bhi nai ho sgtybhybis kiya phr jabap ya sb apny mind my rakhy gy tobap ka intruat barh jaye ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X