apne apko strong kaise banaya jae while on forex trading ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    jee humain apny ap ko stong banay ky liyh forex ko learned kerna chayh or phir forex trading ko analysis ker ky phir trade kerni chayh or ap ko bth dhu forex best hain is ke koi limit ni hain ap is my acha earned ker sktain hain or ap ko bth dhu forex akh real business hain or ap ko bth dhu forex best or real bhi hain or ap ko bth dhu forex best hain .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      apnay aap ko strong banae kalaye sirf ek hi rasta hai. aap ko forex trading business mein zada se zada hard working karni chahiaye. market kay mutalik puri information honi chahiaye.
      • #738 Collapse

        forex trading aik online business hay iss main loss bhe hoo to aapko tention nahe lenee chahyea sabar say kamm leena chahyea iss tarrah aap khud ko strong ker saktay hoo..
        • #739 Collapse

          apny ap ko strong bnany kay liye ap ko chahiye kay jab ap trading kar rahe ho idr udr logo ki bato me a kar apni trading kharab mt kare bal kay apny mind se trading kare or himat rakh kay kre ku kay nafa nuksan b zindagi ka hisa hota hai.
          • #740 Collapse

            sir jab hamain is main loss hota hai to hamara dill toot jata hai lakin hamain aisa nai karna chaye kyu k loss k bad he hamain profit hota hai is liye hamain is ko again samjhna chaye and again soch samjh k and market ko smajh k trade karni chaye....
            • #741 Collapse

              Trading main wo trader he strong hai,jiss kay pass acha trading experience hai.market ko ko trader samjta hai,wo he trading main achi earning lay skta hai.learning or study kay begair hum achi earning nahin lay sakty hain or survive karna bhi mushkil ho jaata hai.
              • #742 Collapse

                Ap ki planing achi oni chaye ap ko pata hon avhaye k ap ki tarding kiss ppoint pay ja k up oar kiss point pay ja ka ;sown ho gi
                • #743 Collapse

                  ap apne ap ko disciplined bnae aur is k lie ap jo rules set kr te hain unk o har haal mein follow kren chahe jo bhi ho jae. aur ziada se ziada apne trading ko mechanical bnae taa k emotions ap ko weak na kr sken
                  • #744 Collapse

                    zeyada sy zeyada experiance aur knowledge hasil kar k jitna experiance knowledge aur skill ho gy hamary pas hum utna hi achi tradinng kar saky gy aur aik acha profit earn kar saky gy
                       
                    • #745 Collapse

                      agar hume apne apko forex trading main strong banana hai to sabse pehle hume forex demo account pe kam karna hoga demo account se hume sab smjh ajaega hamare saray concept clear hojaenge or hume kafi knowledge milegi or phr hum strongly forex pe trade kar skte hai
                      • #746 Collapse

                        my dear friend apne ap ko strong banay ky liye zarori hai hum demo account par zada se zada practice kray is se hamari skills develop hon gi or humein trading ko smjhnay ka mokamilay ga Mere khayal say agar hum poori emaan dari say demo account per practice karen aur apni ghaltioyon say seekhen aur sabar say kaam lenaur ziada lalach na len tu hum apny ap ko aik strong trader bana sakty hain.
                        • #747 Collapse

                          hum ko meotionless ho kay kaam kerna chhaiyea is terhan say hum khud ko strong rakh saktay hain trading kertay howay yeah asaan kaam nahin hota mager waqt kay sath sath is pay kabu paya ja sakta hain so hamain darr khatam kerna hota hain loss ka
                          • #748 Collapse

                            Practice karne se experience hasil hota hai aor ham real account main sure ho jaate hain k hamri trade zaroor successful ho gi is liye ziada se ziada practice ki jae
                            • #749 Collapse

                              mera aap ko mashwara hay keh agar aap ko bahut ziada profit hasil ho jay to aap apna sara profit withdraw nah karwain aur trading kay leay itni rakam chor dain takeh aap ko risky trading karnay main aasani ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                khud ko acha or perfect tarder jisko loss na ho itna or profit acha ho uske lie hamari ak practice hi sab se aham hoti he jab ham ne practice ko acha bnaya hota he toh phr ham earning be achi karne ke able ho paate hen is lie strong ban'ne ke lie apni skills ko strong bnana ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X