Bullish Harami Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Harami Candlestick Pattern
    Bullish Harami Candlestick Pattern

    Bullish Harami Candlestick Patterns ki baat ki jay to is pattern ki pehli candle real body ki lambi candle hoti hai lekin us kay muqably me dosri Candlestick hamesha small Hoti Hy jis sy is ki identification krna bohot asan hota hy.

    Further Explanation

    Dosto ye pattern basically do (2) major candles ki madad sy banta hyJo jesa Kay me oper ap ko bta chuka Hu Kay aik candle pehli long dosri small Hoti Hy jesy hi trend me bullish attend ana shuru Hoti Hy to is pattern me bhi formation shuru ho jati Hy aur market pressure ki waja sy market me ye pattern develop Hona shuru ho jata Hy lekin commodities me dakha jay to is me reversal bht long chalti Hy lekin jesy hi selling pressure release hota Hy to aik long bullish trend form ho jata Hy jisy ham Bullish Harami Pattern kehty hen.

    Click image for larger version

Name:	5.png
Views:	13
Size:	24.0 کلوبائٹ
ID:	12601186

    Bearish Harami Candlestick Pattern

    Dear Friends, Bearish Harami Candlestick Patterns ki baat ki jay to ye Hamesha do candlestick sy banta Hy aur bullish Harami Candlestick Patterns sy 90° opposite banta Hy batlab us Ka totally working analogy bullish kah opposite Hoti Hy jis me differ Kia jay to ye mostly volatile market me develop hota Hy aur is py trading krna asan Nahi hota. .

    Trading Strategy Of Bullish Harami

    Trader ko bullish harami pattern formation ky baad foran market me enter ni hona chahe balky ik confirmation candle ka mazeed wait karna chaheye. Jb ye confirmation candle ban jae to is ki direction me he trade ko open karna chahe or agr ye price bar ki tail k opposite side par market ko move karwa deti hai to stop loss k tor par tail ka starting point set karna chahe. Confirmatiom candle is leay bhi zaruri hai k esk foran band aik pe bullish harami opposite side par banany ka b chancw hota hota hai jo ik bar phr sy trend ko apni purani state ma wapas ley ata hai. is bullish harami pattern ko mazeed two types ma divide kiya giya hai ik bullish bullish harami pattern or ik bearish pin bar pattern. Trader ko 100 percent kisi pattern par trust ni karn chahe balky apna experience b lazmi use karna chahe.

    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	13
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12601187

    When to use bullish harami Candlestick Pattern

    Ye bat lazmi yad rakhn ky hamen mein bullish harami trading strategy ka istemal us waqat krny ki koshish krni chye jab ye reverse direction Mein ho aur ye steps bullish trend me ho jis me darj zail cheezo ko notice krna chye :
    • Pehle hamen bullish harami ki pori length ko measure krna chye us ky lowest point se highest point ki taraf
    • Is ms Short work kren jab bhi price lowest point ko break kr rahe ho
    • Hamen is me trading krty wakt stop loss ka istemal highest point per krna chahiye
    • Hamen hamesha bullish harami ki detection mein trade open krny ki koshish krni chaheye
    • Multiple bullish harami ky size ko target Kay tor py istemal krny ki koshish krni chaheye ye phir trade ko exit krny KY liye simple price action ky rules ko follow krny ki koshish krni Chye



    Analysis using Bullish Harami Candlestick Pattern

    Dosto bullish harami aik shoot form hy pinocchio bar ki ya bar hamen candle skick chart ma dekhi deti hy is ko dhoondy ky liya hmy chart ko buhat zoom krna hota hy ya bar bi apny ander buhat si informtion raky how ahy ys ka wajood buhat hi kamzoor hota hy pr ya ak achi trade lany ka kam ati hy forex tradeing ma trader hr us cheez par nazar rakhty hy jis ka woh use kr saky or market ko smjh saky.

    Location of Bullish Harami Candlestick on Chart

    bullish harami Candle aap ko zada tar Support aur Resistance level per dakhny ko mily gi aur is pattern Ko trade karna Boat easy hain Ku kay iss Ke shape zada tar hammer or Inverted hammer kay Sath match hoti hai Iss liy iss Ko trade karny kay leay ap ko market main technical analysis Ka use karna chaye or iss Ko trade confirmation kay bad He Karna chaye Jab aap ko confirmation hasil ho tab He market main trade open kiya krein or Iss main strong rejection hoti hai market kay Bullish Trend ke aur ager ye Bearish Trend main ho to bearish rejection bht strong hoti hai.

    Special Characteristics of Bullish Harami Candlestick

    Dakhny me ya candlestick pattern normal candle ki tarha complete ni hoti ya ak buhat bari wick ki surat ma hoti hy jis par body na hony ky bara hoti hy is sy kuch tradero ka kahna hy ky ya market ki next bar ka bi bata skhti hy agr ya bar wick pr nechy choti body bany to mumkin hy ky trade up ho jay aur agr ya up wick side par body banti hy to mumkin hy ky down trend ho is ka wajood next bar ko kafi mutasir krta hy is kiya is ko pi*dekha*jta*hy.

    Click image for larger version

Name:	6.png
Views:	4
Size:	124.1 کلوبائٹ
ID:	12601188
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish Harami Candlestick Pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bullish Harami Pattern


    Bullish harami candlestick pattern assets ki iss baat ki taraf ishara karti hai, k ab market main sellers ka control buyers k hathon muntaqil hone wala hai. Pattern main shamil candlestick aghaz main aik bari bearish candle hoti hai, jo k downtrend ki mazboti ki alamat hoti hai. Lekin dosri candle size main small hone aur pehli candle k darmeyan main banne par ye prices ko mazeed downward jane main rukawat dalti hai. Pattern low price area main uss waqat banta hai, jahan par assets ki demand ziada ho chuki hoti hai aur supply kam increase howi hoti hai. Demand ki increasing ki waja se assets ki value main izzafa hota hai, jiss se prices bhi bharna shoro karti hai.

    Click image for larger version

Name:	harami-bull-1024.jpg
Views:	13
Size:	56.6 کلوبائٹ
ID:	12460981

    Candles Formation


    Bullish harami candlestick pattern prices k bottom par banne ki waja se aik strong bullish trend ki indication deta hai, jo k do candle ka aik simple sa pattern hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
    Click image for larger version

Name:	16.png
Views:	5
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12460983

    1. First Candle: Bullish harami candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka color bhi bearish pattern k mutabiq black ya red hota hai. Ye candle prices k bottom ya low price main bearish trend ka mazeed izzafe ki koshash hoti hai.

    2. Second Candle: Bullish harami candlestick pattern main shamil dosri candle aik small real body wali hoti hai, jiss ka open aur close same point par nahi hona chaheye. Ye candle aik bullish trend wali banti hai, jiss ka color white ya green hota hai. Ye candle pehli candle k andar banti hai.


    Explanation

    Kisi bhi assets ki value bohut ziada low hone par aksar usko trend reversal ka samna karna parta hai, issi tarah same bullish harami candlestick pattern main bhi hota hai, jiss main prices low area ya bearish trend k baad bullish trend reversal main tabdeel hoti hai. Bullish harami candlestick pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jiss k real body lazmi hoti hai aur iss candle ka open close se ooper hota hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle k real body main banti hai, yanni iss candle ka open, close, high aur low sabhi points pehli candle k open close k darmeyan main hote hen.

    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	40
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12460982

    Trading

    Bullish harami candlestick pattern trading k leye aik moasar candlestick pattern hai, jiss par market main buy ki entry ki ja sakti hai. Trade k enter karne se pehle market ka low price area ya bearish trend main hona zarori hai, jab k small bullish candle k baad aik trend confirmation candle ka hona zarori hai. Confirmation candle ka bullish hona lazmi hai, jo dosri candle k top par close honi chaheye. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya pehli bearish candle k low price se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	24
Size:	12.3 کلوبائٹ
ID:	12460980

    اب آن لائن

    Working...
    X