Zigzag indicator aik aisa technical tool hay jo kisi bhi pair ki price kay inverse honay ko show karta hay, support aur resistance ka khyal rakhtay huay koi bhi trader is indicators say daily high aur low price kay swings main boht achi trading kar sakta hay, kiun kay price fluctuation hamesha up and down ho kar aik side pay increase ya decrease hoti hay, is indicator ki help say aik din main kai baar buy aur sell main trade ki ja sakti hay,
Usage of zigzag indicator:
Is indicator ko ham sirf historical data daikhnay kay liay use kar saktay hain, kiun kay yeh data past price moment per mushtamil hota hay, jo hamain past moment main bannay walay zigzag bata raha hota hay, laikin yeh future trade ka hamain nahi batata, yeh koi productive indicator nahi hay, laikin phir bhi ye aik kafi helping tool hay ager ham past movent ko analyse kar kay aur is kay sath fundamental analysis ko use karain to is zigzag moment say bhi ham achi trade kar saktay hain aur kai traders is tools ko fibonacci retracement ki madad say bhi use kartay hain
Features of zigzag indicator:
yeh indicator prices kay trends ko identify karnay maim boht help karta hay, yeh prices ki random fluctuation aur trend changes ko show karnay kay rujhan main changes ko khatam karta hay, zigzag lines us waqt zahir hoti hain jab price moment swing high aur swing low kay darmian hoti hay aur jo aik fix percentage say ziada ho, yeh indicator aksar 5% ki minor price moment ko filter kar kay trend ko tamam time formats main samajhnay kay liay asan banata hay, zigzag indicators say future kay trends ki prediction nhi ki ja sakti, yeh potential support aur resistance kay darmian swing high aur swing low ko point out karta hay,
Importance of using zigzag indicator:
Yeh basic indicator hay jis ko trader trend reversal ko talash karnay kay liay use kartay hain, yeh sirf trading tool hi nahi balkay iski help say trading decision bhi liay ja saktay hain, jab koi trade open karni ho to zig zag ko pehlay tool ki surat main use kia jay, is baray main confirmation kay liay koi aur precise tool bhi use karna chaiay, yeh indicator khud say kuch bhi predict nahi karta boht saray indicators ki tarha long term trend reversal main bhi yeh boht time laita hay laikin is ko most reliable way main show karta hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим