Deliberation Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Deliberation Candlestick Pattern
    Deliberation Candlestick Pattern

    Deliberation Candlestick Pattern candlestick patteren ki aik qisam hai jo qeemat ke chart par zahir hoti hai aur market mein Adam faisla ki nishandahi karti hai. yeh aik aisa namona hai jo do mom btyon par mushtamil hai aur ya to taizi ya mandi ka ho sakta hai .

    Deliberation Candlestick Pattern is waqt hota hai jab aik lambi safaid mom batii ke baad aik choti si kaali mom batii aati hai jo pichlle din ki mom batii ki had mein khulti aur band hoti hai. is se zahir hota hai ke bail aur reechh ghair faisla kin haalat mein hain, aur market ke dono simtao mein jane ka imkaan hai .

    Doosri taraf, aik bearish Deliberation Candlestick Pattern is waqt hota hai jab aik lambi siyah mom batii ke baad aik choti safaid mom batii aati hai jo pichlle din ki candle ki had mein khulti aur band hoti hai. is se zahir hota hai ke reechh aur bail ghair faisla kin haalat mein hain, aur market ke kisi bhi simt mein jane ka imkaan hai .

    Dono sooraton mein, choti mom batii jo lambi mom batii ki pairwi karti hai is ka asli jism aur oopri aur nichale lambay saaye honay chahiye. is se zahir hota hai ke tijarti din ke douran qeematon mein bohat ziyada harkat hui lekin yeh ke market bil akhir jahan khuli is ke qareeb hi band hui .

    Market mein mumkina ulat phair ko dekhnay ke liye tajir aksar Deliberation Candlestick Pattern ko signal ke tor par istemaal karte hain. agar patteren up trained ke oopar ya neechay ke rujhan ke neechay hota hai, to yeh is baat ki nishandahi kar sakta hai ke rujhan rivers honay wala hai. taham, taajiron ko hamesha ahthyat brtni chahiye aur sirf candle stuck patteren ki bunyaad par tijarti faislay karne se pehlay dosray takneeki isharay se tasdeeq ka intzaar karna chahiye .


    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	2
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12601047


    Purpose of Deliberation Candlestick Pattern

    Deliberation Candlestick Pattern ka maqsad market mein Adam faisla ki nishandahi karna hai, jo taajiron ko mustaqbil ki qeematon ki naqal o harkat ki mumkina simt ke baray mein qeemti maloomat faraham kar sakta hai. patteren se pata chalta hai ke khredar aur baichnay walay tawazun ki haalat mein hain aur market ko kis tareeqay se muntaqil karne ke baray mein faisla nahi kar rahay hain .

    Jab pattern muawnat ya muzahmat ki kaleedi satah par hota hai, to yeh taajiron ko mojooda rujhan ke mumkina ulat ya tasalsul ke liye aik signal faraham kar sakta hai. misaal ke tor par, aik taizi ka Deliberation Candlestick Pattern jo neechay ke rujhan ke neechay hota hai is baat ki nishandahi kar sakta hai ke rujhan rivers honay wala hai aur yeh ke taizi ka rujhan shuru honay ka imkaan hai .

    Isi terhan, aik bearish Deliberation Candlestick Pattern jo up trained ke sab se oopar hota hai is baat ki nishandahi kar sakta hai ke trained rivers honay wala hai aur yeh ke mandi ka rujhan shuru honay ka imkaan hai. tajir bakhabar tijarti faislay karne ke liye apne takneeki tajzia ke hissay ke tor par patteren ka istemaal kar satke hain, lekin tijarti faislay karne se pehlay usay tasdeeq ke liye dosray takneeki isharay ke sath mil kar istemaal kya jana chahiye .

    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	2
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12601046
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Deliberation Candlestick Pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Deliberation Candlestick Pattern


    Deliberation candlestick patteren bearish trend reversal signal dene wala pattern hai, jo aik wazeh uptrend ke baad yeh pattern amal mein aata hai. Deliberation candlestick patteren ki tashkeel teen bullish ya white candles par mushtamil hai aur jo price chart par bottom prices par banne wale three white soldier pattern se mushabihat rakhta hai. Deliberation candlestick pattern ki tashkeel mein pehli candlestick aik lambi bullish candle hai, jis ka upper ya lower side par shadow bohat kam banta hai. Pattern ki baqi do candles yani dosri aur teesri candles bhi bullish candles hoti hai. Pattern ki dosri aur teesri candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, lekin dosi candle k upper side par shadow bohut lamba hota hai. Pattern ki dusri aur teesi candle pehli candle k real body main open hoti hai,j jiss mein teesri candle aik small marubozu candle hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20230124_080543.jpg
Views:	4
Size:	57.6 کلوبائٹ
ID:	12460693

    Candles Formation


    Deliberation candlestick patteren prices k top main ziada buying k baad market k mumkina bearish trend reversal ka ishara deta hai, jo k teen musalsal bullish candles par mushtamil hota hai. Ye pattern bullish candles ka hone k bawajood bhi bullish trend confirmation k muqabele main prices ko downtrend ka rasta deti hai. Pattern main candlestick ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (54).png
Views:	5
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12460694

    1. First Candle: Deliberation candlestick patteren ki pehli candle aik bullish candles hoti hai, jo k real body main strong candle banti hai, aur ye candle prices k uptrend ki tasalsul ki alamat hoti hai. Pattern ki pehli candle aik bagher upper aur lower shadow ki hoti hai, jiss ka open price close price se ooper hota hai.

    2. Second Candle: Deliberation candlestick patteren ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah aik bullish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k real body ya uss k close price k baad open hoti hai, jo k upper par close hoti hai. Iss ka candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, jab k upper side par aik lamba shadow hota hai.

    3. Third Candle: Deliberation candlestick patteren ki teesri candle bhi same pechli do candles ki tarah aik bullish candle hoti hai, jo k dosri candle k real body ya uss k close price par open ho kar upper par close hoti hai. Ye candle ziada tar pechli dono candles se size main kam hoti hai, jab k ye candle aik marubozu candle hoti hai.

    Explanation

    Deliberation candlestick patteren chart par teen lagatar bullish candles ka aik majmoa hai, jiss k leye market ka top area hona zarori hai. Ye pattern teen bullish candles par mushtamil hai, jo k prices k leye bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Pattern dekhne main same three white soldier pattern jaisa hai, q k teeno candles bullish hone k sath sath higher high par close hoti hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish Marubozu candle hoti hai, last teesri candle bhi aik Marubozu candle hoti hai leki size main pehli candle se bohut small hoti hai. Pattern ki dosri candle upper shadow k sath hoti hai, jiss ki real body pehli candle ki nisbat kam hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (26).png
Views:	15
Size:	9.5 کلوبائٹ
ID:	12460692

    Trading

    Deliberation candlestick patteren main pehli candle strong bullish trend ki alamat hoti hai, lekin baad wali dosri aur teesri candles market main bulls ki kamzori zahir karti hai, jo k market main dilchaspi lena kam karte hen. Pattern ki teeno candles ka bullish hone ki waja se confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur last bullish candle k bottom par close honi chaheye. Pattern k baad bullish candle banne se pattern invalid tasawar hoga, jab k trend ki confirmation indicators se bhi ki ja sakti hai, aggar CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main trade kar raha ho. Stop Loss pattern k sab se top ya teesri bearish candle k high price se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	Fkv9fWRaAAI1Ch-.jpg
Views:	3
Size:	51.8 کلوبائٹ
ID:	12460691
    • #3 Collapse

      WHAT IS DELIBERATION CANDLESTICK PATTERN : Deliberation ak trend stop candlestick pattern ha ya deliberation pattern jab banta ha to ya slowly market ka trend ko lost karna lag hata ha or market ka trend ko reversal karna ka kam karta ha. Ya jo deliberation pattern ha ya huma market ma uptrend ke traf dakhna ko mil jata ha or ya pattern ban kar market ka uptrend ko end kar data ha or market ko uptrend sa reversal karta hua downward ke janab la ata ha. Jab ya deliberation pattern banta ha to is sa phalay stock ke price bahot he sharply higher ke traf ja rahi hoti ha or market higher ke traf jati joi ak strong uptrend ko bana rahi hoti ha or ya pattern is uptrend ka higher sa ban kar market ka trend ko end karay ga or ya deliberation pattern market ko higher sa lower ke janab reversal karay ga. Ya deliberation pattern market ma higher ke traf three candles ka sath ak specific sequence ma bana ho ga or jasa jasa is pattern ke formation hoti jay ge jo market ka strong trend ho ga ya decrease hona lag jay ga or traders ko stock ke price ka downward ke janab reversal hona ka signal mil raha jo ga or ya pattern higher ma resistance level ka bahot he near ma bana ho ga or ya pattern is resistance level ko cross ni kar saka ga jo ka market ka lower ke traf reversal ka signal da ga. FORMATION OF DELIBERATION CANDLESTICK PATTERN : Is deliberation candlestick pattern ke formation market ma higher ke janab threr candles sa ho ge or ya teeno candles is pattern ke bullish ke real body candle ho ge or ya higher ke traf ak unique sequence ma ho ge ir market ka lower ke traf reversal hona ka signal da rahi ho ge. Is delibeeation candlestick pattern ke jo first candle ho ge ya strong uptrend ka bad banay ge or ya stock ke price ko high ke traf la jana ka kam karay ge ya first candle long bullish ke green ya white colour ki candle ho ge jo ka market ko high ke traf la jata hua closed ho ge or jo second candle ho ge is deliberation pattern ke ya bhi ak bullish ke real body candle ho ge or ya first candle ka closing point sa open ho kar market ko high ke janab la kar jay ge magar ya candle previous first candle sa small size ma ho ge or ya bhi green ya white colour ki jo ge pr jo third candle ho ge is deliberation candlestick pattern ke ya bhi ak bullish ke candle ho ge or ya first or second candel ko follow karta hua banay ge ir stock ke price ko high ma la kar jay ge or ya first or second candel sa small size ma ho ge or ya higher ma new point ko banta hua close ho ge or jo ya last third candle ho ge ya higher ma resistance level ka near ma ho ge or huma market ka lower ke traf reversal ka bata rahi ho ge. TRADING WITH DELIBERATION CANDLESTICK PATTERN : Traders ko is deliberation candlestick pattern ma stock ke price ka lower ke traf strongly reversal ho kar ana ka signal da rahi ho ge jab ya deliberation candlestick pattern banay ga to is sa phalay market ma bahot he zada buyers ka traders jo ga yani ka is pattern sa phalay market ma buyers ka high control ho ga q ka jo ya buyers ho ga ya market ko high ma la ata jua higher ke traf uptrend ko ban raha ho ga or jo ya deliberation pattern ho ga ya banay ga to is ma bhi buyers ka traders ho ga jo is ke first candle banay ge ya high buyers ka traders ka pressure sa banay ge or is ma market ke price higher ma jay ge or jo second candle ho ge is deliberation pattern ke ya jab banay ge to ya bhi buyers ka traders sa banay ge magar jab ya second candle banay ge to kuch buyers ka traders market sa exit kar jay ga q ka ya first candle sa small buyers ka pressure sa banay ge or jo is deliberation pattern ke last third candle ho ge ya jab banay ge to ya bahit he small buyers ka pressure sa banay ge or ya huma bata rahi jo ge ka jo market ma buyers ka traders ha ya exit jo raha ha or market ma sellers ka traders ana wala ha or market na lower ke janab jana ha or traders is pattern ke last candle ka lower sa sell ke trade ko enter karay ga or is ka stop loss point higher ma place karay ga is third candle ka.
      • #4 Collapse

        Aslamualikum! Aj hum deliberation candlestick pattern k bare me bt kre gai. Introduction: Delibertion candle stick pattern is waqt hota hai punch aik lambi safaid mother batii ke baad aik choti si kaali mother batii aati hai jo pichlle noise ki mother batii ki had mein khulti aur band hoti hai. is se zahir hota hai ke bail aur reechh ghair faisla family haalat mein hain, aur market ke dono simtao mein jane ka imkaan hai .Doosri taraf, aik negative Pondering Candle Example is waqt hota hai hit aik lambi siyah mother batii ke baad aik choti safaid mother batii aati hai jo pichlle racket ki flame ki had mein khulti aur band hoti hai. is se zahir hota hai ke reechh aur bail ghair faisla family haalat mein hain, aur market ke kisi bhi simt mein jane ka imkaan hai .Dono sooraton mein, choti mother batii jo lambi mother batii ki pairwi karti hai is ka asli jism aur oopri aur nichale lambay saaye honay chahiye. is se zahir hota hai ke tijarti noise ke douran qeematon mein bohat ziyada harkat hui lekin yeh ke market bil akhir jahan khuli is ke qareeb hey band hui .Market mein mumkina ulat phair ko dekhnay ke liye tajir aksar Consultation Candle Example ko signal ke pinnacle standard istemaal karte hain. agar patteren up prepared ke oopar ya neechay ke rujhan ke neechay hota hai, to yeh is baat ki nishandahi kar sakta hai ke rujhan streams honay wala hai. taham, taajiron ko hamesha ahthyat brtni chahiye aur sirf candle stuck patteren ki bunyaad standard tijarti faislay karne se pehlay dosray takneeki isharay se tasdeeq ka intzaar karna chahiye . Explanation deliberation candlestick pattern ka maqsad market mein Adam faisla ki nishandahi karna hai, jo taajiron ko mustaqbil ki qeematon ki naqal o harkat ki mumkina simt ke baray mein qeemti maloomat faraham kar sakta hai. patteren se pata chalta hai ke khredar aur baichnay walay tawazun ki haalat mein hain aur market ko kis tareeqay se muntaqil karne ke baray mein faisla nahi kar rahay hain .Hit design muawnat ya muzahmat ki kaleedi satah standard hota hai, to yeh taajiron ko mojooda rujhan ke mumkina ulat ya tasalsul ke liye aik signal faraham kar sakta hai. misaal ke peak standard, aik taizi ka Consultation Candle Example jo neechay ke rujhan ke neechay hota hai is baat ki nishandahi kar sakta hai ke rujhan streams honay wala hai aur yeh ke taizi ka rujhan shuru honay ka imkaan hai .Isi terhan, aik negative Consideration Candle Example jo up prepared ke sab se oopar hota hai is baat ki nishandahi kar sakta hai ke prepared streams honay wala hai aur yeh ke mandi ka rujhan shuru honay ka imkaan hai. tajir bakhabar tijarti faislay karne ke liye apne takneeki tajzia ke hissay ke peak standard patteren ka istemaal kar satke hain, lekin tijarti faislay karne se pehlay usay tasdeeq ke liye dosray takneeki isharay ke sath mil kar istemaal kya jana chahiye.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Deliberation candle ki Details patteren bearish trend reversal signal dene wala pattern hai, jo aik wazeh uptrend ke baad yeh pattern amal mein aata hai. Deliberation candlestick patteren ki tashkeel teen bullish ya white candles par mushtamil hai aur jo price chart par bottom prices par banne wale three white soldier pattern se mushabihat rakhta hai. Deliberation candlestick pattern ki tashkeel mein pehli candlestick aik lambi bullish candle hai, jis ka upper ya lower side par shadow bohat kam banta hai. Pattern ki baqi do candles yani dosri aur teesri candles bhi bullish candles hoti hai. Pattern ki dosri aur teesri candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, lekin dosi candle k upper side par shadow bohut lamba hota ha Deliberatin candle ki Formation kasy hoti hy market k mumkina bearish trend reversal ka ishara deta hai, jo k teen musalsal bullish candles par mushtamil hota hai. Ye pattern bullish candles ka hone k bawajood bhi bullish trend confirmation k muqabele main prices ko downtrend ka rasta deti hai.Deliberation candlestick patteren chart par teen lagatar bullish candles ka aik majmoa hai, jiss k leye market ka top area hona zarori hai. Ye pattern teen bullish candles par mushtamil hai, jo k prices k leye bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Pattern dekhne main same three white soldier pattern jaisa hai, q k teeno candles bullish hone k sath sath higher high par close hoti hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish Marubozu candle hoti hai, last teesri candle bhi aik Marubozu candle hoti hai leki size main pehli candle se bohut small hoti ha Delibration candles ky sath treading ky benifits kia hy patteren main pehli candle strong bullish trend ki alamat hoti hai, lekin baad wali dosri aur teesri candles market main bulls ki kamzori zahir karti hai, jo k market main dilchaspi lena kam karte hen. Pattern ki teeno candles ka bullish hone ki waja se confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur last bullish candle k bottom par close honi chaheye. Pattern k baad bullish candle banne se pattern invalid tasawar hoga, jab k trend ki confirmation indicators se bhi ki ja sakti hai, aggar CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main trade kar raha ho

          اب آن لائن

          Working...
          X