Assalamu Alaikum dear aap sab khairiyat se honge aur Forex trading market Mein achi working quality ke sath market same maximum advantages hasil kar rahe honge dear friends for ex trading Assamese hota hai jismein aapko bahut soch samajh Kar aur Market ki movement Ke mutabik apna faisla karna hota hai Kyunki Jab aap market ke against apni decision making karte Hain To aap market Mein kabhi Bhi successful Nahin ho sakte isiliye hamesha soch samajh Kar Liya Jaane wala action hi aapko kamyabi dilata hai.
Bearish Counterattack Line Candlestick Pattern
Dear forex members forex trading market mein Bearish counterattack line candlestick pattern two days candles ka ik top Trend ke baad banne wala Ek bearish trend reversal pattern hai. Yeh Pattern bullish trend main uss waqat banta hai, jab market main ik bearish candle forst bullish candle k uper gap main open ho kar real body banane k baad first bullish candle k real body k top par same closing price par close ho jati hai. Pattern main shamil dono candles ka close price same point par ya aik dosre k bohut qareeb hota hai, jiss se dono candles k darmeyan koi gap nahi banta hai. Pattern k mutabiq bears market k control ko hasil karne main kamyab hote hen, jiss se prices reversal ya bearish trend ko follow karna shoro karti hai. Pattern k dono candles ki opening or closing price ke darmiyaan Koi gap nahi hota.
Dear forex members forex trading market mein Bearish counterattack line candlestick pattern ki first candle Ek bullish candle hoti hai aur second candle k bearish hone k baad market main investor trend ko change karne ke liye majbur hote hen. Or price bearish trend ko follow karna shoro karti hai. Pattern main shamil dono candles different pattern ki hoti hain.
Dear forex members Bearish counterattack line candlestick pattern ki first candle aik bullish candle hoti hai, ye candle price k uptrend ko show kar rahi hoti hai, jo k white ya green color ki candle hoti hai. Ye candle aik strong real body main banti hai, yanni candle ki real body shadow se ziada hoti hai.
Dear forex members Bearish counterattack line candlestick pattern ki second candle bhi aik bearish candle hoti hai, jo k open to pehli candle k bottom par gap main hoti hai lekin close pehli candle k real body k qareeb ya same pehli candle k closing price par hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, jo k bullish trend ko khatam karti hai, aur prices k bearish trend reversal ka sabab banti hai.
Dear forex members forex trading market mein Bearish counterattack line candlestick pattern prices main bearish ki kamyab koshash ko zahir karti hai, jiss se prices bearish trend reversal ko follow karti hai. Pattern ki dono candles k closing price k same point par honi chaheye, q k bearish candle ki ye strong wapasi prices k trend reversal ka sabab banti hai. Pattern par trading se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur dosri bearish candle k bottom par close honi chaheye. Pattern k baad bullish candle k banne se ye pattern invalid ho jayega. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone se kam honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se top position ya dosri candle k open price se two pips above set karen to Is Tarah aapko market Se achcha profit hasil ho sakta hai.

Formation of Candles:

1. First Candle:
Dear forex members Bearish counterattack line candlestick pattern ki first candle aik bullish candle hoti hai, ye candle price k uptrend ko show kar rahi hoti hai, jo k white ya green color ki candle hoti hai. Ye candle aik strong real body main banti hai, yanni candle ki real body shadow se ziada hoti hai.
2. Second Candle:
Dear forex members Bearish counterattack line candlestick pattern ki second candle bhi aik bearish candle hoti hai, jo k open to pehli candle k bottom par gap main hoti hai lekin close pehli candle k real body k qareeb ya same pehli candle k closing price par hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, jo k bullish trend ko khatam karti hai, aur prices k bearish trend reversal ka sabab banti hai.
Trading Strategy:
Dear forex members forex trading market mein Bearish counterattack line candlestick pattern prices main bearish ki kamyab koshash ko zahir karti hai, jiss se prices bearish trend reversal ko follow karti hai. Pattern ki dono candles k closing price k same point par honi chaheye, q k bearish candle ki ye strong wapasi prices k trend reversal ka sabab banti hai. Pattern par trading se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur dosri bearish candle k bottom par close honi chaheye. Pattern k baad bullish candle k banne se ye pattern invalid ho jayega. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone se kam honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se top position ya dosri candle k open price se two pips above set karen to Is Tarah aapko market Se achcha profit hasil ho sakta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим