How To Use Bearish Harami Cross Candlestick Pattern In Forex Trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How To Use Bearish Harami Cross Candlestick Pattern In Forex Trading?
    Importance Of Candlestick Patterns In Forex Trading.
    Forex trading man trader currency pairs aur commodities ki price movements ko smajhna k liye price chart ko read kerta ha q k price chart patterns man changes momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha candlestick patterns currency pairs aur commodities k price chart man price ki movement ko track kerna k liye use hona wala most important technical tool ha forex trading man trader kisi b currency pair ya commodity ko buy/sell kerna k liye candlestick patterns per depend kerta ha aj man apka sath bearish harami cross candlestick pattern per trading k related apna knowledge share kerta ha.
    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	4
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12600561

    Bearish Harami Cross Candlestick Pattern.
    Besrish harami cross candlestick pattern ak bullish trend reversal candlestick pattern ha jo currency pairs aur commodities k price chart man long bullish trend k top per resistance level per banta ha aur complete hona k bad price tazi sa fall kerti ha es pattern man long bullish candle k bad ak doji star candlestick banti ha es liye es pattern ko bearish harami cross candlestick pattern kehta ha.
    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	9
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12600562

    Identification Of Bearish Harami Cross Candlestick Pattern In Price Chart:

    Bearish harami cross candlestick pattern three candles per moshtamil hota ha.
    1. Ye pattern hamasha up-trend man resistance level per banna to he valid tend reversal ka signal deta ha.
    2. Es pattern man first candle day-1 ki long real body ki bullish candle banti ha jo market per buyers k strong pressure ko represent kerti ha.
    3. Es pattern man second candle day-2 no real body k sath aur small wicks k sath open hoti ha es candle ko long legged doji candlestick b kehta ha
    4. Es pattern man third candle day-3 ki long real body ki bearish candle banti ha jo second candle k close k sath gap-down man banti ha ye candle is pattern k complete hona ki confirmation deti ha.
    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	29.4 کلوبائٹ
ID:	12600563

    Trading with Bearish Harami Cross Candlestick Pattern.

    Bearish harami cross candlestick pattern per trading k liye zarori ha k trader es pattern k complete hona ka wait kara jab ye pattern complete ho jae to new candle k open per trader ko sell ki trade active kerni chaheye.
    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	3
Size:	56.7 کلوبائٹ
ID:	12600565

    Stoploss & Take Profit.
    Bearish harami cross candlestick pattern per trading k doran trader ko stoploss es pattern ki first candle k high per place karen aur take profit ko next support levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place karen.
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12600564
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How To Use Bearish Harami Cross Candlestick Pattern In Forex Trading?

    Introduction of Bearish harami cross aik candlestick pattern.

    Bearish harami cross aik candlestick pattern, bearish reversal candlestick pattern hai jo oopri rujhan ke oopar hota hai. yeh aik choti doji candlestick se banti hai jo mukammal tor par aik barri blush candlestick se lipti hui hai.Bearish harami cross aik candlestick pattern market mein Adam faisla ki numaindagi karti hai, jabkay taizi candle stick belon ke ghalba ko zahir karti hai bearish harami cross pattern se pata chalta hai ke ho sakta hai up trained khatam ho raha ho aur is ka ulat bhi haqeeqat yeh hai ke doji candlestick taizi se mom batii ki lapait mein hai is baat ki nishandahi karta hai ke reechh mazboot ho rahay hain aur imkaan hai ke woh market par control haasil kar len ge.

    Click image for larger version

Name:	bearish-harami-copy.jpg
Views:	12
Size:	66.0 کلوبائٹ
ID:	12460289

    How it Helps Traders.

    Bearish harami cross pattern ko pehchanney walay tajir apni lambi positions ko farokht karne ke liye usay aik signal ke tor par le satke hain aur mumkina tor par qeemat mein mutawaqqa kami se faida uthany ke liye mukhtasir position le satke hain aur kisi bhi tijarti signal ki terhan, pattern ki durustagi ki tasdeeq aur bakhabar tijarti faislay karne ke liye deegar takneeki isharay aur tajzia istemaal karna zaroori hai.

    Click image for larger version

Name:	bearish-harami-pattern_body_Lloydsfinal.png.full.png
Views:	10
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12460290

    Advantage of Bearish harami cross aik candlestick pattern.

    Bearish harami cross candlestick pattern takneeki tajzia ke liye aik mufeed tool hai aur taajiron ko mutadid mumkina fawaid faraham kar sakta hai ulat jane ki ibtidayi intibah bearish harami cross pattern taajiron ko oopri rujhan mein mumkina ulat jane ki ibtidayi warning faraham kar sakta hai, jis se woh action le satke hain aur market ki simt mein tabdeeli se mumkina tor par faida utha satke hain aur yea pattern trader ko clear entry aur aygzt signals provide karta hea aur is pattern wazeh entry aur aygzt signals faraham karta hai, jis se traders ke liye pattern ki tasdeeq hotay hi mukhtasir position mein daakhil hona aur qeemat ke pehlay se tay shuda hadaf tak girnay ke baad bahar niklana aasaan hojata hai.

    Click image for larger version

Name:	the-pattern-on-japanese-candlestick-price-chart.jpg
Views:	2
Size:	62.0 کلوبائٹ
ID:	12460291

    Easy in Identification.

    Bearish harami cross candlestick pattern shanakht mein aasaan hai aur bearish harami cross pattern ki shanakht karna aasaan hai, yahan tak ke noaamoz taajiron ke liye bhi, yeh takneeki tajzia mein naye logon ke liye aik mufeed tool hai aur mazboot bearish signal : pattern aik mazboot bearish signal hai, jis se zahir hota hai ke reechh market par control haasil kar rahay hain aur yeh ke neechay ki taraf rujhan honay ka imkaan hai deegar takneeki tajzia ke alaat ke sath hum aahang pattern ki durustagi ki tasdeeq aur munafe bakhash tijarat karne ke imkanaat ko badhaane ke liye pattern ko deegar takneeki tajzia ke alaat ke sath mil kar istemaal kya ja sakta hai yeh note karna zaroori hai ke koi bhi tijarti signal faul proof nahi hota hai, aur tijarat karte waqt mukammal tajzia karna aur rissk managment ki techniques ka istemaal karna hamesha zaroori hai.
    • #3 Collapse

      Re: How To Use Bearish Harami Cross Candlestick Pattern In Forex Trading?

      WHAT IS BEARISH HARAMI CROSS CANDLESTICK PATTERN :




      Bearish harami cross ak uptrend reversal candlestick pattern ha ya jo bearish harami cross pattern ha ya market ka chart ma higher ke traf ban kar market ke price ko bullish sa bearish ke traf reversal karna ka kam karta ha. Ya jab bearish harami cross pattern banta ha to is pattern sa phalay jo stock ke price hoti ha ya higher ke janab ja rahi hoyi ha or market ke price high ke traf jati hoi strong uptrend ko bana rahi hoti ha or ya jo bearish harami cross pattern ha ya market ma uptrend ka high ma banay ga or ya market ma uptrend ka high ma ban kar stock ke price ko higher sa lower ke traf reversal karna ka kam karay ga ya jo bearish harami cross pattern ha ya up ke traf two candles ka sath ak specific sequence ma bana ho ga or ya market ko lower ke janab reversal kar raha ho ga or ya jo bearish harami cross pattern ho ga ya higher ke traf resistance level ka near ma banay ga or ya market ko higher sa lower ke janab push kar raha ho ga or ya jo bearish harami cross pattern ho ga huma is ka name sa hi pata chal jata ha ka market na bearish ke janab reversal ho kar ana ha or ya jo bearish harami cross pattern ho ga ya bullish harami cross pattern ka opposite ke janab ho ga or ya market ka chart ma lower ke janab ban kar market ko higher ke traf push jaray ga.




      FORMATION OF BEARISH HARAMI CROSS CANDLESTICK PATTERN :




      Jo ya bearish harami cross pattern ho ga ya market ma uptrend ke traf two candles ka sath ak bahot he unique shape ma bana ho ga or market ke jo price ho ge is ko lower ke traf push kar raha ho ga is bearish harami cross pattern ke jo first candle ho ge ya strong or long term uptrend ka bad bad banay ge or ya first candle is bearish harami cross pattern ke ak long real body bullish ke candle ho ge jo ka strong previous trend ko follow karta hua market ke price ko high ke traf la kar jay ge or ya market ma new high point ko banay ge or is pattern ke ya first candle green ya white colour ke ho ge or is first candle ka bad ak small lower ka gap ay ga or is gap ka lower sa is pattern ke second candle open ho ge or is bearish harami cross pattern ke second candle ak doji candle ho ge jo ka market ka lower ke janab reversal hkarna ka bad banay ge or ya market ka higher jana ka stop hona or market ka indecision ka batai ge or ya second doji candle is bearish harami cross pattern ke first candle ka middle ma banay ge or market ka lower jana ka batay ge q ka ya market ko higher sa lower ke traf reversal karta hua banay ge.




      TRADING WITH BEARISH HARAMI CROSS CANDLESTICK PATTERN :




      Bearish harami cross candlestick pattern traders ko stock ke price ka lower ke janab higher sa reversal ho kar ana ka signal da raha ho ga or ya jo bearish harami cross pattern ho ga is sa phalay jo stock ke price ho ge ya higher ma ja rahi ho ge or is time par market ma buyers ka traders ka control ho ga or ya jo buyers ka traders ho ga ya stock ke price ko strongly higher ke traf la kar ja raha ho ga or is bearish harami cross pattern ke jo first candle banay ge ya bhi high buyers ka pressure ka sath banay ge or ya huma mareke ka strong higher ma jana ka bata rahi ho ge or is pattern je first candle ma high buyers ka control ho ga or is bearish harami cross pattern ke jasa hi first candle close ho ge to jo buyers ka traders ho ya market sa exit kar jay ga or market ma sellers ka traders enter ho jay ga or jo is jab is bearish harami cross pattern ke second candle banay ge to ya market ka buyers or sellers ka same traders ka enter hona ka bata raha ho ga or ya market ka reversal hona ka signal da ga or traders is bearish kicker pattern ke first bullish ke candle ka opening point sa sell ke trade ko enter karay ga or is ka stop liss is pattern ke first candle ka high ma place karay ga.

      • #4 Collapse

        Bearish Harami Cross Candlestick Pattern: Forex Trading Mein Istemaal

        1. Introduction


        Forex trading mein technical analysis ka bohot ahm kirdar hai. Ismein candlestick patterns ki madad se market ke future movements ka andaza lagaya jata hai. Bearish Harami Cross ek aisa candlestick pattern hai jo bearish reversal ka ishara karta hai. Is article mein hum is pattern ka tafseeli jaiza leinge aur dekhenge ke ise Forex trading mein kaise istemaal kiya ja sakta hai.
        2. Bearish Harami Cross Kya Hai?


        Bearish Harami Cross ek two-candlestick pattern hai. Is pattern mein pehli candle ek lambi bullish candle hoti hai, jabke doosri candle ek choti doji hoti hai. Doji ka matlab hai ke market mein indecision hai, jo ke bearish reversal ka signal hai.
        3. Pattern Ki Pehchan


        Is pattern ko pehchanne ke liye aapko do candles dekhni hoti hain. Pehli candle ka body lamba hota hai aur doosri candle ka body chhota hota hai. Doosri candle pehli candle ke andar hoti hai, jo is pattern ka khas pehchaan hai.
        4. Market Context


        Is pattern ka istemaal tabhi karna chahiye jab aapko pata ho ke market kis context mein hai. Bearish Harami Cross tab behtar hota hai jab market pehle se bullish trend mein ho. Agar market downtrend mein hai, to ye pattern kamzor ho sakta hai.
        5. Entry Points


        Is pattern ko istemaal karte waqt entry point ka tayun karna zaroori hai. Jab doosri candle ke close par aap sell order lagate hain, to ye aapke liye behtar entry point hota hai.
        6. Stop Loss Ka Istemaal


        Stop loss ka istemaal karna bohot zaroori hai, takay aap apne nuqsan ko rok sakein. Stop loss ko pehli candle ke high ke thoda upar rakhein. Is tarah aap apne risk ko manage kar sakte hain.
        7. Take Profit Levels


        Take profit levels tay karne ka bhi ahm kirdar hota hai. Aapko market ke support levels ko dekhte hue take profit points tay karne chahiye. Is pattern ke baad, market mein girawat ka asar ho sakta hai, jo aapke profit levels tak le ja sakta hai.
        8. Volume Ka Ahmiyat


        Volume bhi is pattern ki taqat ko samajhne mein madadgar hota hai. Agar bearish harami cross ke sath volume zyada hai, to ye pattern zyada strong mana jata hai. Is se aapko pata chalta hai ke market mein sellers ki taqat barh rahi hai.
        9. Market Sentiment


        Market sentiment ko samajhna bhi zaroori hai. Agar market sentiment bearish hai, to bearish harami cross ka signal zyada strong hota hai. Isliye, market ke news aur events par nazar rakhna chahiye.
        10. Risk Management


        Risk management ek successful trading strategy ka ek ahm hissa hai. Is pattern ka istemaal karte waqt risk-reward ratio ka khayal rakhna zaroori hai. Aapka target hamisha aapke risk se zyada hona chahiye.
        11. Backtesting


        Backtesting ka amal bhi ahem hai. Isse aap ye jaan sakte hain ke past mein is pattern kaise kaam kiya hai. Historical data ki madad se aap apne strategies ko behtar bana sakte hain.
        12. Combination with Other Indicators


        Bearish Harami Cross ko dusre technical indicators ke sath combine karna bhi ek acha tareeqa hai. Jaise ke Moving Averages, RSI ya MACD. Isse aapko zyada confirmation milta hai aur trading decisions ko behtar banaya ja sakta hai.
        13. Psychological Aspect


        Trading mein psychology ka bhi bohot bada kirdar hota hai. Aksar traders fear ya greed ki wajah se ghalat faislay karte hain. Isliye, apne emotions ko control karna aur disciplined rehna bohot zaroori hai.
        14. Conclusion


        Bearish Harami Cross pattern Forex trading mein ek ahem tool hai jo bearish market reversal ka signal deta hai. Is pattern ko sahi context, entry points, stop loss aur take profit levels ke sath istemaal karna chahiye. Volume, market sentiment, aur risk management ka khayal rakhte hue, aap is pattern se faida utha sakte hain. Trading ek skill hai jo waqt aur practice se develop hoti hai. Isliye, is pattern ka istemaal karne se pehle, apni research aur practice zaroor karein.
        • #5 Collapse

          Forex Trading Mein Bearish Harami Cross Candlestick Pattern details

          Bearish Harami Cross Candlestick Pattern Forex Trading mein ek aham tareeqa hai jis se aap trading mein kamyabi hasil kar sakte hain. Is article me hum apko Bearish Harami Cross Candlestick Pattern ka istemal karne ka tareeqa batayenge.

          Bearish Harami Cross Candlestick Pattern

          Bearish Harami Cross Candlestick Pattern ek candlestick pattern h jo bearish trend ko indicate karta hai. Is pattern mein do candlesticks hote hain. Pehle candlestick ka range bullish hota hai aur dusre candlestick ka range pehle candlestick ke andar hota hai. Is pattern mein dusri candlestick dojis ki shakal mein hoti hai. Agr ye pattern trend ke against dikhai de to ye bearish trend k liye signal deta hai.

          Click image for larger version

Name:	images (25).png
Views:	15
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	13184119

          Bearish Harami Cross Candlestick Pattern Ka Istemal

          Bearish Harami Cross Candlestick Pattern ka istemal karne ke liye ap ko ye steps follow karne honge

          1. Trend Identification

          Sab se pehle apko trend identify karna hoga. Agar trend bearish hai to apko Bearish Harami Cross Candlestick Pattern ka istemal krna hai.

          2. Pattern Recognition

          Agar aapko Bearish Harami Cross Candlestick Pattern dikhai dy to ap ko sell ki position leni hai.

          3. Stop Loss

          Stop loss ka use karne se aap apni position ko protect kar sakte hain. Stop loss ka level last high ya phir last resistance level se thora sa neechay rakha jna chahiye.

          Click image for larger version

Name:	images (24).png
Views:	9
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	13184120

          4. Target

          Apni position ko close karne ke liye target ko set karna zarori hai. Target bearish trend ke hisaab se set kiya jna chahiye.

          Conclusion

          Bearish Harami Cross Candlestick Pattern Forex Trading mein ak important pattern hai jo bearish trend ko indicate krta hai. Is pattern ka istemal kar k ap trading me kamyab ho sakte hain. Is lie ap ko is pattern ko samjhna aur istemal krna chahiye.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            The Bearish Harami Cross candlestick pattern is a two-candle reversal pattern that can signal a potential shift from an uptrend to a downtrend in forex trading. Here’s how you can use it:
            What is a Bearish Harami Cross?

            1. First Candle (Large Bullish Candle): The first candle is a large bullish (green/white) candlestick, indicating strong buying momentum.


            2. Second Candle (Doji Candle): The second candle is a Doji, where the opening and closing prices are almost equal, signaling indecision in the market. The Doji is contained within the body of the first candle.



            This pattern shows a loss of bullish momentum and hints that sellers might be taking control.

            How to Trade the Bearish Harami Cross

            1. Identify the Pattern:

            Look for this pattern at the top of an uptrend.

            The first candle should be large and bullish.

            The second candle should be a Doji, entirely within the body of the first candle.



            2. Confirm the Reversal:

            Wait for a confirmation of the reversal, usually a bearish candlestick forming after the Doji.

            Confirmation can also come from technical indicators like the RSI (Relative Strength Index) showing overbought conditions, or a bearish crossover on the MACD.



            3. Enter the Trade:

            You can enter a short position after the bearish confirmation candle forms.

            More conservative traders might wait for a break below the low of the Bearish Harami Cross pattern.



            4. Stop Loss Placement:

            Place the stop loss above the high of the Bearish Harami Cross.

            This protects you if the market continues to rally.



            5. Target Profit:

            A common target would be a recent support level or a key Fibonacci retracement level.

            Alternatively, use a risk-reward ratio (e.g., 1:2 or 1:3) based on your trading plan.




            Risk Management

            The Bearish Harami Cross is not always accurate, so use it in conjunction with other indicators like volume, moving averages, or trendlines to strengthen the trade setup.

            Be cautious in highly volatile markets, as this pattern could generate false signals.


            By following these steps, you can use the Bearish Harami Cross effectively to catch potential reversals in the forex market.


            اب آن لائن

            Working...
            X