What is the Rising Three Methods ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the Rising Three Methods ???
    Rising Three Methods

    Rising three Methods aik blush candle stuck patteren hai jo qeemat ke chart par zahir ho sakta hai. Yeh aik lambi blush candle stuck par mushtamil hai, is ke baad teenager choti bearish candle caught jo pehli candle ki had mein tijarat karti hain, aur phir aik aakhri lambi blush candle caught jo pehli se onche band hoti hai .

    Yeh pattern batata hai ke kuch earzi mandi ke dabao ke bawajood majmoi taizi ka rujhan barqarar hai. Youngster choti bearish candles qaleel mudti istehkaam ya munafe lainay ki alamat hain, lekin yeh itni mazboot nahi hain ke oopar ke rujhan ko rivers kar saken .

    Tajir jo is pattern ki shanakht karte hain woh usay mumkina kharidari ke mauqa ke tor par dekh satke hain. Taham, kisi bhi tijarti hikmat e amli ki terhan, tijarti faisla karne se pehlay deegar takneeki isharay ya bunyadi tajzia ke sath patteren ki tasdeeq karna zaroori hai. Mazeed bar-aan, munasib function sayzng, stap loss orders, aur rissk managment ki deegar strategies ke zariye khatray ka intizam karna zaroori hai .



    Identification of Rising Three Methods

    Rising three method pattern ki nishandahi karne ke liye, un iqdamaat par amal karen :

    Chart par up skilled talaash karen .

    Pattern ka aaghaz aik lambi blush candle stuck se hota hai jis ke baad teenager choti bearish candle stuck aati hain. Un bearish candles ko pehli blush candle stuck ki onche aur nichli variety mein tijarat karni chahiye .

    Pattern mein aakhri candle caught aik aur lambi blush candle stuck hai jo pehli blush candle caught se onche band hoti hai .

    Tijarti faisla karne se pehlay deegar takneeki isharay ya bunyadi tajzia ke sath patteren ki tasdeeq karen .

    Munasib position sayzng, stap loss orders, aur rissk managment ki deegar techniques ke zariye khatray ka intizam karen .

    Yeh note karna zaroori hai ke jab ke teen tareeqon mein izafah aik taizi ka namona hai, lekin yeh is baat ki zamanat nahi deta ke qeemat mein izafah hota rahay ga. Hamesha durust rissk managment ki mashq karen aur tijarti faislay karne ke liye mukammal tor par candle stuck patteren par inhisaar nah karen .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Rising Three Pattern
    Rising three methods price chart par prices k uptrend main continuation k leye jana jata hai, jo k high prices ya bullish trend k baad banta hai. Rising three methods panch candles par mushtamil aik bullish trend continuation pattern hai, jiss main shamil pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, jo aik long real body main banti hai. Pehli candle k baad teen small real body wali bearish candles hoti hai, jiss ka open aur close dono pehli candle k andar hoti hai. Ye teeno candles pehli candle k open aur close price se bahir nahi nekate hen. Teeno bearish candles prices ko waqti tawar par mazeed bullish jane main rukawat dalti hai. Pattern k last par aik aur long real body wali candle hoti hai, jo k prices ko sabeqa trwnd main continue karwati hai.
    Candles Formation
    Rising three methods trend bullish continuation pattern ki waja se prices k uptrend ya newly bullish breakout trend main banta hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main candles ki formation darjazzel tarah se hote hen;
    1. First Candle: Rising three methods ki pehli candle aik bullish candle hoti hai. Ye candle aik long real body main banti hai, jiss k upper aur lower side k wicks ya shadow real body se kam hone chaheye. Ye candle bullish trend ki alamat hoti hai, jo k white ya green color main banti hai.
    2. Second Candle: Rising three methods ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jiss ki real body bohut small hoti hai. Ye candle pehli candle k real body main top par banti hai, yanni candle ka open aur close pehli candle k andar hota hai.
    3. Third Candle: Rising three methods ki teesri candle bhi aik real body wali bearish candle hoti hai, aur same dosri candle ki tarah small bhi hoti hai, jiss ka open aur close pehli candle k andar hota hai. Ye candle dosri candle k nechay aur pehli candle k real body main banti hai.
    4. Fourth Candle: Rising three methods ki forth candle bhi dosri aur teesri candle ki tarah bearish bhi hoti hai aur small real body main hoti hai. Ye candle teesri candle k baad nechay banti hai lekin ye candle bhi same dosri aur teesri bearish candles ki tarah pehli candle k andar hota hai.
    5. Fifth Candle: Rising three methods ki last candle bullish hoti hai, jo k pehli candle ki taqreeban parallel main banti hai, lekin open forth candle k baad hoti hai, jab upper side par ja kar close hoti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai, jo k bullish trend continuation ka kaam karti hai.
    Explaination Rising three methods main dekhne main same "Mat-hold pattern" ya bearish trend par banne wala "Bullish Three Line Strike Pattern" se melta julta pattern hai, jo k uptrend k leye istemal hota hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, jo k uptrend ki alamat hoti hai. Pehli candle k baad teen small real body wali bearish candles hoti hai, jo k open aur close pehli candle k andar hoti hai. Ye small candles prices ko temporary tawar par bullish jane se rokti hai, jiss se prices k dowran waqti tawar par pause a jata hai. Lekin baad main aik bari real body wali bullish candle banti hai jo k prices ko uptrend main continue karwati hai. Trading
    Rising three method candles k upward trend main aik pause create kati hai, jiss k baad prices wapis apni sabeqa trend par chal parti hai. Ye pattern panch candles ka aik majmoa hai, jiss main pehli candle aik bullish candle hoti hai, jab k baad wali teen candles small real body wali bearish candles hoti hai, Bearish candles dar asal market main analyst ki prices k bare main agli faisala ka time hota hai, k aya prices ne upward jani hai, k nahi, lekin last par aik long bullish candle k banne se ye wapis pane porane trade par chal parta hai. Pattern par trades open karne se pehle aik agli bullish candle ka intezar zaror karen jo k buy k entry k leye hona chaheye. Stop Loss pattern k lower side ya pehli bullish candle k open price se two pips below set karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X