Rising Three Methods
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rising Three Methods
    Rising Three Methods

    Rising three Methods aik blush candle stuck patteren hai jo qeemat ke chart par zahir ho sakta hai. yeh aik lambi blush candle stuck par mushtamil hai, is ke baad teen choti bearish candle stuck jo pehli candle ki had mein tijarat karti hain, aur phir aik aakhri lambi blush candle stuck jo pehli se onche band hoti hai .

    Yeh pattern batata hai ke kuch earzi mandi ke dabao ke bawajood majmoi taizi ka rujhan barqarar hai. teen choti bearish candles qaleel mudti istehkaam ya munafe lainay ki alamat hain, lekin yeh itni mazboot nahi hain ke oopar ke rujhan ko rivers kar saken .

    tajir jo is pattern ki shanakht karte hain woh usay mumkina kharidari ke mauqa ke tor par dekh satke hain. taham, kisi bhi tijarti hikmat e amli ki terhan, tijarti faisla karne se pehlay deegar takneeki isharay ya bunyadi tajzia ke sath patteren ki tasdeeq karna zaroori hai. mazeed bar-aan, munasib position sayzng, stap loss orders, aur rissk managment ki deegar techniques ke zariye khatray ka intizam karna zaroori hai .

    Click image for larger version

Name:	Rising-Three-Methods-Candlestick-Patterns-Example-by-Alphaex-Capital.png
Views:	20
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12598767

    Identification of Rising Three Methods

    Rising three method pattern ki nishandahi karne ke liye, un iqdamaat par amal karen :

    Chart par up trained talaash karen .

    Pattern ka aaghaz aik lambi blush candle stuck se hota hai jis ke baad teen choti bearish candle stuck aati hain. un bearish candles ko pehli blush candle stuck ki onche aur nichli range mein tijarat karni chahiye .

    Pattern mein aakhri candle stuck aik aur lambi blush candle stuck hai jo pehli blush candle stuck se onche band hoti hai .

    Tijarti faisla karne se pehlay deegar takneeki isharay ya bunyadi tajzia ke sath patteren ki tasdeeq karen .

    Munasib position sayzng, stap loss orders, aur rissk managment ki deegar techniques ke zariye khatray ka intizam karen .

    Yeh note karna zaroori hai ke jab ke teen tareeqon mein izafah aik taizi ka namona hai, lekin yeh is baat ki zamanat nahi deta ke qeemat mein izafah hota rahay ga. hamesha durust rissk managment ki mashq karen aur tijarti faislay karne ke liye mukammal tor par candle stuck patteren par inhisaar nah karen .

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	2
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12598768
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rising Three Methods

    Asalamualikum dear members ummed Hy ap sb khariyat Sy hon gy or forex py mehnat kr k kamyabi hasil kr rhy hon gy.dear members aaj hm apni post mein rising three candlestick pattern k bary mein baat krein gy.



    Rising three candlestick pattern :



    Rising three methods price chart pr prices k uptrend mein continuation k liye jana jta hy, jo k high prices ya bullish trend k bd bnta hy. Rising three methods panch candles pr mushtamil eik bullish trend continuation pattern hy, jis mein shamil pehli candle eik strong bullish candle hoti hy, jo eik long real body main banti hy. Pehli candle k bd three small real body wali bearish candles hoti hy, jis ka open or close dono pehli candle k andar hoti hy. Yeh teeno candles pehli candle k open or close price sey bahir nahi niklte hain. Three bearish candles prices ko wqti tor pr mazeed bullish janey mein rukawat dalti hy. Pattern k last pr eik or long real body wali candle hoti hy, jo k prices ko phly Waly trend mein continue krti hy.

    Click image for larger version

Name:	rising-three-methods-candlestick-pattern-rising-bullish-candlestick-chart-candlestick-chart-patt.jpg
Views:	1
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12458626

    Formation of candles:

    Rising three candlestick pattern trend bullish continuation pattern ke waja sy prices k uptrend ya newly bullish breakout trend main banta hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jis main candles ki formation es tarah sy hoty hain:

    First candle :*Rising three methods ki pehli candle aik bullish candle hoti hai. Ye candle aik long real body main banti hai, jis k upper or lower side k wicks ya shadow real body sy kam hone chaheay. Ye candle bullish trend ki alamat hoti hai, jo k white ya green color main banti hai.

    Second candle :Rising three methods ki dusri candle aik bearish candle hoti hai, jis ki real body bht small hoti hai. Ye candle pehli candle k real body main top par banti hai, means candle ka open aur close pehli candle k andr hota hai.

    Third candle :Rising three methods ki third candle b aik real body wali bearish candle hoti hai, or same dusri candle ki tarah small b hoti hai, jis ka open or close pehli candle k andr hota hai. Ye candle dusri candle k nechay or pehli candle k real body main banti hai.

    Trading strategy :


    Rising three method candles k upward trend main aik pause create kati hai, jis k baad prices wapis apni sabeqa trend par chal parti hai. Ye pattern panch candles ka aik hai, jis main pehli candle aik bullish candle hoti hai, jab k baad wali teen candles small real body wali bearish candles hoti hai, Bearish candles dar asal market main analyst ki prices k bare main agli ka time hota hai, k aya prices ny upward jani hai, k nai, lekin last par aik long bullish candle k banney se ye wapis pane trade par chal prta hai. Market ke movement ko smjhny k liye knowledge Hona bht zaruri Hy.



    Click image for larger version

Name:	falling-three-methods-1080x1080.png
Views:	1
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12458625
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Rising Three Methods

      WHAT IS A RISING THREE METHOD CANDLESTICK PATTERN :




      Rising three methods ak trend continuation candlestick pattern ha ya ya pattern mara ka chart ma ban kar trend ka strongly continues hona ka batata ha ya rising three method pattern jab banta ha to is timr par market ma uptrend hota ha or ya pattern uptrend ko strongly continues karna ka kam karta ha. Jab rising three method pattern banta ha to is sa phalay jo stock ke price hoti ha ya bahot he strongly higher ke traf ja rahi hoti ha ot higher ke traf jati hoi uptrend ko bana rahi hoti ha or ya rising three method pattern is uptrend ka high ma five candles sa ak specific sequence ma ban kar market ka is uptrend ko strongly continues karna ka kam karta ha. Ya jo rising three method pattern pattern hota ha ya five candles ka sath ak specific sequence ma bana hota ha or market ko higher ke traf push kar rahi hoti ha or ya jo rising three method pattern hota ha ya market ma long term ma or ya jitna hi long term period ma baany ga yo is ma market itna hi strongly higher ke traf continues ho ge or ya rising three method jo pattern hota ha ya falling three method pattern ka opposite ke traf hota ha ya jo falling three method pattern hota ha ya market ma downtrend ma ban kar stock ke price ko downward ke traf continues hona ka signal data ha or ya bhi five candle sa mil kar bana hota ha.




      FORMATION OF RISING THREE METHODS PATTERN :




      Jo ya rising three method pattern hota ha is ke formation market ka chart ma five candels sa mil kar hoti ha or ya jo rising three method pattern ha is ke formation market ka chart ma uptrend ka top ma ho ge or is pattern ke jo first candle ho ge ya ak long real bofy bullish ke candle ho ge or ya previous uptrend ko follow karta hua market ke price ko higher ke traf la kar jay ge or ya first candle rising three method pattern ke long green ya white colour ke candle ho ge or jo is ke next three candle ho ge yani ka jo second, third or fourth candle ho ge ya small real body bearish ke candle ho ge jo ka market ke price ko lower ke traf la kar jay ge or ya market ko lower ke traf ak series ma market ke price ko lower ke janab la kar jay ge or jo is rising three method pattern ke jo first candle ka bad next three candles banay ge ya bearish ke red ya black colour ke candle ho ge or ya market ko lower ke traf la kar jay ge or is rising three method pattern ke jo last fifth candle ho ge ya ak long real body bullish ke candle ho ge or ya previous three bearish ke candle ka bad ban kar stock ke price ko higher ke janab reversal kar ka la kar jay ge or ya is pattern ka new high point bana kar close ho ge.




      TRADING WITH RISING THREE METHODS CANDELSTICK PATTERN :




      Traders ko ya rising three method pattern stock ke price ka upwards ke janab continues ho kar jana ka signal da raha ho ga ya rising three method pattern banay ga to is sa phalay market ma buyers ka traders ka control ho ga or ya jo buyers ka traders ho ga ya stock ke price ko higher ke janab la kar ja raha ho ga or is rising three method pattern ke jo first candle banay ge ya bhi market ma buyers ka control sa banay ge or ya stock ke price ko higher ke traf la kar ja rahi jo ge or jas hi is pattern ke first candle close ho ge to market ma buyers ka traders exit kar jay ga or sellers ka traders ka control a jay ga or ya sellers ka traders market ko lower ke janab reversal kar da ga or is rising three method pattern ke jo alst candle banay ge ya phir sa market ko reversal kar da ge q ka jab ka last fifth candle banay ge to jo market ma sellers ho ga ya completely exit ho jay ga or market ma buyers ka traders ka strong control a jay ga jo ka market ka higher ke traf continues ho kar jana ka bata raha ho ga or traders is pattern ma buy ke long term trade ko is pattern ke fifth candle ka higher sa enter karay ga or is ka stop loss is pattern ke fifith candle ka lower ma place karay ga.

      اب آن لائن

      Working...
      X