Definition of Standard Deviation
Forex members trading mein standard deviation eik variability ka ishara hy .Yeh zahir krta hy k price apni average value sy kitna deviate krti hy. High standard deviation ka mtlab high volatility hy. Yeh instrument trend k start point or strength ko identify krta hy. Lekin yeh us ke direction ko identify nahi krta hy.
Standard Deviation Through Bollinger Bands
Forex trading mein “Bollinger band” eik asa indicator hy .jo ap ko standard deviation ke information provide krta hy. Bollinger band eik technical analysis hy jis sy trader trend line ke planning k liye use krty hain, jo eik security ke simple moving average sy deviation hoti hy. Standard Deviation or average k knowledge ke base pr ap bahot achi decision making kr k trading kr skty hain.or zyada Sy zyada profit hasil kr skty Hain.
Standard Deviation Values
Standard Deviation ke calculation krny k liye, ap mean ke value ko hr closing values sy minus krty hain, or jb es answer ko total kr k total number of values sy divide krty hain, to ap k pas standard deviation ke value aa jati hy. Forex trading mein, average or standard deviation ka knowledge ap k profit earning ratio increase ho jati hy.
Pehle hamy given periods ki average price find karna hoti hai. Har period ki hamy deviation estimate karna hoti hai. Phr har period ki deviation ka square find karna hota hai. Esk bad us squared deviation ka sum find karna hota hai. Es k bad en k sum ko total number of value sy divide karna hota hai. Ab hasil hony waly number ka square root find krayn to ye standard deviation keh lata hai.
High standard deviation.
High stadard deviation ma price up move kar jati hai agr esko ham previous price sy compare karyn to. High standard deviation ma data points large range par spread kar jaty hain.
Low standard deviation.
Standard deviation low hoti hai jb price ma less flactuation peda ho jati hai. Ye show karti hai k market ki volatility kuch dair ma high move karny wali hai.

Calculation:-

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим