Aslam o alaikum dear members. Umeed karta hun k ap sab kheriat sy houn gey and forex par achi learning hasil kar rahy hongy. Dear members pakistan forex forum aik real platform hai jahan hum trading r market ki pehchan ko seekh sakty hein. Is forum par har member trading k bary mein apni apni raaye detail sy explain karta hai jis ki bunyad par hum yeh skills seekh sakty hein. Isi tarah aj mein b ap sab k sath aik bht important topic share karun ga . Yeh topic aik successful trading karny k liye bht he useful hai.
What is Hammer candlestick pattern ?
Dear members hammer candlestick pattern aik bht he famous and useful pattern hai. Yeh pattern price chart par sometimes one candle hony k bawajud second candlestick chart pattern jaisy asrat dekhata hai. Jab yeh candle bottom or top par banti ha phr yeh candle price to bottom ya bearish trend mein banti hai. Yeh aik small real body ki hoti hai and is ka shadow upperside par banta hai. Yeh shadow is candle ka double ya us sey b zada ho sakta hai.
Detail of hammer candlestick pattern :
Dear members hammer candlestick ki upper side koi shadow ya wick nae banti. Is candle ki upper side aik Bozu candle hoti hai. Agar is mein aik small wick ban jaye then us sey koi problem ni hoti liken bht zada long nse honi chaiye warna candle ki pehchan change hojati hai.
One candle hony ki waja sy yeh zaruri ni hai k dusri candles ki tarah yeh bhi kisi colour mein ho. Yeh hammer candle bearish trend k doran ya low price par banti hai. Yeh price k bottom par bearish trend mein create hoti hai. Is k baad bearish trend start hojata ha aur yeh candle bhi kisi colour mein ho sakti hai.
Explanation ;
Dear members yeh candle price k bottom or bearish trend create hony k baad bullish trend reversal ka kaam karta hai. Yeh umbrella family sy link rakhny wali aik one pattern candle hai.
Yeh aik small ready body wali candle ha aur is ka open and close same nae hona chaiye. Is k bottom side aik long shadow hota ha aur iski upper side aik small wick hoti hai. Without top shadow ki yeh candle zada acceptable hai. Is liye mostly expert traders is pattern k create hony ka wait karty hein. Jab yeh candle ban jaye then traders apni trade ko active kr dety hein ta k wo is sy faida utha saken. Is liye yeh pattern bht he khas pattern hai sab k liye .
Conclusion ;
Dear members jaisa k meiny oper ap sab ko btaya k yeh candle aik bht he ehmiat rakhny wali candle hai aur is candle ki pehchan karna itna mushkil ni hai. Liken hum is pattern ko without study nae pehchan sakty. Is candle ki lower side aik low wick hoti hai and upper side aik small si wick hoti hai. Umeed karta hun k ap sab is pattern ko achi tarah samjhen gey and is pattern ko zaroor seekhen gey. Aik martaba ap is pattern ko seekh jaen then ap sab k liye trade karna aur market k andr move krna bht asaan hojaye ga. Is liye is pattern ko study zaroor karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим