Piercing Line Candlesticks Pattren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Piercing Line Candlesticks Pattren
    Assalamu Alaikum dear farrux friend umeed katni Hoon ke aap sab khairiyat se honge aur for extreing business Mein Apne daily task or target ko acche tarike se pura karte hue market Se achcha profit hasil kar rahi hun dear friends forex trading Business mein kam karne ke liye aapko isko proper time Dena hota hai aur Market Mein entry se pahle candlestick Spider-Man ko samajhna aur unke mutabik apni working karna aapke liye bahut jaruri Hota Hai tabhi aap is business Mein successful bhi hote Hain.


    Piercing Line Candlesticks Pattren:


    Dear Piercing line Candlestick pattern bullish trend reversal pattern hai Yeh do candles par mujamil Hota Hai hai is pattern ki pahle candle bearish Hoti Hai isiliye ispattern ke liye price ka pahle se bearish trend Mein Hona jaruri hai ya phir low area Mein hona jaruri hai 2 days candles ke Aakar se single De pattern se behtar Hoti Hai Kyunki ismein Ek candles thodi bahut confirm bhi Deti Hai Jab Bhi market Mein sellers price ko ek Khas level Tak niche push Karte Hain To Yahan per trend reversal ke Anath Jyada hote hain yah trend confirmation Aksar Kuchh pattern se confirm Ho Jaati Hai jismein pricing line pattern bhi Shamil Hai.

    Click image for larger version

Name:	piercing-line-example.png
Views:	3
Size:	50.4 کلوبائٹ
ID:	12598458


    Formation Of Candles:

    Dear Piercing line candlestick pattern Price ky down trend ya demand increase hone ki vajah se yah Trend Banta Hai Jahan per trend reversal ke Jyada chances hote hain is pattern main shamil candles different pattern yani Bearish or bullish Hoti Hai Jiski formation darja zail Tara Se Hoti Hai.

    Click image for larger version

Name:	Piercing-Line-Pattern-2.png
Views:	22
Size:	20.1 کلوبائٹ
ID:	12598460

    Pehali Candle:


    Dear Piercing line candlestick pattern ki pehli candle ek Bearish candle hoti hai jo ke price ko down trend ya Barish trend ki aakashi Karti Hai yah candle stand ko Masjid down ki taraf push karti hai aur Market Mein Low demand ko jahir Karti Hai yah candle ek normal real body wali candle hoti hai.

    Dosri Candle:


    Dear piercing candlestick pattern ki dusri candle bhi Bullish candle Hoti Hai yah candle Pehali candle ke bottom per gap mein open Hoti Hai Jab Ke close Usi candle ke real body ke mid point se thoda sa Upar Hoti Hai pattern Ke Bullish candle ko lajmi bearish Candle ke center point aur open price Ke Darmiyan close Hona chahie yah candle bearish Trend ke and hone ki indication deti Hai.

    Trading Strategy:

    Dear yeh candlestick pattern price ke bottom Mein banane ki vajah se ek Bullish signal generate Karta Hai Jis per market Mein buy ki entry ki Ja sakti hai pattern per trade enter karne se pahle pattern ki dusri candle a confirmation candle ki jarurat padati hai jo ki real body Mein Ek bullish candle honi chahie aur dusri candle ke top per close bhi honi chahie pattern ki confirmation CCI, RSI, MACD indicator Stochastic Oscilater sy bhi ki Ja sakti hai Jiski value over sold Jon Mein hone chahie pattern ke bad scandal se pattern invalid shonar Kiya Jaega pattern ka stop loss sabse lower ya dusri candle ke open price Se Two pips below per set karain to Is Tarah aapko market Se achcha profit hasil karne ka mauka milta Hai

    Click image for larger version

Name:	Piercing-Line-Candlestick-Pattern.png
Views:	10
Size:	29.9 کلوبائٹ
ID:	12598459
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Piercing Line Candlesticks Pattren

    WHAT IS A PIERCING LINE CANDLESTICK PATTERN :




    Piercing line ak downtrend reversal candlestick pattern ha ya piercing line pattern huma market ma lower ke traf dakhna ko mil jata ha or is piercing line pattern ko is liya use kiya jata ha q ka ya market ko downtrend sa reversal karta ha.l ya market ko bearish sa bullish ke janab reversal karta ha. Ya piercing line candlestick pattern jab banta ha to is pattern sa phalay jo stock ke price hoti ha ya lower ke janab ja rahi hoti ha or market lower ke traf jati hoi strong downtrend ko ban rahi hoti ha or ya piercing line pattern is downtrend ma ban kar market ko lower sa higher ke traf reversal karta ha. Ya piercing line pattern downtrend ma two candles sa mil kar banta ha is sa phalay market lower ke traf a rahi hoti ha or is ke jasa he formation ho jati ha to market sharply upwards ke traf jana lag jati ha or traders ko higher ke traf stock ka jana ka signal milta ha. Jab ya piercing line pattern banta ha to ya market ma lower ke janab support level ka near ma banta ha or ya support level ka near ma ban kar stock ke price ko upwards ke janab reversal karna ka kam karta ha or ya piercing line pattern dark cloud patren ka opposite ke traf hota ha ya dark cloud patren higher ke traf up trend ma ban kar market ke price ko lower ke traf lana ka kam karta ha.




    FORMATION OF PIERCING LINE CANDLESTICK PATTREN :




    Piercing line pattern ke jo formation hoti ha do candles ka sath mil kar ak specific sequence ma market ma lower ke traf hoti ha jab market ma downtrend chal raha hota ha or ya piercing line pattern banta ha yani ka is ke jo formation hoti ha is sa phalay market ak high pressure ka sath lower ke traf a rahi hoti ha or jo is piercing line pattern ke first candle hoti ha ya is downtrend ka bottom sa banti ha or ya first candle ak long real body bearish ke candle hoti ha jo ka stock ke price ko lower ma la kar jati ha or first candle red ya black colour ke hoti ha or ya new lower point ko banati ha or jo is piercing linr pattern ke first candle hoti ha ya red ya black colour ke banti ha or ya new lower point ko banata hua close hoyi ha or is first bearish kr candle ka close hona ka bad market ma lower ke traf ak small lower ka gap ata ha or ya jo lower ka gap ata ha ya is first candle ka bad ata ha or is lower gap ka lower sa is piercing line pattern ke second candle open hoti ha or jo ya second candle hoti ha ya ak reversal candle hoti ha or ya second candle ak long bullish kr candle hoti ha jo ya green ya white colour ke chart ma banti ha or ya second bullish ke candle lower sa open ho kar stock ke price ko reversal karta hua higher ke traf lata hua is pattern ke first bearish ke candle ka middle sa high ma la kar close ho ge or market ka high jana ka batay ge.




    TRADING WITH PIERCING LINE CANDLESTICK PATTERN :




    Jab ya piercing line pattern market ka chart ma lower ke traf banay ga to ya piercing line pattern traders ko stock ke price ka lower sa upwards ke janab reversal ho kar jana ka signal da raha ho ga. Is piercing line pattern ka market ma bannay sa phalay market ma sellers ka traders ho ga or ya jo sellers ka traders ho ga ya strongly market ke price ko lower ke traf la raha ho ga or ak bahot he control ho ga market ma in sellers ka traders ka or is piercing line pattern ke jo first candle banay ge ya bhi market ma in sellers ka control sa hi banay ge or ya huma high sellers ka pressure ka batay ge or ya first candle ban kar stock ke price ko lower ma la kar jay gamagar jasa hi is piercing line pattern ke second candle banay ge to jo sellers ka traders ho ga ya exit kar jay ga or strongly market ma buyers ka traders enter ho jay ga or ya buyers ka traders is piercing line pattern ke second candle sa open ho kar stock ke price ka higher ke janab reversal ho kar jana ka signal da raha ho ga or traders is piercing line pattern ke jo second candle ho ge is ka high sa buy ke trade ko is pattern ma trade ko enter karay ga or is buy ke trade ka jo stop loss ho ga os ko is second candle ka lower ma place karay ga.

    اب آن لائن

    avatar Ayn
    avatar Km2006
    avatar Adil88
    avatar lego
    Working...
    X