Dear friends Forex trading market Mein trader ko carefully kam karna chahie, trader ko market K Trend ko acchi Tarah Se understand kerna chahieye, market ke trend ko follow karke hi trader ko market Mein entry karni chahieye market Mein Hamesha acchi planning ke sath aur proper learning ke sath Hi Kam karna chahie takay trader market Mein kamyabi Hasil kar sakein.market Mein counter move ky through bullish Trend ko acchi Tarah se confirm kiya Ja sakta hai. Forex trading ki market Mein counter move aik bahut hi interesting type ki movement hoti hai,trading ky waqat market Mein Jab counter move Hoti Hai To bahut se trader confuse aur pareshan ho Jaate Hain because jab yeh counter move hoti hai to market ka trend market ke against Chala Jata Hai Jiski wajah se trader ko trading karne mein bahut problem hoti hai.aesy waqat mein agar en traders ko counter move ky bary mein information mein na hu tu market mein big loss bi ho sakta hy.
DESCRIPTION OF COUNTER MOVE STRATEGY.
Friends forex market mein Jab market mein kisi pair ya commodity ki price current trend k against move karna start kar deti hai to es ko ham counter move kehty hain. Agr market ka current trend down hai to counter move small up rally ki shape mein ho ga or market ka current agar up ward hai to counter move small decline ki sorat mein ho sakta hai. Investor or trader market k counter move k time par enter hony ko preference daity hain or es base par woh acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain.Ham counter move ko es tarha b samaj sakty hain ky yeh marker k current trend ka reversal hota hai. Kisi pair ki current price ki base par es ki achy sy prediction karna possible ni hota, so trader counter move ki base par market ko asani sy predict kar paty hain. Counter move ko ham retracement b keh sakty hain or market counter move k bad aksar previous trend mein he move karna start ho jati hai. So trader counter move k time par previous trend ki trade ko open karna chaheye.es method sy profit hasil kiya ja sakta hy.
CHARACTERISTICS OF COUNTER MOVE STRATEGY.
My dear fellows trader ko chahiye keh ager woh counter move mein trading kar raha hay to yahan news ko bhi importance daini chahiye ta ky kahin yeh counter move market main trend change na ban jaye.Counter move state main trader kay pas yeh option hota hay keh woh market main bullish trend mein bhi always support kay qareeb sy buy kary, jab keh bearish trend mein resistance ko sell kay liye prefer kary.counter trend market ki price correction aur use ky Trend ky opposite movement start Karte Hain. aur is movement ko primary trend opposite movement bhi Kaha ja sakta hy.Woh trader jo long trading karna chahta hai woh low point ko buy karta hai or market k high point sy sell ki trade ko open karty hain. So jab counter move occur karta hai to trader k lae yeh achi opportunity hoti hai k woh buy or sell ki trade ko open kar sakty hain.lakin trader ko yeh baat zehan mein rakhni chahe k counter move small hota hai aor trader ko agr trade ko open karni hai to suitable stop loss ko lazmi set karain. Kiu k agr counter move long ho jae to yeh main trend ban jata hai.jis loss ka risk bi increase ho jata hy...

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим