Money Management ki Importance?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management ki Importance?
    INTRODUCTION!
    Assalamu Alaikum friends kya haal hai Umeed Karti hun Sab khairiyat se Honge aur Forex trading Mein Achcha profit banaa Rahe Honge friends Forex bahut acchi job Hai Is per kam karne ke liye Hamen bahut se indicators ki jarurat Hoti Hai Jiski madad se Ham Ek successful trader Ban sakte hain friends aaj ka Mera topic Hai Mani management ki importance aaj main is post Mein wajah se Bayan karungi ke Forex Mein Mani management ki kya importance Hai trading ke dauran Hamen isase kya Hasil ho sakta hai aur kaise Ham isko use karte hain ummid Karti hun Meri aaj ki post aapke liye successful Hogi aur aapke knowledge mein karegi

    WHAT IS MONEY MANAGEMENT IN FOREX TRADING?
    Dear members Forex Main money management Had sy zada Ahmiyat kah hamil bap hn lakin Badkismati sy traders ki aksariyat iss ko nazar andaz kar dati hn jis ki waja sy dino main tamaam sarmiya khatam ho jata hain.Money Management ko Mutasir Hum MM lakiye gaye.MM main do Cheza has ahmiyat kah hamil hain. Members is ko hm money management khy gy.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	2
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12598362
    WHAT IS STOP LOSS?


    Agr Prices Ap ki traders k Mutalif simaat chalny lagye Toh ap kah balances kam hona start ho jata hn or ap ki trade nuqsaam main hoti hn iss nuqsaan ko aik had main rakna chaiye iss ko trade risk kahta hn.Trade Risk kitna hona chaiye iss main different tarika hota hn.Stop loss na ho toh itna kam hona chaiye k price k zariya iss ki muhtalif simat main harkat sy ap ka stop loss hit ho jata hn or trade close ho jati hn.iss ko na he itna zada hona k agr ap trend tabdeel ho jaye toh Retracement ho rhye ho toh Kafi nuqsaan k bad trade close ho jati hn iss k liya suppport or resistance ko buniyad bana better rahta hn Yeh phir pechala candles k shadow ap tor per naye traders yeh samjta hn k ahaar price wapise aa jaye gi iss liya woh stop lss nahi lagta.Yeh bhot bari hamakat hoti hn.is ko stop loss khte he.***************

    CHOOSING LOT SIZE KYA HE?


    Dear members Kamiyaab Tradering K liya Sahi lot size ka intkhan karna buht zaroori hota hn.For Example Traders kisy andaaza sy lot size kah intehaab karta hn.Agr iss ko samjta hn toh trends Up or confirm hn toh bagar sochye samjye apny balances sy zada lot laga lata hn.or agr prices ulat chalna start ho jaye toh Balances agr kam hota hn tooh iss liya jaldi hatam be ho jata hn.lot size ahtiyaar karna k liya aik formula ki website per majooda hn iss ko har trade sy pahlye istimal karna chaiye.Iss kah fida yeh hn k kahye traders main nuqsaan k bad be mazeed traders k liya ap k pas balances bacha rahta hn or ap market sy bahir nahi hota


    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	9
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12598363.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money Management ki Importance?

    Dear traders money managment kamyaab trading ka aik ahem pehlu hai. is mein aap ke tijarti sarmaye ka is terhan intizam karna shaamil hai jo aap ke nuqsanaat ke khatray ko kam kere aur aap ke munafe ke imkanaat ko ziyada se ziyada banaye.

    Money Management ke chand ahem usool yeh hain ke aap ko tijarat karte waqt zehen mein rakhna chahiye

    Rissk managment.

    Stop loss orders tarteeb day kar aur aap ki risk tolrtolerance ki bunyaad par apni position ke size ka taayun kar ke apne khatray ko hamesha barqarar rakhen aud kisi aik nuqsaan ke assar ko kam karne ke liye –apne sarmaye ko mutadid alaat ya tijarat mein philayin .

    Risk Management of Capital.

    Apne trading capital ke kuch hissay ko reserves mein rakh kar aur zaroorat se ziyada faida uthany se guraiz karkay is ki hifazat karen .

    Take Profit.

    Apny munafe ke ahdaaf muqarrar karen aur munafe haasil karen jab woh munafe haasil karne ke liye pahonch jayen aur munafe wapas dainay se guraiz karen aur sath he aap ecord keeping bhi krain aur apni tamam trades ka tafseeli record rakhen, Bashmole dakhlay aur kharji maqamat, munafe aur nuqsaan, aur koi bhi sabaq seekha jaye .

    Keep Learning.

    Experience aur learning ke zariye apne ilm aur mahaarat ko musalsal behtar bananay ki koshish karen air yaad rakhen, kamyaab trading sirf paisa kamanay ke baray mein nahi hai, yeh sarmaye ko mehfooz rakhnay aur khatray ka intizam karne ke baray mein bhi hai. paisay ke intizam ke un usoolon par amal karkay, aap marketon mein kamyabi ke apne imkanaat ko barha satke hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X