Best trading strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best trading strategy
    Best trading strategy



    forex market mein trend following strategy best strategy hey es tarah trend ko follow karna trader kay ley zaroore hota hey or forex market mein savar say intazar karna paray ga nechay de gai tasweer forex market kay es hesay ko dekhata hey jo aam tor par trend ko follow karnay kay ley trader baray paimanay par estamal kartay hein
    market mein red area forex market kay turning points ko identify karta hey or neclay rang mein trend kay bad kay step hotay hein bohut say trader yeh mistake kartay hein kese new trend kay majod honay kay ley es ke paish gi karne chihay or es say pehlay enter hona chahtay hein lahza en ka manana hey keh woh trend trader hein or real mein reversal trader hotay hein


    trend say pehlay or trend kay bad


    chonkeh trend ko follow karnay kay ley trader ko trend ke confirmation ka intazar karna paray ga es ley jo sawal samnay ata hey es ley woh yeh hota hey keh trend ke confirmation kab hote hey
    ebtadai trend ko follow karnay kay ley trader jald az jald aik new trend mein enter honay ke koshesh karta hey jes ka result bohut jald honay or wrong signal ke sorat mein nikal sakta hey faida yeh hey keh mumkana reward or risk ke ratio bohut zyada hote hey
    dair say trend trader mazeed confirmation ka intazar kartay hein yeh bohut zaroore hota hey trend trade kay ley yeh bohut zaroore hey trade kay signal bohut strong hotay hein risk o reward ratio ka itna zyada nahe hota hey jab keh jeet ke sharah zyada hote hey
    Click image for larger version

Name:	Capture.JPG
Views:	1
Size:	45.9 کلوبائٹ
ID:	12598356
    forex market mein jab trading tool ke bat ate hey to trend ko follow karnay wallay trader ke kai kesmen hote hein RSI stochastic ,MACD bohut he makbol indicator shamel key jatay hein forex market mein momentume indicator zyada makbol indicator hota hey
    nechay de gai tasweer stochastic planning kay ley keya geya hey anay ka tareka yeh hey keh jab tak stochastic oper ya nechay ata hey bohut say trader mistake kar kay trend samjh laytay hein price 20 say nechay chale jate hey market kay reversal janay ke taraf eshara hota hey
    Click image for larger version

Name:	Capture.JPG
Views:	1
Size:	46.7 کلوبائٹ
ID:	12598360
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Best trading strategy

    assalam o alaikum umeed karta hun kay ap sab khair khairiyat say houn gay jaisa kay ap nay bhot hi ahm point ko zair e behas samajha hai ka trading karnay kay liay kia strategy anani chaiya to mairay khyal main main samajh ta hun hun kay koi bhi kam ki shuroowat karnay kay liay ap ko us kay baray main ilm jona lazim toa kay ap us main kamyabi hasil kar sakain aur acha profit hasil karain agr ap ko us kam kay baray main ilm nahi ho ga to woh ap ko loss gay ga isi tarah trading main bhi kamyab honay kay liay kuch ahm asool jain jin ko mad e nazar rakh kar ap acha profit kama saktay hain aur kamyab ho saktay hain trading main sab say pahlay ap ko market ki ups and downs ka pata hona chaiya market ki analysis karni chaiyaaur sab say ahm ap nay apni nafseeat yahni physiology bhot strong honi chaiya zindgi main ap ko kisi bhi maidan profit kay sath sath loss ka bhi samna karna parta hai is liay profit ko ap ko khushi aur loss say kabhi ghabrana nahi chaiya balka loss say experience hasil karna chaiya ta kay future main kam a sakayisi tarah kabhj lalach nahi karna chaiya To main suggest karta houn kay hamesha apni best information aur analysis ko mad e nazar rakh k aur clear mindset say trading karain aur kamyab houn.Shukriya.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Best trading strategy

      assalam o alaikum umeed karta hun kay ap sab khair khairiyat say houn gay jaisa kay ap nay bhot hi ahm point ko zair e behas samajha hai ka trading karnay kay liay kia strategy anani chaiya to mairay khyal main main samajh ta hun hun kay koi bhi kam ki shuroowat karnay kay liay ap ko us kay baray main ilm jona lazim toa kay ap us main kamyabi hasil kar sakain aur acha profit hasil karain agr ap ko us kam kay baray main ilm nahi ho ga to woh ap ko loss gay ga isi tarah trading main bhi kamyab honay kay liay kuch ahm asool jain jin ko mad e nazar rakh kar ap acha profit kama saktay hain aur kamyab ho saktay hain trading main sab say pahlay ap ko market ki ups and downs ka pata hona chaiya market ki analysis karni chaiyaaur sab say ahm ap nay apni nafseeat yahni physiology bhot strong honi chaiya zindgi main ap ko kisi bhi maidan profit kay sath sath loss ka bhi samna karna parta hai is liay profit ko ap ko khushi aur loss say kabhi ghabrana nahi chaiya balka loss say experience hasil karna chaiya ta kay future main kam a sakayisi tarah kabhj lalach nahi karna chaiya To main suggest karta houn kay hamesha apni best information aur analysis ko mad e nazar rakh k aur clear mindset say trading karain aur kamyab houn Trading main hamesha dousroun kay bhi experience ko mad e nazar rakhain ta kay ap log mil kar aik dousray kay experience ko share kar kay achi trade lagain aur kamyab houn Agar trding main psychology par baat karain to ap ka mindset kafi clear hona chaiya agar ap ko trading orders pr kafi ghour karna chaiya ay kis time kia order lagana hai aur kis time order close karna hai Kamyab trader ki nishani hai kay woh apnay best knowledge ko mad e nazar rakh kar trade karta hai .Shukriya.
       

      اب آن لائن

      Working...
      X