trend in forex market
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trend in forex market
    what is trend in forex market



    aik trend forex market ke over all direction he hota hey yeh kese currency pair ya assert ke price hota hey technical analysis mein trend ko identify karna jo keh trend line par prce action kay zarey say ke jate hey jo keh forex market mein es bat ko wazah karte hey jes ke wajah say forex market up trend mein ja rehe hote hey jab price forex market mein up trend kay ley zyada swing karte hey to forex market mein high swing low hote hein or nechay kay trend kay ley lower swing low or lower swing highs hote hein
    bohut say trader trend ke sorat mein aik slow trade ka ntakhab kartay hein jab keh trend reversal kay opposite ya tabdele ya trade ko identify karnay kay ley oper ka trend ya nechay ka rend tamam market mein he hota hey jaisa keh stock bonds or future kay adad o shumar kay motabaq trend mein pay jatay hein jaisa keh jab monthly economic ddata barhta hey ya phir monthly fall ho jata hey Click image for larger version

Name:	download (4).png
Views:	31
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12598352


    trend kam kaisay karta hey


    market mein trend technical analysis ke mokhtalf shape mein estamal hotay hein forex market mein trend identify kar saktay hein trend line kese bhe direction mein dekhai jata hey jab keh RSI kese bhe time or kese bhe time par trend ke strength ko zahair karnay kay ley design keya geya hey
    price mein overall trend mein ezafay karnay kay ley forex market mein aik upper tend neshan zad keya ja sakta hey koi bhe cheez long period tak sedhe oper nahe barhte hey es ley forex market mein hamesha doghalay hotay rehen gay recently swing lows pehlay ke swing lows say oper honay chihay or forex market mein swing highs kay ley bhe yeh hota hey aik bar jab yeh structure brek honay kay ley start ho jata hey laken forex market mein over all trend ko oncha samjhnay kay ley oper hona chihay down trend lows swing lows or lower swing highs par moshtamel hota hey
    jabkeh trend oper hey or trader yeh farz kar laytay hein yeh es time tak jare rahay ga jab tak trader es kay opposite eshara karnay wallay ka prove na ho es tarah shawahad lower darjay ke swing or highs trend lines ke nechay ke trade ko break kar jatay hein yeh technical indicator bearish mein shamel ho saktay hein jab keh trend barah raha hota hey trader forex market ke price mein mosalsal ezafa kar saktay hein or forex market mein buyer par to wajah markoz kartay hein Click image for larger version

Name:	download (5).png
Views:	9
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12598351


    trend line ka estamal


    trend ko identify karnay ka aik aam tareka ye hota hey jo keh higher level ya lower level ke aik series ko jarta hey or anay wale price ke movement kay ley support level banata hey nechay kay trend kay lower highs ke aik series ko jorta hey or anay wallay price kay ley resistance level paida kartay hein support or resistance kay elawah trend line trend ke overall direction ko zahair karte hey
    agerchay trend overall direction ko dekhanay kay ley aik acha kam karte hey laken on ko zyada tar dobara ready karnay ke zaroorat hote hey mesal kay tor par aik up trend kay doran banta hey phir bhe es ka yeh matlab nahi hota hey keh tend khatam ho jay ga price trend line say nechay ja sakte hey price action zahair karnay kay ley trend ko dobara talash karnay ke zarorat par sakte hey Click image for larger version

Name:	download (6).png
Views:	15
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12598350
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trend in forex market

    What is Trend

    forex market bahut bari market ha is ki movement ko dekh kar market man work kiya jata ha lakin yahan par ham bat kar rahy han market ka trend ki ka trend kaya ha asal main ye market ki driection hoti ha ka market kis side par ja rahi ha to is ka 2 min trend hoty han is main up trend ha or ddown trend ha ye bat ap na samjhni ha ka market ka trend koi bhe ha market kabhe bhe one side pa move nhe karti ha ye updown move kar ka kisi side pa jati ha to ye hoty han market ka trend ab hm in ko disscuss karty han kasy ye market main work karty han.

    How To Find Trend

    forex market main koi bhe pair ha us ka trend samjhny ka lye diffrent strategy ko use kiya jata ha lakin is main jo sab sa simple traeeka ha ap na 200 ema ko use karna ha or time frame ap na d1 rakha na to jab tak market moving avrage ka upar ha trend up ka ha or jab is ko down break karti ha to market ka trend change ho kar sell trend main a jata ha ha to is sa sa ap bahut he simple tareeky sa market ka trend find kar skty han.

    Trade With Trend

    trend is yoyr friend ye to na suna he ho ga market main trade karny sa phely is ki movement ko smajhna hota ha jab ap analysis kart han to sab sa phely ap trend ko he find karty han us ka ad proper analysis karty han to ap na short time trade karni ha ya long karna ha to na trend ka sath he chalna ha is bat ka bhe khayal rakhna hota ha ka reversal main bhe ap na trade nhe karni ha farz karen trend bearish ha to ap na shrot ki entry leni ha yani ap ko jahan pa bhe market acha maoqa de trade karny ka ap na sell ki entry leni ha kun ka trend he sell ka ha.
    Click image for larger version

Name:	trading-trends.jpg
Views:	2
Size:	106.8 کلوبائٹ
ID:	12458317

    اب آن لائن

    avatar Azaad
    avatar Sadd5
    Working...
    X