Assalamu Alaikum Dosto!
Doji candles wo candles hoti hai, jis ka open aur close price to aik ya same hoti hai, lekin high aur low prices mukhtalif ho sakti hai. Doji candles ka shumar aik single candle k trend reversal pattern main hota hai, jiss ki ahmeyat prices k intehaye position par hota hai. Doji main aik aisi candle bhi shamil hai, jiss k na to upper side par koi shadow ya wick hoti hai, na lower side par, yanni candle ka open, close, high aur low price same aik hi point par hoti hai. Ye candle four Price Doji Candle kehlati hai. Doji candles ki chart par pattern par aam tawar par ye panch candles istemal hoti hai, jiss main se four Price Doji Candle bohut nayab candle hoti hai, inn candles ki tafseel darjazzel hai;
Star doji candles k upper aur lower sides par same shadow hota hai, jiss ki real body nahi hoti hai. Candle ki open aur close price aik jaisi hoti hai. Candle main prices na to bohut ziadda upward jatee hai aur na hi bohut ziadda downward, bulkeh mamolee si upward aur ussi tarrah se downward jane k baad wapis appne open point pe close hotee hai. Is candle ka nishan plus ki tarah ban jata hai.
Long-legged candle dekhne main star doji candle ki tarah hai, lekin iss candle k upper aur lower sides par shadow bohut ziada hota hai. Iss candle main prices upper aur lower sides par aik bara shodows (wicks) bannane k baad apnne opening price pe close ho jatee hai. Doji candle ki iss qisam ko "Rickshaw man" doji candle bhi kaha jata hai.
Gravestone doji candle "Qabar" k pathar jaise design ka hota hai, jo k dragonfly doji candle k opposite side par banti hai. Gravestone doji candle buyers pressure ki wajja se prices upward jane k baad wapis bear pressure se ussi point par bannd ho jatee hai. Gravestone doji candle ko traders ziadda tar bearish candle tasawar karte hen, aggar ye candle top price ya bullish trend main bantee hai, iss waja se ye candle bullish candle tasawar hoti hai.
Dragonfly doji candle gravestone doji candle k opposite direction main banti hai, jo k sellers ki downside movement ko temporary ta2ar par reject karti hai. Dragonfly doji market main bullish trend reversal ka kaam kartee hai, lekin uss k leye zarrori hai, k prices bearish trend main hon. Dragonfly doji ki format k mutabbeq jab bhi bear price ko nechay ki tarraf push karne k baad us par control barqarrar nahi rakh pate aur bull prices ko wapis upward dakhel detee hen. Bearish trend ya low prices main banne ki waja se ye candle traders ko buy ka signals deta hai.
Four Price Doji Candle k naam k mutabiq candle main open, close, high aur low prices ki position same hoti hai. Ye candle dekhne main maths k symbol "-" se melti julti hai. Four price doji candle me prices upward aur downward janne ki bajjaye ek hi position pe munjamed ya stuck rehtee hai. Jiss se ye candle aik line see bantee hai. Four price doji market main buyers aur sellers donno ki adam tawajah ya damp market ki waja se bantee hai. Ya baaz brokers ki taraf se market main prices ka close hone ki waja se ye candle banti hai.
DOji Candlestick

1. Doji Star Candle
2. Long-legged Doji Candle
3. Gravestone Doji Candle
4. Dragonfly Doji Candle
5. Four Price Doji Candle
2. Long-legged Doji Candle
3. Gravestone Doji Candle
4. Dragonfly Doji Candle
5. Four Price Doji Candle
1. Star Doji Candle

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим